Forex trading ma hmry zehan ma ye hona chae k pehle he try sy profit ni mele ga.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ma hmry zehan ma ye hona chae k pehle he try sy profit ni mele ga.
    Friends. Forex trading ma jaty waqat hamary zehan ma ye bat honi chahe k pehle he try ma hamy profit hasil ni ho ga. Hamy forex trading ma success hasil karny k lae bar bar effort karna ho gi. Forex trading ma jo regularly efforts karta rehta hai wo hamesa kamyab ho jata hai. Forex ma kamyabi k lae regularity zaruri hoti hai. Plz comment???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ma hmry zehan ma ye hona chae k pehle he try sy profit ni mele ga.

    hamy market ke movement ko samj kar is maji high amount invest karne chahey pher he hum is man acha profit hasil kar sakty hain hum is mai gar bath kar is man kam karty hain is man kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hum is ko apna life time career be bana sakty hai kue ky yai kabe be band na hony wala aik international karobar hain yai aik acha karobar hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ma hmry zehan ma ye hona chae k pehle he try sy profit ni mele ga.

      aapki baat bilkul theek hai lekin agar baje iske ki Ham real account per TRAI karke pahle loss mein jaen isase behtar hoga ke pahle ek mahine Tak demo account per practis karte rahen isase hamen market analyse karna aur trade lagane ka achcha khasa experience ho jaega aur hamen loss bhi kam hoga BA ki har bandi ki apni apni soch hoti hai apne tarika hota hai karobar karne ka business karne ka lekin mera yahi tarika hai ke bajaye actual loss ke demo class kar bhi le to Koi demo ka nuksan to nahin hota dusre account banda banaa lete Hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ma hmry zehan ma ye hona chae k pehle he try sy profit ni mele ga.

        G han jb mind mein profit hota hy tu traders usko hasil krny ki hr koshish krty hein jis mein unko nakaami milti hy halankeh starting mein profit aur loss dono ko mind mein rakhein aur ye bhi k kitna risky business hy is mein orofit aur liss krny walon ki kia ratio hy phr traders khud carefully trading krengy aur risk ko kam krny ki koshish mein unko experience aur profit milega.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ma hmry zehan ma ye hona chae k pehle he try sy profit ni mele ga.

          yes ji han dear friend ap sahi keh rahy hian pak forex forum main agar ham is mani achy say work kar rhay hain yay aik alag baat hai is main work kary rahy hain yay mat souchin ap kh ap ko is main pehlay hi try say kamybi mil jai gi nai dear frien yay baat agar ap nay apnay dimaag main betha di to ap is main kamyb nai ho pain gay dear friend agar ap nay is mani acyy say kamyb hona hai to ap ko chayyay ap is main achy say work kar kay is main achy say kamyb ho jain lakin new member jo hoty hain un ko yay baat hargiz nai souchni chayay kh woh is main work kar rahy hain kh woh pehly hi try mani profit kar lain nai aisa bilkul na karin agar ap nay is main kamyb hona hai to
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ma hmry zehan ma ye hona chae k pehle he try sy profit ni mele ga.

            Forex main trading karty huye jab hum loss ki possibility ko zehn main rakhain gay to tab he hum acha analyais karain gay, or forex market main maximum struggle kar kay apni trade ko safe rakhny ki working karain gay, q keh forex main sirf acha experience he profit dila sakta hay or loss kay chances ko kam kar sakta hay, forex main completely loss say nai bacha ja sakta or na he directly profit lia ja sakta hay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ma hmry zehan ma ye hona chae k pehle he try sy profit ni mele ga.

              yes dear, hmain hardwork karna chaiay aur start ma hi profit ka na sochain bl k loss ko b mind ma rakhain, apni learning ko best karnay ki koshish kartay rahain aur regular kam karain ta k hm achi trading kar k apnay liay achay financial benifits achieve karain aur nakmai sa bachain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ma hmry zehan ma ye hona chae k pehle he try sy profit ni mele ga.

                g bilkul ye bat bilkul right hai,Forex trading ma jaty waqat hamary zehan ma ye bat honi chahe k pehle he try ma hamy profit hasil ni ho ga. ye sab se buri soch hoti hai trader ki k me ne aj he seekha start kiya or mjy aj se he profit ana start ho jay or me aik he raat me ameer ho jaon, ye soch ap ki bilkul b nhi honi chahye, after experience, learning, pactice he ap ko is se faida hona start ho ga,

                اب آن لائن

                Working...
                X