Candle stick defination Most imported For trading knowledge.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candle stick defination Most imported For trading knowledge.
    Dear friends all of You Are fine
    Friends forex par trading k liya humare pas Candle stick ko samjhna bohat zaroori hai so yea candle stick ki definatiion hai
    A candlestick is a type of price chart used in technical analysis that displays the high, low, open, and closing prices of a security for a specific period.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Candle stick defination Most imported For trading knowledge.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Duaa5560 پيغام ديکھيے
    Dear friends all of You Are fine
    Friends forex par trading k liya humare pas Candle stick ko samjhna bohat zaroori hai so yea candle stick ki definatiion hai
    A candlestick is a type of price chart used in technical analysis that displays the high, low, open, and closing prices of a security for a specific period.
    G han humain candlestick ko dekh kar trade lgani chaye Trading main kaam karny k liay apk pass experience aur knowledge ka hona bahoot zarori hy agr ap is main learning kar k kaam nahi karin gy too apko us main loss hoo sakta hy too apko chaye k aap sub sy pehly is mainn learning karin aur is main knowledge hasil kar k kaam karin tab he aap is main kamyaab ho sakty aap k pass Pakistan forex forum best plateforum hy learning k liay.
    • #3 Collapse

      Re: Candle stick defination Most imported For trading knowledge.

      Bilkul dear candlestick pattern ko understand karna aur apne knowledge ko increase karna bahut jyada Jaroori Hai Forex trading business Mein Kamyab hone ke liye aapko different candlesticks ko understand karna aur apne experience ko use karte hue candlesticks a profitable trade understand karte hue trading karna bahut jyada Jaroori Hai without candlesticks understand Ham kabhi bhi achcha Prophet Hasil nahin kar sakte isiliye koshish karne hai ki Mar chakka analysis karte hue hi trading Karen aur Market Se Accha Prophet Hasil Karen Jo log candlesticks to understand Nahin Karte aur dusron per depend karte hue trading Karte Hain vah Kabhi Kamyab Nahin ho sakta Shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Candle stick defination Most imported For trading knowledge.

        Candlestick ko jana bahut jaruri hai agar aap candlestick per kam karte hain to aapko market Kafi acchi e Ban sakti hai ek bhi Hamen koshish Karni chahie ke candlesticks ko read out Karen candlestick chloride karne se Hamen na sirf aasani hoti hai Bal ke market ke bare mein Hamen aur Jyada knowledge Hasil ho jati hai agar aap candlesticks ke bare mein acchi knowledge rakhte Hain To Aap Jo Hua Achcha experience aur knowledge Hasil ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Candle stick defination Most imported For trading knowledge.

          Yes. Forex candle ma kamyabi k lae candle stick bhot important heseyat rakhtyn hain. Forex market ma candle sticks k pechy bhot complex mathematical calculations hoti hai. Forex trading ma en calculation ko asani sy candle stick k zarye display kiya jata hai. Forex trading ma agr candle stick ko asani sy samaj jayn to ham market ko achi tarha under stand kar saktyn hain.
          • #6 Collapse

            Re: Candle stick defination Most imported For trading knowledge.

            forex main hum candles stickes ko use kar kay hum es main kam kar skty hain our hum es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main boht sa bons be hasl kar skty hain our hum es mian analysis ko estmal kar kay hum es main kam kar skty hain our forex 1 on line business hain
            • #7 Collapse

              Re: Candle stick defination Most imported For trading knowledge.

              g ahn dear bilkul apki baat bilkul theak ha agr hum chaty han kaay humaaen forex main kaamiyaabi hasil hoto humaen chaiya kay hum candel stick ko bhi learn kare kunkaay is say humaen wo information hasil hoti ha jo humaaen trading about koi bhi nahi dyta ha ...is lia humaaen chaiy kay hum jitna zada ho saky pak forex forum or forex trading kay baare main knowledge or experince hasil karen kunkay is say humaaen both hi zada profit hasil hotaa ha ..forex humare lia best option ha ..
              • #8 Collapse

                Re: Candle stick defination Most imported For trading knowledge.

                dear friend forex main bahteren analeses karny keleye ap k pass as ka bahteren knowlldeg hona zarory hy ap forex ko her tarah say sekhen as minaghar ap ko cndal ki pahcahn hy to bhi ap as say bahteren profet ly sakty hain as minjap ko sekhn cahey k humcandal ki madad say kis tarh sy trde ly skty hain aur kab kameybi hasel karty hain forex ko sekhen as main mahna tsay kam karen aur kaemyb ho gain
                • #9 Collapse

                  Re: Candle stick defination Most imported For trading knowledge.

                  G hahn humain is main candls ko dekh k trade lgani chaye ye aik bahoot he acha business hy jsi main aap din main bhe kaam kar sakty hain aur raat main bhe kaam kar sakty hain aap is main jitni achi quality kaa kaam kain gy apko is main faida hoo sata hy keun k is main experiance k sath kaam karna parhta hy jab tak experiance nahi hoga aap kamyaab nahi hoo sakty hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Candle stick defination Most imported For trading knowledge.

                    G han candlesticks chart pr read kr k market ka technical analysis krty hein jis mein apko matket ki next movement k bary mein confirm ho jata hy jis k bad easily order place kr dety hein aur wo order trend k mutabik open hota hy jis mein traders ko acha profit mil jata hy traders ko candlesticks ka knowledge hona lazmi hy.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X