Trade mein loss ko kaisy cover krty hein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade mein loss ko kaisy cover krty hein
    Dear forum members jb kisi trade mein loss hota hy tu hr koi usko apny tariky se cover ya handle krny ki koshish krta hy jis mein kabhi market bhi sath deti hy lekin agr aap small lot se trade open krein aur wo bhi sirf aik tu trade mein loss ko easily cover kia ja sakta hy kionkeh aap k pas margin hoga jis se aap kisi aur pair mein trade open kr k dosri trade ka loss cover kr sakty hein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade mein loss ko kaisy cover krty hein

    Dear agar aap apni trade Mein loss ko recover karna chahte hain to market ka analysis karte hue hi trading Karen aur kam se kam risk liye Jitna Jyada Ham market ke analysis karte hue trading Karenge aur apni senior traders ki guidelines ko follow Karenge aur unke Sath discussion Karenge utna isliye Ham market Se Achha Prophet Hasil kar sakte hain Apne dost ko recover kar sakte hain Hamen koshish karni hai ki Ham 0.01 lot size se Forex trading Karen aur apne kam se kam Prophet Mein Hi satisfied Rahe Jitna Jyada Ham market Mein sev trading Karenge utna isliye Ham Apne dost ko recover bhi kar sakte hain aur apne experience ko bhi khareed kar sakte hain Shukriya
    • #3 Collapse

      Re: Trade mein loss ko kaisy cover krty hein

      Bilkul Achcha Sawal hi dear aapka Ham trading Karte Hain To Hamen ismein loss bhi hota hai aur profit bhi hota hai Hamen apni Boss wali train Jab college Hoti Hai To Ham Apne loss ko recover karne ke liye best planning Karni chahie Jab Ham best planning Karenge Apne dost ko recover karne mein koshish Karenge To Ham ismein bahut hi acchi kamyabi ko Aasan kar sakte hain Kyunki usko recover Karna Hai Kisi Aam Insan ka Kam Nahin Hai bahut hi acchi knowledge experience wale member Apne loss ko bahut jaldi recover kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Trade mein loss ko kaisy cover krty hein

        Forex mein agr kise trade mein loss hota hai tu us loss ko bonus account mein recover karna zaroori hota hai aur loss ko hum sabar se kam lot size use kar kay aik Achi planning kar kay trading karain gey tu loss ko recover kar saktay han kiok loss jab hota hai apni mistake se hota hai hum apni mistake ko cover karain aur sabar se planning se trading karain tu loss ko recover kar saktay han
        • #5 Collapse

          Re: Trade mein loss ko kaisy cover krty hein

          Yes. Forex trading ma loss ko profit es sorat ma profit ma badla ja sakta hai jb apk pass reasonable capital hu. Forex ma small profit sy serf acct wash hoty hain. Jo trader pehle apna capital strong karta hai wo he profit tak ponch sakta hai. Forex ma small lot b loss ko profit ma convert karny ma help ful hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Trade mein loss ko kaisy cover krty hein

            Ji Sar aapane bilkul theek kaha hai Agar ham log Forex trading Mein Apne log ko recover karna chahte hain To Hamen plan Banakar kam karna hoga Agar Ham plan Banakar trading karte hain to next time Hamen trading Mein profit mil sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Trade mein loss ko kaisy cover krty hein

              agar humain es main kam karty haoay humian es main loss ho jata hain to humain es main boht sbr say humain es main kam karna ho ga our hum es main boht mahant say hum es main kam kar kay hum boht sa pisa kma skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our foreex kbe be na bnd hoany wala business hain
              • #8 Collapse

                Re: Trade mein loss ko kaisy cover krty hein

                dear friend, forex trading ma loss ho jay to tension nhi laini chaiay aur tahamul k sath us ko recover karnay ki koshish karain, proper planing bnaen aur achay chance ka wait karain, jaldbazi na karain warna mazeed mistakes hon gi jin ki waja sa aur ziada loss ho jay ga, small lot use karain aur thora thora kar k loss recover karain
                • #9 Collapse

                  Re: Trade mein loss ko kaisy cover krty hein

                  Bilkul sahi Sawal kharab mein chut mein loge ko kaise recover kar sakte hain Hamen acchi market Kyon was meant Karni Hogi achha thik karna hoga mehnat se kam karna hoga ismein jaldbaji bilkul Nahin Karni Hogi aur na hi risk Lena Hoga Agar yah hum kuch Karenge To Ham nuksan per aaenge To Hamen chahie ine chijon Se Bachana chahie mehnat Karke acche se Accha treat karna chahie aur kamyabi Hasil
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade mein loss ko kaisy cover krty hein

                    Trading loss ko ap good planning aur strategy sy cover kro gy agr ap k plans good hon gy tu ap asaani sy kamyabi hasil kr lo gy apne plans ko bahter bnane k lye market trend ko follow kren aur aur kabhi bhi market trend k opposite work na kren is k elwa ap forex sy related apna knowledge behter bnaen taake ap good planning kr saken
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade mein loss ko kaisy cover krty hein

                      Pyare doston jaise ki ham jante hain ki baju kat hamen loss ho jata hai To is loss ko recover karne ke liye hamare Pass knowledge or experience hona chahie agar hamare pass na lage ho raha hai peene se nahin hoga to ham yah loss recover nahin kar sakte Isiliye jab hamara loss ho jata hai to hamen market system ko dekhna padta hai market ke hisab se hamen dobara trade lagakar is loss ko recover karne ke liye bahut hi mehnat karni prti hai Agar aap dekhte hain ki aap is loss ko recover nahin kar sakte to aap apne senior ki madad lekar pi loss ko recover kar sakte hain Love speed business ka ek hissa hai magar yah loss hamari bhi ganesh aur mistake ki vajah se hota hai Hamen chahie ki ham apne dost ko bachane ke liye jyada se jyada knowledge hasil karen aur experience mein increase karen

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X