Market ko under observation Rakhna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko under observation Rakhna
    Forex trading main market ko under observation rakhte Hain To Yahan per Ham bahut acchi entry point find karne mein Kamyab ho Jate Hain because market mein successful and trick to find karna bahut Mushkil hota hai Kyunki yah Hamare strong analyse per depend karta hai aur yah jab hi possible Hai Jab ham always market Ko watch kerty rehte hain aur Market ki movement Se aware Rahte hue is business Mein kam karte hain Yahan Par apni ID open karne ke bad bhi market ko under observation rakhte Hain To Yahan per market ki current situation ko Dekhte Hue Agar Hamen Kisi dusre trade Mein acche entry mil rahi ho aur hamare pass Achcha capital bhi ho to Abhi Surat mein Mazid trade open karke usse Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko under observation Rakhna

    Marketing krty hoe humain left right chlny wali news ya kisi bhi trade ki up and down ka pta hona chahie humain isky sath sath chlna pary ga tb hi hum ispy control bnaa skty Han aur market ko full under observation rakhna tu impossible ha but isky main points jaisy ky news updates ya upper down dollars rate ya gold ki up down position ka humain knowledge rakhna bhot zaruri ha iski bunyad py hum achi earning kar skty Han
    • #3 Collapse

      Re: Market ko under observation Rakhna

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
      Forex trading main market ko under observation rakhte Hain To Yahan per Ham bahut acchi entry point find karne mein Kamyab ho Jate Hain because market mein successful and trick to find karna bahut Mushkil hota hai Kyunki yah Hamare strong analyse per depend karta hai aur yah jab hi possible Hai Jab ham always market Ko watch kerty rehte hain aur Market ki movement Se aware Rahte hue is business Mein kam karte hain Yahan Par apni ID open karne ke bad bhi market ko under observation rakhte Hain To Yahan per market ki current situation ko Dekhte Hue Agar Hamen Kisi dusre trade Mein acche entry mil rahi ho aur hamare pass Achcha capital bhi ho to Abhi Surat mein Mazid trade open karke usse Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain
      Agar to hamare trading account mein sufficient balance Hai To Ham use per trade continue Karke market ko observe Bhi Karte Rahenge lekin Agar Hamare trading account mein balance nahin hai Jaise ke account wash Ho Jata Hai To Aise time per Hamen demo account ko use Karke trade Karni chahie ki Ham market ko acchi Tarah observe kar sake Kyunki Jab balance hota hai Hamare trading account mein to use Waqt Ham market ke sath update to Ham acchi trade kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Market ko under observation Rakhna

        hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is mai bagar experience ky or tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss ko katam karna ho ga hamy is mai knowledge or experience sy kam karna chahey hum is mai live trading karty hain
        • #5 Collapse

          Re: Market ko under observation Rakhna

          Assalam o Alikum dear members of forex,,,,



          Market ka profitable trading krny ma bht important role hota h es liye hmein cheaye k hum tradi g kr rhy hn ya nai pir b makret ko under observation rkein ta k market ki har movment ka hmein Pata cl sqy
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Market ko under observation Rakhna

            Market ko under observation rakna successful trading kay leye lazim hai jab market ko analyse kiya jata hai tho aapko market kay baray mai andaza hota kay kay aab aor next few hours mai market kahan par janay wala hai lehaza ye baath zarore hai kay kesi be trade lagany say pehlay market ko achi tarha say study kiya jana chaheye taakay successful trading ho sakay
            Zuhaib9988 Trading journal
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal

            اب آن لائن

            Working...
            X