Market ko fluctuate karny ka Time dain❤
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko fluctuate karny ka Time dain❤
    Market ko Fluctuate karny ka time dain or usy space dain ta k wo bara change day saky.. Jald bazi me loss k dar sy order close na kary or na hi thora sa profit leny k liay trade close kr dain.. Kosish kary k apny decision ko pora karny ki kosish kary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko fluctuate karny ka Time dain❤

    Ji bilkul theek kaha hai ap ne market jab taiz move kerti hai tu humaen wait kerna chahyea ke market full time le ke fluctuate ker le. Us ke bad ap market jab normel condition mein aa jaye tu ap moqa daikh ke trade lagaen ta ke ap ki trade fluctuation ki wajah se stop loss hit na ker de.
    • #3 Collapse

      Re: Market ko fluctuate karny ka Time dain❤

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sono977 پيغام ديکھيے
      Market ko Fluctuate karny ka time dain or usy space dain ta k wo bara change day saky.. Jald bazi me loss k dar sy order close na kary or na hi thora sa profit leny k liay trade close kr dain.. Kosish kary k apny decision ko pora karny ki kosish kary
      Market ko fluctuate karne ka time important hai ya morning time mostly hota hai late night bhi ho sakta hai.
      مرشد
      • #4 Collapse

        Re: Market ko fluctuate karny ka Time dain❤

        Yes. Forex market ko samaj kar trade karna bhot zaruri hai. Trader demo acct ma serf trading tools learn kar k samajtyn hain k unho ny sara kuch sekh leya. Forex k demo acct ma market ko samjna bhot zaruri hai. Jo trader market ko samajny ma galti kartyn hain wo kbi kamyabi k kareeb b ni ponch sakty.
        • #5 Collapse

          Re: Market ko fluctuate karny ka Time dain❤

          G han apki baat theek hy market ko time dena chahiye agr aik trade open ki hy tu usko run krny dein agr loss mein hy tu close na krein profit mein any k bad bhi run krny dein tah k trade se acha profit hasil kr k ckose krein kionkeh traders ka maqsad acha profit hasil krna hota hy jis k liye market ko move krny dein tah k ziada favour mil sky.
          • #6 Collapse

            Re: Market ko fluctuate karny ka Time dain❤

            Dear ais market mai ap ne agar aik trade lagani hai to achy entry point ka wait kary jab ap ko ais market mai achi trade mil jaye to aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai aor ais market mai se ap ko faida ho jata hai.
            • #7 Collapse

              Re: Market ko fluctuate karny ka Time dain❤

              market ki up and down movement ko koi bhi acche se analyse nahin kar sakta aur kisi ko bhi maloom nahin hota ki market kis taraf ko movement kar jayegi isliye members ko chahie ki vah market ko bahut hi acchi tarah se analyse karte rahen kyunki analyse karne se hi members ko maloom hota hai aur aise members ke Jo market ko analyse karne mein acche se experience hasil kar lete hain vahi kamyab hote Hain
              • #8 Collapse

                Re: Market ko fluctuate karny ka Time dain❤

                Ji aapki baat bilkul theek hai Ham market ko prakat karne ka time nahin dete aur iski vajah se market Hamara stop loss hit Karke FIR profit Mein Jaati Hai Hamen Zyada Se Zyada stopless Lagane Ki Koshish Karni chahie Kyunki jitne Bade area Mein Ham stopless lagaenge market Hamare use area Mein easily fluctuate Karke profit Mein Ja sake ki lekin Agar Ham market ko Mulakat karne ka time hi nahin Denge to vahan se Hamen market bahut jyada loss bhi de sakti hai aur Har Bar Hamen loss ho sakta hai aur Har Bar market Hamara stop loss hit Karke FIR profit Mein Ja sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko fluctuate karny ka Time dain❤

                  agar hum apne lifestyles mai free hai to hamy apmy time ko west nahe karna chahey hamy is major full time kam karna chahey agar hum apne existence man masrof hain to hamy is ko section time ky liey be part of karna chahey hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hamhy market major kese be cheez ke samj nahe a rahe to hum apny professional dealer ke guidelines ko observe kar sakty han
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko fluctuate karny ka Time dain❤

                    yes dear main bhi ap ki bat say agree karta houn hamain forex market main pehly dekhna chahye ky market achi movement kar rahi ha ya nahi kyon ky ager market main fast move ho rahi hai tab he ham is marke tmain achi trade pick kar skaty hain aur acha profit lay sakty hain is jald bazi main koi bhi trade open na karain ap ko forex main loss bhi ho sakta ha
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko fluctuate karny ka Time dain❤

                      Bilkul aapki baat theek hai Hamen market ke movement ko dekh Bhal kar kam karna chahie dekhna chahie Jo market Nizam Kharab Hai To Hamen chahie ki bilkul trading Nahin Karni chahie yaar reading Karenge To Hamen loss ho sakta hai nuksan ho sakta hai isiliye market ke moment ko dekh kar bad Mein Hamen trading Karni chahie

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X