Insan ki soch hi us ko kamiyabi dilati ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Insan ki soch hi us ko kamiyabi dilati ha
    Insan sochana Shuru Karta Hai Tabhi usko Raste Milte Hain Aur Ko kamyabi ki taraf chal padta hai ISI Tarah Insan Ki Soch hi usko Achcha sochne per majbur karti hai aur vah kamyabi Hasil kar sakta hai aur ek Insaan Jiski Soch negative Ho To vah Kabhi acche face nahin kar Pata isliye na Kami ka Samna Karta Hai Insan Jab Sochta Hai To usko knowledge gain hota hai ISI Tarah Jab trading mein aap Soch Nahin Lagte Hain To aapko threading ki knowledge milati hai aur aap acche se analyse Kar Ke accha marfa Kama sakte
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Insan ki soch hi us ko kamiyabi dilati ha

    hamy is mai positive soch ky sat kam karna chahey pher he hum is mai acha result hasil kar sakty hai agar hum is mai negative soch ky sat kam kary gy to hamy is ka result be negative he hasil ho ga yai aik asa karobar hai jis ko hum aik din mai nahe samj sakty hum is mai aik sale ke practice ky bad expert trader banty hai hamy practice ky liey demo account ko chose karna chahey
    • #3 Collapse

      Re: Insan ki soch hi us ko kamiyabi dilati ha

      Hmesha positive thinking rkhen kbi b jld bazi m negative chezo ko mind m jga na dn
      • #4 Collapse

        Re: Insan ki soch hi us ko kamiyabi dilati ha

        gee han hum ko apni soch hamesha achi aur positive rakhni chaheye.hamari soch he hum ko kamyabi ki taraf ke k jaati hai.aur hum jo kuch sochtay hain osi ko hasil krnay k leye mehnat bhi krtay hain.agar hamari soch is forum pe ye hogi k hm ne acha earn krna hai aur yehi hanara target higa to hm isko hasil krnay ke leye din raat mehnat bhi krengy.aur yaqeeni baat hy hum aik din kamyab bhi ho jaingy.
        • #5 Collapse

          Re: Insan ki soch hi us ko kamiyabi dilati ha

          اصل پيغام ارسال کردہ از: suleman277 پيغام ديکھيے
          Insan sochana Shuru Karta Hai Tabhi usko Raste Milte Hain Aur Ko kamyabi ki taraf chal padta hai ISI Tarah Insan Ki Soch hi usko Achcha sochne per majbur karti hai aur vah kamyabi Hasil kar sakta hai aur ek Insaan Jiski Soch negative Ho To vah Kabhi acche face nahin kar Pata isliye na Kami ka Samna Karta Hai Insan Jab Sochta Hai To usko knowledge gain hota hai ISI Tarah Jab trading mein aap Soch Nahin Lagte Hain To aapko threading ki knowledge milati hai aur aap acche se analyse Kar Ke accha marfa Kama sakte
          Ji dear aapane bilkul sahi kaha hai ki Ham is Forum ke upar acchi Soch Rakhenge to Inshallah Hamare Sath achcha hi hota hai lekin agar aap Pahle Se Hi negative soch rahe hain to aapke pass Aaj Usi Tarah negative hi hoga isliye Hamen chahie ki Ham apne aap ko Kamyab karne ke liye Apne Upar trust Karen aur jo bhi decision Le usko Sahi tarike se apne self power ke hisab se len Taki Ham usmein loss Na Ho.
          • #6 Collapse

            Re: Insan ki soch hi us ko kamiyabi dilati ha

            Forex ak legal aur real business ha is ma profit hasal karna k laya dusra businesses ke trha mehnat ke zarorat hoti ha is ma koi shak nahi ha k insan jasa sochta ha wasa he hota ha forex ma b kamyab wo ho ga jis na soch laya ha k us ko kamyab hona ha ya itna mushkil business nahi ha lakin is ko smjna ke zarorat ha is pa time laga k aur mehnat kar k ham sikh sakta ha is ko ya business hmra sara dreams jo financial ho ko pura kar sakta ha aur ana wala time ma ya aur b popular ho ga is lya hma abi sa is ma mehnat karni chya aur sikhna chya is ko
            • #7 Collapse

              Re: Insan ki soch hi us ko kamiyabi dilati ha

              Ji aapane Sahi Kaha Hamen chahie apni positive thinking rakhen because Positive Thinking ke sath Ham apni trade aur Apna bonus donon ko increase kar sakte hain Ham Sab Kuchh ke time Apna bonus level collect Karte Nahin because is se Hamari trading Kamyab hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Insan ki soch hi us ko kamiyabi dilati ha

                G han app nay bahut achy bat kahy hny keh hamen hammeshah achy soch kay sath forex medn kam karna chaheya kun kay jitny achy soch hogy utna hi hamen as men acha profit hasil hoga as lia hamen as m,en koi bhe kotahy wala kam nahin karna chnaheya balkeh hamedn as men bahut himat ur lagan kay sath kam karna chaheay
                • #9 Collapse

                  Re: Insan ki soch hi us ko kamiyabi dilati ha

                  Kesi had taak ye baath drost hai kay insan agar kesi cheez kay baray mai jaisa sochtha hai waisa he achieve karta hai for example agar forex mai achi aor positive soch kay saath trading ki jaye tho chances ziyada achay trading kay he hotay hai eskay bar aks agar negative soch raki jaye tho pska outcome be aksar negative hota hai
                  Zuhaib9988 Trading journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Insan ki soch hi us ko kamiyabi dilati ha

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: suleman277 پيغام ديکھيے
                    Insan sochana Shuru Karta Hai Tabhi usko Raste Milte Hain Aur Ko kamyabi ki taraf chal padta hai ISI Tarah Insan Ki Soch hi usko Achcha sochne per majbur karti hai aur vah kamyabi Hasil kar sakta hai aur ek Insaan Jiski Soch negative Ho To vah Kabhi acche face nahin kar Pata isliye na Kami ka Samna Karta Hai Insan Jab Sochta Hai To usko knowledge gain hota hai ISI Tarah Jab trading mein aap Soch Nahin Lagte Hain To aapko threading ki knowledge milati hai aur aap acche se analyse Kar Ke accha marfa Kama sakte
                    I agree with your point of you ke insan ki soch usko kamyabi dila de Hain but yah bhi mind mein rakhen the success ke liye koshish aur aur effort jaruri hoti hn.
                    مرشد
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Insan ki soch hi us ko kamiyabi dilati ha

                      Jab ham log acchi thinking ke sath is market ke andar kam karna Shuru kar dete Hain To Hamesha hi Ham Logon Ko Achcha profit Hona shuru ho jata hai Ham Logon ke upar depend karta hai ki ham log Kitna Achcha tarike se kam Karte Hain aur Kitni hardworking ham log is market ke andar kar rahe hain jitni Jyada Mein hardworking ham log Karenge utna Jyada Ham logon ka profit margin increase ho jaega Hamen Hamesha Achcha kam karne ke liye acchi mehnat ki ki jarurat Hoti Hai Jab ham log acchi mehnat Karte Hain To Achcha fayda Hamen hoga
                      When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                      :)
                      (AbdulWahab33)

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X