lalach sy bachain q k lalach krnay sy loss hota hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalach sy bachain q k lalach krnay sy loss hota hy
    lalach sy bachain q k lalach krnay st loss hota hy
    Dear agar hamen Forex mein kamyabi hasil karni hai to hamen chahie ki Ham sabse pahle Lal ko avoid Karen kyunki is business mein jo member lalach karta hai jo member garid karta haivah member kabhi kamyab nahin ho sakta hamen chahie ki Ham Forex mein laalach bilkul bhi Na Karen agar kabhi lalach karte Hain to Ham na kam ho jaate Hain isliye Ham sab member ko chahie ki Forex mein jyada se jyada mehnat karenge itna jyada hamari mehnat hogi jitna jyada Ham ismein achcha karenge utna hi jyada mis nachiyar nahin kar sakte hain Jo main Mar Forex mein dillagi se Kam nahin karta Jo member Forex ko apna kimati time nahin deta vah member kabhi kamyab bhi nahin ho sakta hamen ismein kamyabi hasil karni hai to hamen Lal bilkul nahin karni hogi aur hamen ismein apne frocks ke rule ko follow karna hoga uske bad Ham kamyab ho sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lalach sy bachain q k lalach krnay sy loss hota hy

    g han hamain greed ko avoid kar k hi hum achy say trade kar skaty hain so hhamain chahye is k bary main planing karni ho gi aur loss say bacny k liye learning karni ho gi tab hi hum real main kam karny k kabil ho sakty hain aur forum main information achi ho gi tab hi hum real main kam karnny k kabil ho sakty hain aur hamaiin trnd ko use kar k hi hum run karin gay
    • #3 Collapse

      Re: lalach sy bachain q k lalach krnay sy loss hota hy

      lalchi batana chahie Jo log knowledge karte hain vah Hamesha nuksan Mein hote hain isliye koshish karne ki agar Ham logon ka kam profit Hai To theek hai ya nahin hai ki ham log knowledge Karen aur vo John sa kam Hath Mein Aaya Hua usko bhi Apne Se Dur Karne Walon Ko koshish Karni chahie ki Jitna kam profit bhi Mile aur smart trading ho to Alhamdulillah kar lena chahie usmein Aisa nahin hai ki lalach Ke Chakkar Mein Sara Kaun watch Karen aur kuch bhi Hath Mein Na Aaye isliye ham log ko Soch samajhkar kam karna chahie aur dekh lena chahie tha yar Ham Logon Ka Kya Kaam hai aur ham Logon Ne Kitna profit Hua thoda bhi prapt theek hai Jyada Ke Chakkar Mein Na Karen
      • #4 Collapse

        Re: lalach sy bachain q k lalach krnay sy loss hota hy

        Lalach say bach Kar kaam kray keon ka lalach say loss hota hai aap ki baat bilkul theek hai forex mein agar aap lalach say kaam kray gay tu aap acha Kaam Kar ka kamyabi hasal Kar saktay hai agar aap baghair Lalach ka kaam kray gay tu aap ko kamyabi ho gi iss Lia aap ko lalach say bachna chaiy
        • #5 Collapse

          Re: lalach sy bachain q k lalach krnay sy loss hota hy

          hamy lalcha bach kar kam karna ho ga lalch ahmy loss ky sawa kush be nahe dy sakta hain hamy is mai mehnat or lagan sy kam karna chahey pher he hum is main ache earning hail kar sakty han hum is man jitna be kam karty han yai hamy ise ky hesab sy earning dyta han hum dollars main bonus hasil karty ha hum dollars ko apny mulik ke currency man change karwaty han
          • #6 Collapse

            Re: lalach sy bachain q k lalach krnay sy loss hota hy

            Jis Tarah Hamare Bujurg Kahate Hain Ki Lalich se bacche lalach Buri Bala Hai To ISI Tarah trade mein bhi lalich Lekar Kabhi Bhi Na Aaye Jab Bhi aap Lallich Karenge aapka nuksan hoga. Kyunki lalach Hamesha Se Hi Puri Bula rahi hai. Cool rh kr trade lgaien. Ap ko faida ho ga. Nhi to nuqsan uthaien gy.
            ​Forex is the Best Business of the world!
            • #7 Collapse

              Re: lalach sy bachain q k lalach krnay sy loss hota hy

              Lalach Se Bachana laazmi hai Kyunki Agar Insan lalach Mein a Jaaye to Fir vah Kafi Kuchh zaaye kar deta hai lalach Mein Aakar Insan Apne ahmiat bhol jata hai trading Mein To Hamen bilkul hi lalach Nahin Karni chahie Kyunki Ham trade Mein jitne Jyada lalach Karenge Ham Khud Ko nuksan Denge
              • #8 Collapse

