Is online help and tutorials enough to learn forex?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    Forex tutorial videos boht hein un members kay liye jo videos ko samag jain gay, or jab un videos ko demo mein practice kar ka dakhein gay tab unhe un videos se boht he help melay gi. Agar tutorial samag na ayein to mzid videos dakhein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      online tutors to buhat hain but hamain khud se mehnat karni chahye but agar koi acha tutor hai to us se seekh lena chahye hamain buhat kam log theek se trading sikhaty hain or kisi aese bandy se seekhna chahye jo theek tarah se guide kary
      • #558 Collapse

        dekhain bhai apne bilkul sahi kaha ha k forex k liye online bht kuch available hai different websites hain babypips ki site hai yahan pa posting se bhi achi knowledge milti hai magar ye sab kuch phir bhi trading k liye kafi nahi hain mre khyal se tu apko kisi ache teacher se ya senior traders se iski classes lani chaiye hain phor trading karni chaiye hai
        • #559 Collapse

          online help aur tuturials b kafi achi cheez hain . lakin practice aur market watching aur new ke impact ko observe karny ke be apni ehmaiat hai iss saay app as trader kafi kuch learn kar ke apni trading mai imporve laa saktay hain aur apni earining ko barha saktay hain
          • #560 Collapse

            Forex tutorial videos boht hein un members kay liye jo videos ko samag jain gay, or jab un videos ko demo mein practice kar ka dakhein gay tab unhe un videos se boht he help melay gi. Agar tutorial samag na ayein to mzid videos dakhein.
            • #561 Collapse

              dear..aap online tutorials se help le sakte ho thori knowledge mail jaeg par wo kafi nai hoga experience ke liye behtar hai ke aap demo account use karen us se kafi idea hojata hai...
              • #562 Collapse

                Dear i think demo account best place hai learning karnay k liye ap ko kisi se learn karnay ki zarorat ni hai demo par learning kar k ap achi trading kar saktay hain.
                • #563 Collapse

                  online tutorials bohat kafi zaya available hen. jis se hum forex ke business ke bare men jan sakte ken. aur rahee experience hasil kerne kee to wo demo account account of available he, yehee dono baten hamen is business me profit dilatee hen.
                  • #564 Collapse

                    yeh jo online help and tutorials hoyte hain yeh help ful hote hain but is se aap ko sirf forex k basics ka pata chalta hai, is lye meri nazar mein sab se accta tariqa yeh hai kaap kisi professional trader se trading seekhen ek professional trader hi aapko ek achi trading seekha sakta hai.
                    • #565 Collapse

                      I dont think u should be completely relied upon them q k har trading alag circumstances me hoti hai. U have to make different decisions. Aap woh strategies ya help follow krogy jo woh tutorial me dikhayein tou loss ka chance h if its not as per the current trends of the market
                      • #566 Collapse

                        mere bhi ap ko forex par kaam krny k liye proper training krni hoti ha or forex ki learning krni hoti ha or bar bar try kr k he ap learn krte ho jb ap ko koi loss hota ha to ye loss b ap ko kuch sabaq sekhta ha jo inda k liye ap ni krte ho forex par online help sy b ap ko madat milti ha or tutorials itna zayda ni ha forex ko proepr thran sy sekhny k liye
                        • #567 Collapse

                          g ha bhi g ap nay bhot hi achi bat kahi hay froex trading may net say inforemation say ham apna telent nhi dakha saktay hay kukay forex is may practice bhot hi zarori hoti hay kamyab hona k liya ham is may os time hi achay trader banay sktay hay jub is may achi practice kary gay
                          • #568 Collapse

                            bhai koi expert hoga to lazmi si baat hy k wo ap se kch na kch demand bhe karega or jab demand karega to lazmi si baat hy k wo apko sab kch sikhaega bhe lykin apko kya zrurat hy kisi ki ap khud bhe to sab seekh skty ho agr seekhna chaho to
                            • #569 Collapse

                              mere hisab se apko basics kisi experts seekhni chahiye usk baad apki marzi k ap internet se bhi seekh sakte ba asani. lekin basic cheezon ko samajhna zaroori hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                Forex trading ki learning kee liyee internet per bohat saree websites hain aur mere khayal mein wahan see app learn kar sakty hain aur apni knowledge gain kar kay trading improve kar sakty hain aur yeh enough hai app kee liyee

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X