signals par trade leny ki adat na dalen...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    signals par trade leny ki adat na dalen...
    all dear forex members main ap sub se yah kahna chahta hun k kbhi bhi signals par trade na lagen q k jub ap ko signals milty rahty hain tu ap khud trading ko sikhny ki traf nahi aty hain or ap yahi sochty hain k humain signla smilty rahen jub k yahi apki sub se bari nakami hoti hai es liye hmaisha khud trading sikhen or apni trading ko jitna bhi time lagy khud market ko smjhny ki ability ko increase karegy tu ap aik din zaror kamyab hongy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: signals par trade leny ki adat na dalen...

    G haan billkul forex trading ma kisi ka signal Dana pr trading krna ki adat na dalain khud trade Kia kran kisi sa signals ki imeed na rakain jb AP khud trading kra ga tu AP ka pas experience bi acha ata ha or kamyab bi acha hota han
    • #3 Collapse

      Re: signals par trade leny ki adat na dalen...

      Yahan per Ham dusre members ke analyse kiye Gaye signals parade open kar sakte hain lekin UN members ke signals ko follow Karen Jo Yahan Par trust members ho aur jo strong signal provide kar rahe ho and Yahan per always signals per trade Lene Ki Aadat na Dali Jaaye balki Khud Se is market ko analyse karna chahie because Ham Khud is market ko analyse karte hain aur Yahan per market ki movement ko under observation rakhte Hain market ke friend ko follow karne ke sath Ham is market Mein successful trading kar sakte hain lekin Agar Ham Yahan per Kerala super kam karte hain aur bhajan acche signal milane ka vate Nahin Karte To Hamen Yahan per loss ko face karna hota hai to Yahan per Khud Se analyse karna sikhen FIR hi Ham is market Mein Kamyab ho sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: signals par trade leny ki adat na dalen...

        Bilkul agr ap successful trader bnna chahte hain tu apni trading skills develop kren aur signals per zyada focus na kren signal sirf suru k waqt use kren jub ap k pass limited knowledge hota hy taake ap market mn kisi bhi bary nuqsan sy bach saken
        • #5 Collapse

          Re: signals par trade leny ki adat na dalen...

          Signals for of Ko Nahin Hona chahie agar aap signal per depend Karte Hain To aap bol diya tha nuksan kar sakte hain Itna nuksan Na Karen Apna ki aap signal per hi dependent rahe hain Kyunki Jo log signal per hi dependent rahte hain vah Hamesha loss karte hain isliye koshish Yahi Karni chahie ki signal per dependent Na Rahe.
          • #6 Collapse

            Re: signals par trade leny ki adat na dalen...

            اصل پيغام ارسال کردہ از: zainuddin پيغام ديکھيے
            all dear forex members main ap sub se yah kahna chahta hun k kbhi bhi signals par trade na lagen q k jub ap ko signals milty rahty hain tu ap khud trading ko sikhny ki traf nahi aty hain or ap yahi sochty hain k humain signla smilty rahen jub k yahi apki sub se bari nakami hoti hai es liye hmaisha khud trading sikhen or apni trading ko jitna bhi time lagy khud market ko smjhny ki ability ko increase karegy tu ap aik din zaror kamyab hongy
            Signals bhi market ki technical movement Ko Dekhkar banae Jaate Hain aur Agar Ham in signals ko follow karna Shuru kar den To Ham Khud technical analysis learn nahin kar sakte Agar Ham acchi learning Mein technical analysis ko learn kar len to Fir Hamen Kisi signals ko follow karne ki jarurat Nahin Hoti Kyunki Agar Ham signals ko follow karna Shuru kar den to Fir Ham Khud Koi learning Nahin Karenge Jiska Hamen Bada loss hota hai
            • #7 Collapse

              Re: signals par trade leny ki adat na dalen...

              G Han bilkual isi tarah hi hy agar hum signal per adfat dal latey hny tu humery lye yeh boht barii bat Hy Kun k agar hum kisi sy signal hasil karty rahtey hny tu humeny bazawqat in k signal loss bhe Dy jatey hny Kun k agar hum is mn khud sy mehnat Kary is k bad yanii apna acha khasa knowledge or experience hasil karny bad khud trade Kun k agar begair kisi k knowledge k hum trade lagtey hny tu humeny loss hota Hy tu humeny agar is loss sy bachna Hy tu humeny khud mehnat kaarnii ho gii.. Tak k hum yahn per agar koi bhe trade Kary tu profit mn baqi tu yeh market ka assool Hy agar hum is mn knowledge k sath kaam Kary gy tu humeny boht faida ho ga
              • #8 Collapse

                Re: signals par trade leny ki adat na dalen...

                Ji han bilkul IS Tarah Hi Agar Ham signal per daal lete hain to hamare liye bahut badi baat hai Kyunki Agar Ham Kisi Se single Hasil Karte Rahte Hain To Hamen Main Bus Waqt unke signal loss bhi De Jaate Hain Kyunki Agar Ham ismein Khud Se mehnat Karenge aur Khud per Aitbaar Karenge To Ham is machi kamyabi Hasil kar sakte hain Kyunki acche knowledge aur experience chahie kamyabi Mumkin Hoti Hai Ya Na kar dusron ke signal score use Karen wo kabhi kabhi galat bhi hote hain isiliye Hamen Apne signal khud use karne chahie
                • #9 Collapse

                  Re: signals par trade leny ki adat na dalen...

                  Depend on youself and trust on yourself hamen kisi pe dependent nhe hona cahiye balke is ke liye hamne cahiye ke hum is main mehnat karen simple se or is main khud se trding karna seekhne is ain koi mushkil nhe hote hae bas is main zara se mehnat hote hae jo ke mehnat hum is main kar jate hain to hum is main kabhe bhe kayab nhe ho pate hain to is liye hamen bhe cahiye ke hum is main apna kam sahe tarah se karen jitna ache se hum is main mehnat kar jate hain hum is main utna he success bhe to hasil kar he sakte hain to bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main dil se kam karen take hum is main success bhe hasil kar saken
                  • #10 Collapse

                    Re: signals par trade leny ki adat na dalen...

                    Assalam o Alikum,
                    Hmein cheaye k hum apny ex r knowledge ki base prr e forex ma kaam b krien r tradi ng b kisi k signals zayda safe nai hoty hmary liye
                    • #11 Collapse

                      Re: signals par trade leny ki adat na dalen...

                      Ji bilkul sahi karo aap signal per Lene Ki Aadat bilkul na dalen Agar Aise Karte Ho To fir aapko loss ho sakta hai nuksan ho sakta hai Hamen chahie ki Ham Is Tarah na Karen laane Chinna pillala Karenge To Hamen fayda Nahin Hoga Hamen ulta nuksan Hoga Hamen chahie ke Itihaas se kam Karen Ham to Ham fayda Payenge FIR
                      • #12 Collapse

                        Re: signals par trade leny ki adat na dalen...

                        gi han signal par trade leny ki adat na dalen kyo ky aksar signal ghalat hotein hain is sy hamein nuksan ho sakta ha ham loss ki taraf barah saktein hain kuch signal right hotein hain magar aksar signal ghalat hotein hain is sy hamein loss ho sakta ha
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: signals par trade leny ki adat na dalen...

                          Assalam o Alikum,
                          Jahan tuk hu msa mumkin ho sqy hmein kosish krni cheaye k hu mkud k market analysis r experience prr e apni har trade page n r zayda dosryon prr depend on end na krien kud ki trading sa hmrin self confidence b mily ga r profit b

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X