Entry point and exit point

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    Forex main entery point aur exit point dono bahot ahim hai entery point pe ap soch samjh k trade lagate hain market ki up down ko chek karte hain aur exist point pe ap trade k profit aur loss ka tajzea karte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      Entry point wo point hota hae jb hm kissi time kissi pairs pe trade lagaty hain ya lagana chaty hain aur issi trha exit point b uss trade sy nikalny ka point hota hae aur in points k choose karny ka faisla experience sy aata hae aur practice sy aata hae jitna ziada prectice hogi utna behtr aap point findout kr pao gy.
      • #933 Collapse

        jab trade main kam karna start karty hain to is kay liye huamin sab say phy enter hony kay liye is main learning karna ho ga is main practice karna ho ga kun kay enter honty hain to trade main risk hota hay kay humain acha profit ho sakta hay or ye humain loss hoo sakta hay hard work kar kay market main trade ko join karna b sai rahat hay
        • #934 Collapse

          g ap ki bat sahi hai forex trading main entry point zeyda ahmiyat rakhta hai se se hmari trading par bohat asar andaz hota hai or hmari trading par aik acha epact dhalta hai or jub hum market ko anlyse kar k trading karty hain tu hmain es main loss k chances bohat kam hoty hain or jub hmain trading k bad acha profit mil jta hai tu hmari exit point bhi sahi ho jta hai
          • #935 Collapse

            agar hum sahi time par market main enter hon gay tab he hum market main profit earn kar sakty hay aur humay chahiey keh market main theak say analysis karen aur jab humay market main sahi point milay trade karnay ka tab humay esmain trade karni chahiey
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #936 Collapse

              agar hum sahi time par trade kay liey market main enter hon gay tab he hum market main bohat acha profit earn kar sakty hay aur humay chahiey keh apny analysis theak say karen jab humay trade kay liey acha chance milay tab he hum achi trading kar sakty ahy
              • #937 Collapse

                Bilkul g ap sahee keh rahy hon forex trading main trade k liy hmko chahiy k us time tradeblagain jab hmko yaqeen ho k hmko profit hi ho ga aur loss ni ho ga aur jab apko profit aa jay to apko chahiy k ap munasib profit ly k trade ko close kr do ta k yeh na ho k ap lalach kro k aur thora profit ly lain to is lalach k chakr main apko nuqsan bi ho sakta hy
                • #938 Collapse

                  I think entry point is more important then exit point.
                  Ham jab forex men enter hote hain ya koi trade open krte hain to hamen market ko anlyse kerna parta hai hamen market k trend ka sahi taiaun kerna perta hai agar ham aisa ni karen ge to ham zarur loss karen ge isliye entry point bahot important hai.
                  Exist point bhi hamare liye ahm hai ham jab bhi apna target achive kr len hamen trading se exit ho jana chahiye agr ham aisa ni kren ge to hamara gain kia hua profit bhi challa jy ga aur hamen loss bhi hoga.
                  :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                  CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                  • #939 Collapse

                    agar hum sahi time par entry lain gay to hum market main achi trade kar sakty hay aur humay chahiey keh esmain wait karen market main jab bhi achi trade milay tab he humay trade karni chaheiy aisy he bliendly humay market main enter nahi hona chahiey
                    • #940 Collapse

                      enter hona hay to market ko learning karna ho ga ta kay market main achi earning hasil ho sakay is main hard work kia hay to hi is main kam karna sai hho sakta hay demo ko use karna ho ga jis say market main kam karna kafi helpfull sabit ho sakay magr humain deo ko use kar kay achy say practice say market main kam kanrna ho ga
                      • #941 Collapse

                        jee janab koi hi trade open karna sa pehley market ka trend ko analyse karna bahut hi ahmiyyat ka hamil ha agar ap na market ka trend achhai tarah analyse kar lia bad men trade open ki to is trade sa ap ko zaroor profit hasil ho ga.
                        • #942 Collapse

                          agar hum sahi time par trade kay liey enter hon gay market main to hum tab he market main acha profit bna sakty hay humay analysis karty rehna chahiey aur trade tab he karni chahiey jab humay achi trade entrey milay tab he hum esmain kamyab ho sakty hay
                          • #943 Collapse

                            agar hum achy point par enter hon gay market main to ham tab he achi trade kar sakty hay aur humay chahiey keh esmain wait karen agar humay acha entry point na mily to humay trade nahi karni chahiey humay market ka wait karna chahiey jab acha chance milay tab he humari trading achi ho sakti hay
                            • #944 Collapse

                              jab b order ko place karty hain to is main prder ko laganay kay liye huamin is main kafi dykhna parta hay kay kis pair main hum kis tara kam kart hain kay achi earning hasil ho sakay is main market main enter hony kay liye is main learning karna ho ga ta kay kuch achi earning hasil ho sakay low risk say trade ko start kerny say loss km ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                agar hum entry point acha lay kar market main trade karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay so humay chahiey keh esmain jald bazi na karen kyun keh jald bazi main hum sahi entry point nahi lay sakty humay chahiey keh market ka analysis kar kay he esmain achi trade karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X