mahnet mai kamyabe
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mahnet mai kamyabe
    hamy market mai mahnet karne ho ge pher he hum pasia kama saky gy hum is mai online business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar saky hain hum is mai bager balance accout bana kar be kam kar sakty hain hamy is mai ahteyat sy kam karna ho ga pher he hum agy bar saky g hum is mai agar laalch ban ky kam karty hain to hmara account band ho jy ga
    الحمد لله رب العالمين

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mahnet mai kamyabe

    g brother i m agreed with your point hardworking success k liya bohat zaroori hai agar hum life mai koi b kam harworking se seekhe ur phr practically wo kam perform kre to humy zaroor success milly gi in case humy koi loss b ho jae to humy us se seekhna chaiye ur next tym aisi ghalti repect krne se ijtinab kre
    in short Hardworking is key of success.
    Thanks alot.
    • #3 Collapse

      Re: mahnet mai kamyabe

      Aapane Sahi Kaha Jo person mehnat Karta Hai Vahi Kamyab hota hai because mehnat karne Sahi kamyabi milti hai Ham Sab Ko chahie Kamyab hone ke liye per rule aur Apna time manage Karen because time manage karne se Ham apni quality of post ko improve kar sakte hain Jis vajah Se Hamara bonus improve Hota Hai
      • #4 Collapse

        Re: mahnet mai kamyabe

        jo member is forum pe mehnat ke gaya voh kamyabi hasil kr gaya aur jis ne sirf batein ki hain aur just apna time spend kiya hai vo is forum se khaali hath gaya hai aur os ne hamesha yehi kaha hai k forum ne mjhy kuch nahi deya.magar haqeeqat ye hai k forum ne bohat se members ko boht kuch deya hai magar oskay leyw aik condition hai aur voh hy dil laga k mehnat krein.
        • #5 Collapse

          Re: mahnet mai kamyabe

          i m agreed with your point hardworking success k liya bohat zaroori hai agar hum life mai koi b kam harworking se seekhe ur phr us ki practice kren to hamen lazmi tor pr us ka sila milta hai profit ki shakal me, jo insaan mehnat krta hai us ko apni mehnat ka sila lazmi milta hai, mehnat krnay walay sath Allh ki madad b hoti hai, is liye zada mehnat se kaam kren ap ko prfit he ho ga,
          • #6 Collapse

            Re: mahnet mai kamyabe

            Success hasil karne ke liye hume bohat zyada mehnat ki zarrorat hoti hai hum chahie jo bhi business kare bas hume us mein success hasil karni lazmi hoti hai. Forex trading mein hume zyada se zyada mehant karni chahie aur is mein zyada se zyada experience hasil karna chahie tab hi ja kar hum is mein hum success hasil kar sake ge. Kui ke experience ke begair hum koi bhi kam ache se nhi kar sakte.
            • #7 Collapse

              Re: mahnet mai kamyabe

              G han jitni hm mehnat Karen by jitni he hmy kmyabi mily GI.is Lea hmy chae k hm mehnat sy kaam krn zeada sy zeada learn krny ki koshish krni chae.is trha hm achi earning krk sakty hn or kmyab ho sakty hn.
              • #8 Collapse

                Re: mahnet mai kamyabe

                Assalam walekum doston kya hal hai ji han part Forex form per Kam Karne Wale Sabhi log is Baat ko jante Hain ki agar vah mehnat Karenge to uska fal lajmi Achcha Milega aur vah acchi earning kar sakte hain Agar vah mehnat Nahin Karenge to acchi Anyay nahin kar Payenge isiliye Wahan Forex main form per mehnat ko Jari rakhen
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: mahnet mai kamyabe

                  Gee dear member ape ki bate teak hain mahnat hi main kamyabi hoti hain agher hamain loss ho jata hain to hamain preshan honey ki koe zarorat nahi is ka ak hal hain wo hal yahi hain k hamain zada sa zada mahnat ki zarorat hoti hain agher ham mahnat nahi karen gha to ham achi kamyabi nahi hasil ker sakty hamain mahnat ker k achi earning karni ho ghi.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X