Loss ko ignore na karen.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ko ignore na karen.

    G han agr hum forex ma loss ko ignore kr detay tou is ma hamra hi nuqsaan hai lehaza humien loss ko kabi b ignore nahi krna cahiye.zyada tar new traders k sath ye masla hota ha k agr unko loss hi jaye tou wo isko recover krny k bajye ye souchty hn k wo apna account wash kr dien jo k ek gahlt decision hai lehaza koshsish krian k ap loss ko ignore na krian or isko recover krny ki koshsish krian.
    ​BELIEVE IN YOURSELF!
    (Ahsan999)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ko ignore na karen.

      Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah ye bhi hai ki forex trading mein ham loss ko ignore kar dete hain forex trading mein jab ham apne loss ko ignore karte hain to yah loss dobara bhi ho jata hai jiski wajah se forex main hamen pahle se bhi zyada loss ho sakta hai aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai isliye forex trading mein hamen apne loss se learn karna chahie forex mein loss se bachne ke liye apne experience our Knowledge ko increase karna chahie aur forex mein hamen trading ache confidence ke sath karni chahie jisse forex main kamyab ho sakte hain aur ek ache trader bhi ban sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Loss ko ignore na karen.

        Assalamu alaikum dear friends aapane bahut hi umda sawal Kiya hai ki lash ko hamesha ignore nahin karna chahie Pal kaise sikhana chahie kya yah ki hamen last Kahan se hua hai aur is Tarah ke aur isase kis Tarah control kiya jaaye acche se acchi post Kiya kariye cheating karne ki koshish kya Karen Aaya Kailash aapko bilkul hi Na ho palke profit ki taraf aap apni trade ko le Jaya Karen
        • #19 Collapse

          Re: Loss ko ignore na karen.

          Sar loss ko kaise control kar sakte hain jabki Hamen Hota he loss Hai To Koi ignore kaise kiya Ja sakta hai bus Hamen apni Galti ko FIR Se Door Aana Nahin chahie Forex trading mein kabhi bhi kisi Galti Ki gunjaish Nahin Hai Jab Bhi Galti Koi Hoti Hai To Usi vajah se loss hota hai aur account bhi was ho sakta hai Palke account bhi bas ho jata hai Kyunki bonus kam hota hai isliye account was ho jata hai
          اللهم صل على سيدنا محمد
          • #20 Collapse

            Re: Loss ko ignore na karen.

            Forex trading mein jab apko loss ho jaye to usko kabhi ignore na karen. agar apne loss ko ignore karte rahein gye to humein kabhi apne loss hone ki waja samjh nahi aye gi aur bar bar loss ho rahe ga. humein loss ko ignore nahi karna chahiye balky learn karna chahiye. apne loss ki waja talash kar ky usko theek karna chahiye. taky dobara aesi galti na ho.
            • #21 Collapse

              Re: Loss ko ignore na karen.

              Ji haan dosto aapane bilkul theek kaha hai ke Forex forum mein trading ke dauran hone wale last ko ignore Na karna chahie dekhen aap Jo trading lagate Hain usne apni income ko utilise kar rahe hote hain isliye aap mujhe se Pata ha paise trees per nahin lagte isliye aap jab bhi trading Laga rahe hain tu apni chitra analysis Karen aur Fir bhi jakar operative Karen Taki aap profit n kar sake aur last Na Ho lekin agar last abhi jata hai 2 is last ignore karne ki vajah se aap usse kuchh sikhane ki koshish karen kyunki the last mistake is your best teacher
              • #22 Collapse

                Re: Loss ko ignore na karen.

                Fore trading main loss hone par pareshan nahi hona chahiye balke loss ko dekhkar himmat k sath work karna chahiye our forex main hamein apne loss se learn karna chahiye our forex main kamyabi hasil karne k liye loss se bachna hamare liye bahut hi zarori hai our forex main loss se bachne k liye hamein trading ache confidence our achi learning ki madad se karni chahiye jisse forex main hum kamyab ho sakte hain.
                • #23 Collapse

                  Re: Loss ko ignore na karen.

                  Ji han bilkul main aap ki baatein cricket ham log bataya ki ham log loss ko bilkul bhi ignore Nagaraja formulas Kaise connect Karte Hain To Ham logon ko apni Galti ka Ehsas Nahi Jata ham log apni nakami ko Jyada nakam banate hain Instagram comment Chahte to recover Karen use kamyabi Hasil karne ke liye lekin koshish karen aur sath mein Na to aap Logon Ko profit
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss ko ignore na karen.

                    dear hume is business main pta ha k hume lose be hota ha ur profit be jab hume is business main lose hota ha tu hum kafi tension lete hein lekin esa nai krna chaiye kew k hume pta ha k forex eik risky business ha is main hume lose ka be samna krna par sakta ha ur profit ka be jab hume lose hota ha tu phr hume is main knowledge lena chaiye acha knowledge hi hamre lose ko recover kr sakta ha
                    :1f60d: hard work :1f60d:

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X