Emotions control krna kamiyabi ki chabi ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions control krna kamiyabi ki chabi ha
    aik insan jo apny emotions per control kr leta ha to wo kabhi bhi nakami ka samna ni krta. Q k us ko tamam halaat se lerny ka tareeka maloom ha. Aik insan jb mushkil main emotional ho jata ha to wo khud ko ziada mushkil main dal leta ha. Isi tarah emotional person kabhi bhi sahi faisla ni kr pata r nuqsan uthata ha. Is k muqably main aik shahksh jo emotions ko control kr leta ha wo kamiyabi hasil krta jata ha r trading main bhi apny emotions control krny wala hi kamyab ho sakta ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotions control krna kamiyabi ki chabi ha

    Ji bilkul sahi Kaha Jo member Jahan per Apne emotions ko control kar lete hain vah Yahan per kamyabi bhi Hasil Karte Hain emotions per control na Hona Yahan Par aise hi Kami hai jo Hamare liye big loss ka sabab Ban Jaati Hai Yahan per Agar Ham successful trading karna chahte hain to iske liye pahle Apne emotions per control karna chahie because some time Ham emotional hokar is market Mein trading karte hain Jiski vajah se hamen bhi gloss ko face karna hota hai to Yahan per Vahi members Kamyab hoti hai aur Vahi members Yahan per expert trader bante Hain Jo Apne emotions ko control kar lete hain jaldbaji mein kabhi bhi trade open Nahin Karni chahie because for extensive business hai jis mein agar aap Chhoti Si mistake bhi kar dete Hain To Yahan per Hamara hall account bhi voice ho sakta hai yahan per always proper planning ke sath and ke sath trading Karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Emotions control krna kamiyabi ki chabi ha

      اصل پيغام ارسال کردہ از: suleman277 پيغام ديکھيے
      aik insan jo apny emotions per control kr leta ha to wo kabhi bhi nakami ka samna ni krta. Q k us ko tamam halaat se lerny ka tareeka maloom ha. Aik insan jb mushkil main emotional ho jata ha to wo khud ko ziada mushkil main dal leta ha. Isi tarah emotional person kabhi bhi sahi faisla ni kr pata r nuqsan uthata ha. Is k muqably main aik shahksh jo emotions ko control kr leta ha wo kamiyabi hasil krta jata ha r trading main bhi apny emotions control krny wala hi kamyab ho sakta ha.
      hamen chahie ki jab bhi trade karen to apni emotions ko control mein rakhen aawara soch samajhkar aur cool mind ke sath Koi trade lagaen trade lagane se pahle hamen market ko study karna chahie planning karni chahie take profit aur stop loss ko set karna chahie uske bad hamen khed karna chahie aur trade lagane ke bad hamen sabse kam Lena chahie aur apne target ka vate karna chahieClick image for larger version

Name:	profitloss2.jpg
Views:	3
Size:	45.4 کلوبائٹ
ID:	12327854
      سرکار
      • #4 Collapse

        Re: Emotions control krna kamiyabi ki chabi ha

        اصل پيغام ارسال کردہ از: suleman277 پيغام ديکھيے
        aik insan jo apny emotions per control kr leta ha to wo kabhi bhi nakami ka samna ni krta. Q k us ko tamam halaat se lerny ka tareeka maloom ha. Aik insan jb mushkil main emotional ho jata ha to wo khud ko ziada mushkil main dal leta ha. Isi tarah emotional person kabhi bhi sahi faisla ni kr pata r nuqsan uthata ha. Is k muqably main aik shahksh jo emotions ko control kr leta ha wo kamiyabi hasil krta jata ha r trading main bhi apny emotions control krny wala hi kamyab ho sakta ha.
        emotional logon ke liye Forex trading mein mere khyal mein kabhi bhi kamyabi nahin hai kyunki yah bahut sabar ka business hai aur ismein aapko market ke hisab se chalna hota hai agar aap jaldbaazi karte hain aur apne emotions ko control nahin karte to aapko kabhi bhi ismein achha profit Hassan nahin ho sakta aur aapka account hamesha wash hoga isliye hamen ismein sabar ke sath kam karna chahie aur apne emotions ko control karna chahie.
        • #5 Collapse

          Re: Emotions control krna kamiyabi ki chabi ha

          Forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye fresh our active mind ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex main trading fresh aur active mind ka sath karni chahie aur forex mein hamen trading sabar ke sath karni chahie jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain lekin forex trading mein hamen apne emotional mind ke sath trading nahin karni chahie jisse forex mein ham nakam ho sakte hain aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Emotions control krna kamiyabi ki chabi ha

            bilkul dear, emotions ko control kar lia jay to forex ma kmayabi hasil ki ja sakti ha, apnay mind ko active rakhain aur situation ko samajh kar trading k decisions lain, interest k sath kam karain aur achay entry point par trade open karain, jaldbazi aur lalach sa bachain
            • #7 Collapse

              Re: Emotions control krna kamiyabi ki chabi ha

              bilkul thek farmaya hai apny emotions control krna business mn bht bari kamyabi hai, humen apny loss ko ly k paresshan nh hona chaie, balky us loss sy humen sabuk hasil krna chaie k next time hum wo mistake nh krngy jis ki wja sy humen wo loss hoa, or hum us mistake ko hamesha k lye apni trading sy khtm kr k ek acha profit earn kr skty hain, asy e acha ap profit mn hoty hain tab bhi apko over confident nh hona chaie, ap us trade ko smjhen k kesy apny profit gain kia taaky ap next trade mn bhi wohi policy use kr k faida haasil kr saken
              • #8 Collapse

                Re: Emotions control krna kamiyabi ki chabi ha

                Ji han bilkul apne emotions ko control karna chahie Ham apne motions ko control Karenge tabhi acchi Tarah Se kamyabi Hasil kar sakte hain emotions ko control karna hamari kamyabi ki chabi hoti hai aur jitna chahta apne jazbaat ko control Mein rakhenge utna hi hamen fayda hoga hamen chahie ki Ham jyada Se jyada mehnat Karen learning Karen aur demo ko use Karen usmein practis Karenge utna bhi jyada Ham bhi kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Emotions control krna kamiyabi ki chabi ha

                  Assalam o Alikum,


                  G han bikul trading busse. A emotional trader kbi kamiyab nai ho paaty trading is ng ak sbrr r active mind sa krny wala bussiness h es liye es ma apni emotions ko profit r loss dono ki surt ma control krna cheaye
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotions control krna kamiyabi ki chabi ha

                    aur behaviour decide what we want to earn if we are angry we are in Ramesh mood its means we want lost but if we are analysing getting informations collecting data it means we are trying to to find out some solutions we are trying to find a profit so always a man who is the emotional and makes is his decision it hurry can never be a successful trader but a man who is slow but steady get more information from the market more data and due to is analysis and this consciousness with the market I get earn lot of profit from the market so don't be emotional if you got emotions it means you got lost
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotions control krna kamiyabi ki chabi ha

                      G han hamen forex men loss hony per preshan nahin balkeh hamen as men bahut himat kay sath kam karna chahyea lkun kay agar hum forex men loss hony per as men kam nahin karen gy tu hamen as men bahut nuksan ho sakta hy as lia hamen as men koi bhe mushkil kam nahin karna chaheay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X