                Re: lalach sy bachain q k lalach krnay sy loss hota hy

                Yes agar humko worker ke d great work acche andaz ke sath to pata lag jata hai to Ham usse acche se kam kese ashutosh ko acche se advise bhi acche se experience on knowledge ke sath kar sakte hain kyunki jab aap kaam ko sirf aur sirf Dil ke sath apni Man ke sath hardworking ke sath kar rahe the to fir aap ke liye unse kamyabi hasil karna itna jyada difficult nahin sabit ho sakti isliye apne karm ko jitne jyada ho sake improve Patra Hain uske andar experience ko multiple where ke sath double karte rahen Taki aap jitna new modern life ke andar modern business can change kar rahi hai kripya aap mujhse bhi sikhate rahen itna jyada of confidence ke sath ke liye mind ke sath aur hardworking ke sath achi thi vah aapke liye ki aap success and key of your hard working of kamyabi hai aap thode se uske vajah se account ke andar hai na Karen balki vah use waqt aapke liye kshma hoti hai ek confidence topic result today 1 intezar hota hai isliye hamen chahie ki awaaz se itna ziada nahin karne chahie usse hamara confidence of working in harsh tarike se increase hota rahata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: lalach sy bachain q k lalach krnay sy loss hota hy

                  Agar Ek Insan Forex trading mein knowledge aur skills ko istemal karne ke Bajaye lalach ko use karta hai to use Hamesha loss hoga aur fayde ke chances bahut kam Honge Kyunki Lal acche Insan Har kismi fact ko bhul jata hai aur bus Paise kamane Ke Chakkar Mein Pad jata hai Lekin Apna mind use nahin karta Jiski vajah se use nuksan ho jata hai to agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To Apna knowledge or experience ko use Karen aur lalach se Bachke Rahen
                  • #10 Collapse

                    Re: lalach sy bachain q k lalach krnay sy loss hota hy

                    ASSALAM O ALIAKAUM dear friend Jab Ham Kisi kam mein cahy forex mein lalach karte Hain to Ham kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte agar Ham Forex mein kamyab hona chahte Hain to hamen lalach nahin Karni hogi lala se bachana hoga jo log forex mein laalach karte Hain vah Kabhi Bhi kamyabi hasil nahin kar sakte hamen hamesha Forex mein imandari ke sath kam karna hoga agar Ham lalach karte Hain to hamara account Wash ho jata hai aur hamen loss bhi ho sakta hai to hamen chahie ki ham trading karte hue hamesha normal lot ke sath trading Karen money management ko follow karte hue lot size ka use Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: lalach sy bachain q k lalach krnay sy loss hota hy

                      Assalam o Alikum,

                      G han lalach sa jitna ho sqy hmein durr e rhna cheaye r hmein apni mehnet sa ak trade ma jitna profit ho jata h hmrin usi prr sbrr krna cheaye
                      • #12 Collapse

                        Re: lalach sy bachain q k lalach krnay sy loss hota hy

                        Ji han Hamen chahie Ham Hamesha lalach se Hamesha bacche Agar Ham Agar Baat to hamare liye kamyabi very very easy Hamare liye acchi Hogi isliye Hamen chahie koi bhi kam Karen Hamesha imandari se Karen Hamesha lalach Se Na Karen Agar Ham Agar lalach se kam Karenge Hamare liye kamyabi Hamesha benefit Nahin Hogi Khoob koshish karen hun kamyabi Ke Liye Hi Achcha Sa aap experience share Karen aapko kamyabi almost Milegi mehnat Karenge to kamyabi Milegi Mere Nahin Karenge To kamyabi Nahin Milegi kamyabi aapke liye always Hamesha Karte Rahe Hain Hamesha good experience add Karen experience aapke liye kamyabi always benefit hoti hai abhi aapko always Hamesha kamyabi Deti Hai mehnat koshish always aapke liye Hamesha benefit aapke liye Hamesha very very easy ho jayegi
                        • #13 Collapse

                          Re: lalach sy bachain q k lalach krnay sy loss hota hy

                          Forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye hamen imandari ke sath work aur trading karni chahie aur forex mein hamen trading sabar ke sath karni chahie aur is tarah se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain lekin forex trading mein jitna ho sake hamen lalach se bachana chahie forex trading mein lalach ki wajah se hamen sirf loss hota hai aur forex mein hum nakam ho jaate hain aur hamari puri mehnat waste ho jati hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: lalach sy bachain q k lalach krnay sy loss hota hy

                            Jaan main aapse baat karta hoon ke lalach Buri Bala Hai Jo Ham Logon Ko kamyabi Hasil Nahin karne Deti Hai ham log Hamesha husena kam hote hain isliye kharab ho Jaate Hain To usko khatm Karte Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lalach sy bachain q k lalach krnay sy loss hota hy

                              Ji bilkul aapane theek hai lala lala Ham Ko kuchh Bhi Hasil nahin karne deta lahra se hamesha nuksan hi hota hai agar hamare andar lalach hoga To Ham kam bhi achcha nahin kar sakte na hamen result achcha milega agar aap chahte Hain Ki aapko kamyabi Hasil ho to sabse pahle jaruri hai ki apne andar Se laga Jo khatm Karen phr jakar aapko acchi kamyabi mil sakti hai aur aap kamyab insan Ban sakte hain kamyabikamyabi Hasil karna Koi mushkil baat nahin hai kamyab ho jana badi baat hai agar Mila karte hain Dil laga ke kam karte hain tabhi jakar aapko kamyabi Hasil hoti hai aur aapko bahut hi acha benefit hota hai aur aap kamyab zindagi guzar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X