Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye khud say karay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye khud say karay?
    Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye agar khud say trading ki jaye tho maire nazdeek ye behtar hoga es tarha say aapko experience mai izafa be hota rahega aor aap kesi par dependent be nahe hongay aksar log signals kay based par trading ki baath kar rahay hai lekan mai yahe samajta hun kay agar signals kay bajaye khud say trading ki jaye tho ye sub say behtar strategy hogi
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye khud say karay?

    Ji han trading per kisi aur per depend nahin hona chahie karke khud trade karni chahie aur apne aap per yakin bhi hona chahie kyunki forex ek long-term business hai jis per aapane hi trading karni hoti hai aap kisi aur ko it dair tk follow nhe kr sakte apne aap per yakin hona chahie aur apne knowledge aur experience mein mazeed izafa karna chahie kyunki long Trum trade aap ne karni hai to apne knowledge mein aur apne trading skills mein aur jyada increass mint laen aap jyada karoge aur forex ke kam ko sikhane ki koshish karoge aur apni banai Hui start ji per Amal kar ke kaam karoge utna hi achcha fayda aapko hoga forex bahut hi achcha business hai jismein mehnat karke hi kamyabi Hasil ki ja sakti hai aisa koi bhi nahin gujara jis ne main itna ki Ho Jo jitni jyada mehnat karta hai use benefit Bhi to nahi jyada hota hai
    Last edited by ; 23-06-2020, 04:45 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye khud say karay?

      hanji bhai ap nay bilkul thek kaha hai kay hamen trading main dosron ko follow karny ki bjay apni statrgies main kam karna chaea kyun kay kisi ka hamen kiya pata kay wo apnay zehan main kiya ly ka kam kar raha hai hamen chae a kay ham apny time tbales bnaain apna analysis karen apna knowledge say statrgi kay through kam aren is say hamen achi earning mil sakti hai na kay dosron ko follow kar kay.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye khud say karay?

        Gia forex trading kisi dusre per depend nahin karte to hamen chahie ke pahle khud apna knowledge acchi tarah se hasil Karen uske bad dusron se knowledge bhi hasil Karen Jo hamare senior Ho Jo ismein kafi acche se time de rahe hain ho tu in sy guideline SBI leni chahie kyunki Jo senior hote Hain kaun ke paas unke paas jyada Na Lage hota hai to isliye unko bhi follow karna chahie kyunki jo kamyabi ki jo sabse badi vajah hai vah apne senior uski baton per Amal karke kam karna hai jo apne senior ki Man ko follow karta hai tu hamesha kamyab hota hai tu jo new member Hain mera in ko mashwar karta hai vah sikhen jab kisi chij ki jarurat ho to apne senior member se rabta karke usse Guideness hasil Kary.
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye khud say karay?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
          Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye agar khud say trading ki jaye tho maire nazdeek ye behtar hoga es tarha say aapko experience mai izafa be hota rahega aor aap kesi par dependent be nahe hongay aksar log signals kay based par trading ki baath kar rahay hai lekan mai yahe samajta hun kay agar signals kay bajaye khud say trading ki jaye tho ye sub say behtar strategy hogi

          salam dear members g hmy chaiyee k hm starting main apnty seniors sy help len or demo main zaida say zaida preactice kren ... jab apko khud say trading a jaye tab ap kisi say help na len prr zrooori hai k starting main apny doston say zroori help len ... apjki bhi bat sahiii hai pr jab kisi ko trading k bare me kuch pata hi na ho us ko to chaiye na k wo apny seniors doston say zrooor help len ..... isliye hmy seekhne k liyer starting me apny seniors ko zroor follow krna chaiiye or youtube sauy bhi hmy kafi zaida help mil skti hn mehnat kren kamyab hon gy ......
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye khud say karay?

            G han bilkul hmy khud sy kaam krna chae dosron ko follow nahi krna chae.jitna hm khud kaam krn gy hmy itna he knowledge ma izafa hoga or hmara experience b barhy ga.or is trha hmy zeada faida hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye khud say karay?

