Forex Trading Sakoon Ka Kaam He

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Sakoon Ka Kaam He
    Forex Trading Mere Hisab Se Sakoon Ka Kaam Hai Is Busniess Main Wohi Log Kamyab Ho Sakte Hain Jo Sabar Se Kaam Lete Hain Wo Log Is Busniess Se Kabhi Bhi Earn Nahi Kar Sakte Jo Ek Din Main Ameer Hone Ke Sochte Hain Thanks
    Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yup you are right forex trading may jo trader wait karta hai our who log success hotay hai agar wait nahi kar saktay ho tu loser hi ho gay brother agar trading may success hona hai tu must learning karni pari gi ap ko
    • #3 Collapse

      Forex sabar se kaam lene se hi hota he. agr aap greed krte hain to aap ko zaruri nahi k profit hi ho aap ko nuqsaan be hosakta he. Lalich se bachna chahiye emotion pr controll rakhna chahiye. or ache analysis krna chahiyen.
      • #4 Collapse

        Skoon ham ko tab nahi ata jab aap ke pocket empty ho forex trading main acha experience aap ke pocket ko empty nahi rehny deta
        • #5 Collapse

          we better predict the direction of market movement with its own style so in case of loss we do not blame others and if we profit then it result our own work not based on the analysis of others, but others are also considered predictions that we careful in execution
          • #6 Collapse

            g dear main ap ke baat se agree karta hoin k yeh forex trading ka business bohat he acha and sakoon wala business hai ghar bath k aram se yeh business karo bas and life main enjoy karo but hard working is must...
            • #7 Collapse

              I hope kai aap nai bilkul thek hi kaha ho ga ku kai is main too hmain mind say trading karni chahya na kai dill say ..Some time hmain bht ziada earn karnay ka chances nazar too atay hain but us main bht ziada risk bi too hota hai .Or my friends agar aap ko thoori c bi earning hoti hai to i think kai aap ko kafi sakoon milta h ga so kabi bi lalach na karain pls
              • #8 Collapse

                Assalam-O-Alaikum ye ap ney sehi kaha hey janab key forex trading skoon ka kam hey aur fresh mind ka kam hey aur is ko ap jab be karney lago to fresh mind ho kar skoon sey karen tabhi ap achey decisions ley saken gey.
                • #9 Collapse

                  yes forex trading skoon wala kam ha is mean ap apni marzi sy soch sjm kar trading karty hean or is kam mean ap apni marzi k malik hoty hean ap asamni sy soch smj kar business my trading kr k profit kma skty hean
                  • #10 Collapse

                    forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh is kaam ko relaxed ho ker kerahe kuin ke agar app stress full ho ker kaam kerte hai tu app ko market mai earning nahi losses hote hai.
                    • #11 Collapse

                      G ap ne theek kaha hy k forex trading mein trading karty hwy sakoon se kaam Karna cahaiye aur sabar se kaam Karna cahaiye kiok agr hum forex trading mein jald bazi se kaam karen gay tu forex trading mein kuch bhi hasil nhi kar sakty han aur forex trading mein jald bazi aur greed se kaam nhi lena ho ga tab hum forex trading mein kaamzab trader ban sakty han
                      • #12 Collapse

                        ji han yeh business sakoon se kiya jane wala business hai is business me jitna aap sakoon ke sath kaam karte hain is me utna he zyada aap kamyabi hasil kar pate hain jitna slow or carefully kaam karen ge forex me utna he zyada profit ho ga aap ko .
                        • #13 Collapse

                          forex trading me humen successful hone k lye hard working karna parti hai or itna beh sakoon wala kaam nahe hai or is galat fehmi me na raho k ap forex trading se ek din me ameer ho jaogy is lye is me mehnat ki zarorat hai
                          • #14 Collapse

                            forex bhai har admi ko skhane lazmi hai ap ko forex k liye invstment ki zarort hoti hai ap ek dafa kar k dekho to ap ko us ka phal zaror mil ga ap ko dil laga kar sikhna ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G Bhai ap bilkul theek kh rhay hai or mai apki bat say agree b krta hoo.Forex trading mai trader ko kbi b patience less or greedy ho kr trading nhi krni chahiye Q k in situations mai trader ko trading mai loss ho skta hai or bohat c difficulties ko face b krna pr skta hai isi liye hmesha patience or achi knowledge k sath trading krna hi better rhta hai.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X