Always Use Stop Lose
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    forex trading mein stop loss ko use karne k bare mein maen to serious nahi hoon kiunk mea khial hae k forex trading mein stop loss sirf wohi log use karen o experienced traders hon......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      G han app ne sahi kaha ha hmen is business me stop loss ka use har trade me krna chahe kyun k ye aik asa tool ha jis se hm is business me loss se asani se bach sakty hain isi liye hmen chahe k hm is business me stop loss ka use har trade me kiaa kreen
      • #63 Collapse

        G han app ne sahi kaha ha hmen is business me stop loss ka use har trade me krna chahe kyun k ye aik asa tool ha jis e hm is business me loss se bach skaty hain or ye aik asa tool ha jis se hm is business ka acha profit b asani se ho sakta haa..
        • #64 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Arsalan Mukhtar پيغام ديکھيے
          Forex Trading Main Hamesha Trading Stop Loss Order Ke Saath Karni Chahye Stop Loss Order Apke Account Ko Lose Hone Se Bachata Hai .
          Bohot Se Trader Market Main Ase Hote Hain Jo Without Stop Loss Trading Karte Hain Aur Apna Sara Amount Ko Wash Karwa Lete Hain .Hamesha Stop Lose Ko Use Kara Chahiye.
          g ha ma bhi aesa he tha jo bhi new hoty hain wo stop los sko use nhi krty hain us ski waja ye ha k wo log loss nhi lena chhaty hain iss waaj sa wo bhi kabhi bhi stop loss nhi use krty hain
          • #65 Collapse

            G han app ne sahi kaha ha hmen is business me hmen stop loss ka use har trade me krna chahe kyun k ye aik asa tool ha jis se hm is business me loss se bach skaty hain or ye aik asa tool ha jis se hm asani se acha profit b hasil kr skaty hain or hm success ho sakty hain
            • #66 Collapse

              you must make your habit to use stop loss in all of your trades because stop loss can protect your trading account from huge loss, when i didn't use stop loss a few months back then i was a big loser but today i can manage my loss as well
              • #67 Collapse

                agar hum chahte hain k humare trade loss main jaye aur humara account sara wash na ho to humey chaie k hum stop loss ka use zaror karain kyun k jab hum ek specific point pai stop loss lagaye gay to market us point pai aj k kat jaye ge humara account wash ni hoga
                • #68 Collapse

                  Mai khud bhi jub pehle trading karta tha to khali take profit use karta tha aur stop loss nahi lagata tha jis ke waja se muje bohat loss hua laikin ab mai trading karta ho to stop loss zaror use karta ho stop loss humhe loss se bachata hai aur tamam trader ko take profit ke sath sath stop loss par bhi kam karna chaiye.
                  • #69 Collapse

                    Stop loss aik acha option hai forex trading main ham is ko uae kar k apny loss ki limit ko select kar lety hain jis sy hamyn loss aik khas limit sy zeyada nai ho pata aur ham bary loss au bach sakty hain stop loss ko use karna chaiye aur loss sy bachna chaiye.
                    • #70 Collapse

                      Sahii baat ha jitna zada app stop loss use karoge utna acha app sekh sakte ho and trading ki dunya me wapsii karsakte ho so mere khyaal se hume chaiye k bhtt achii tariqe se agey barhen and trading ki dunya me apna naam banayen
                      • #71 Collapse

                        Ek main option hai stop-loss jaisa ke name se zahir hai ke ap ke account ke amount ko save kerna hai or stop kerna hai us ko mazeed loss main jane se wrong trades lagane ki wajah se yeh ek behtareen option hai jis ka use ap ko her trade main kerna hai kiyun ke demo per ap is kouse ker ke dekh sakte hai
                         
                        • #72 Collapse

                          Stop loss ko agar trading sey pehlay use kr lia jaye to aap ka account wash honey sey bach sakta hy. Maximum traders yeh option use nahi kartey aur is key baghair samjhtey hain keh ziada sey ziada profit bana lain gey. Agar aap trading ko ziada time nahi dey saktey to lots laga kar stop loss laga lia karain to ziada loss nahi ho ga.
                          • #73 Collapse

                            Stop loss tool 1 nihayat hi acha tool he forex trading me mere khiyal me is tool ko use krna chahiay yeh aap ke account ko total wash hote se bacha sakta he agar aap market ko watch na kae rahe hon aur market aap ko loss de rahi ho to yeh tool aap ke account ko 1 khas loss jo aap ne khud adjust kia hoga stop kr de ga
                            External website link not allowed - Deleted By Rizwan Trader
                            • #74 Collapse

                              gee haan bhai forex trading mein stop loss ka istemal krna sahih hota he aur trader ko apne trading mein is ka istemal krna thik sabit hota he aur jb trader stop loss laga kr trade krta he to woh thik tareeqe se earining kr leta he aur es ke trading risky nhe rhte hien
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Stop loss use karny say sub say Bara fiyda yah hai k ap ka account wash honay say Bach jata hai agr Koe news ap ke trade k against a jay to kam say kam loss main trade close Ho jati hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X