              G bilkul dosto kbi b dosron pay depend nai krna chahiy apny apko ko is qabil bnain kay log apko follow krain aur main kbi ksi ko follow na krain aur nai ksi kay kehny main a kar trade lgain khud market ko analys krain aur phr trade lgain jab ap ksi kehny say trade lgain gay to apki habit hi ban jay jo apko kbi agy nai barny day gi.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye khud say karay?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye agar khud say trading ki jaye tho maire nazdeek ye behtar hoga es tarha say aapko experience mai izafa be hota rahega aor aap kesi par dependent be nahe hongay aksar log signals kay based par trading ki baath kar rahay hai lekan mai yahe samajta hun kay agar signals kay bajaye khud say trading ki jaye tho ye sub say behtar strategy hogi
                Ji ap nay kisi had tak thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading main do taran ki trading hoti hay aik manual trading jo trader khud say karta hay dosri copy trading jo trader dosray traders ki trade copy karta hay agar trader khud say trading karay to woh trading sekh bhi laita hay aor achi taran understand kar kay trading kar bhi laita hay agar dosron ki trade copy karay ga to trading ki learning nahi ho sakay gi es liay behtar to yahi hay k khud say trading ki jay.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye khud say karay?

                  Dear friend Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye agar khud say trading ki jaye tho maire nazdeek ye behtar hoga es tarha say aapko experience mai izafa be hota rahega aor aap kesi par dependent be nahe hongay aksar log signals kay based par trading ki baath kar rahay hai lekan mai yahe samajta hun kay agar signals kay bajaye khud say trading ki jaye tho ye sub say behtar strategy hogi wo kam ma hmasha achi success milti hai jo khud aony knowledge k hisab sy kiya jay isliye khud par deoend hony sy bhtr hai wo kam khud kar k experience gain kiya jay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye khud say karay?

                    g ahn dear bilkul apki bat bilkul theak ha but hum khud say asy hi trading nahi kar saty han os kay lia bhi humaen both hi zada mehnat ki arorat hoti ha jo humaen karni hoti ah agr hum chaty han kay humaen forex main kamiybai hasil ho to humaen chaiya kay hum forex trading kay bare m,ain tamman information hasil karen or phir acha knowledge or experince gain kar kay trading karen khud kay signals say ..tabhi hum ache or perfect trader ban sakty han ..
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye khud say karay?

                      G haan thek baat hay apni skills achi kro khud ki trading ways follow kro hum life main success ho sakty hain or bohat sa learn or earn kr sakty hain forex forum sub sy best hy hamain forex sy bohat sa learn or earn krna ho ga tub hi hum life main success hain.hamain forex sy bohat sa learn or earn krna ho ga tub hi hum life main success hain forex main talent hona zaroori ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye khud say karay?

                        Dear forex trading respected members trading main agar hum loog doosroo ko follow kar ke trading karte Hain to iska Matlab hai ke hum khud trading seekhna bhe nahin chahte aur nah seekh sakte hain.trading ko seekhne aur kaamyab hone ke liye doosroo par depend karna chorna ho ga. Khud se trading karna seekhain Thora loss karne ke baad trading karna seekh jayen ge aur future main hamain doosroo ki muhtaji ki zarurat nahin pate ge.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye khud say karay?

                          Ji han forex trading business khud se karne wala business he ise ham kisi aur ko follow karte hue successful nahi ho sakte kamyab business man hamesha apni will power aur strength ke bal par bulandi Tak pohnchta he forex itna mushkil ya na mumkin business nahi he jise ham dusrun ko follow kie baghair na Kar sakte agar ise through proper join Kia jaye to results hamare fever me ate hen is continuously Kia Jaye to hamen forex ko learn karna must he iski basics ko samajhna is k rules ko follow up karte rehna aur saari zaruri malumaat collect karna is puri tarah kamyab banata he to hamen kisi aur p depend karne ki bajaye khud p confidence hona chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye khud say karay?

                            Forex market mein aap dusron ko follow na Karen Apne account ko Agar sev Rakhna chahte hain aur group karvana Chahte Hain To aapko Kuchh kam karna hoga self dependent hokar aap kam Karen agar aap dusron per depend hokar kam Karenge to aap kabhi bhi Forex Mein kamyabi Hasil nahin kar sakte isliye Hamen Yahan per Ek dusre ke help to Karni chahie Magar Ek dusre per dependent Nahin Hona chahie Forex Mein Jo Ek dusre per dependent rahata hai vah kabhi bhi Kuchh Aasan Nahin kar sakta
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mai dosro ko follow karnay kay bajaye khud say karay?

                              G haan trading khud kro dusron ko follow na karen knowledge ke sath experience ki bhi zaroorat hoti hai yeh experience sirf aur sirf demo account per practice kernay se hi aa sakta hai.forex trading main hard work ki need hai agr ap forex hard work karo gay tu ap main talent ziyada hoga..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X