Ghaltion se seekhna matlb us ko na duhrana
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ghaltion se seekhna matlb us ko na duhrana
    Forex Trading me hum ghation se kuch is tarah se hi seekh sakten hn k un ghaltion ko dobara na duhraye jayen. Agar hum dobara bhi aisa hi karengy to us ka matlb howa k hum na kuch bhi nahi seekha is se. Ghaltian har jagah ho sakti hai. Forex trading me bhi aksar awqaat ghaltian ho jati hai jo hamen kafi nuqsan de jati jai. Lekin agar hum un ghaltion se sabaq nahi hasil karengay aur us ko ignore karne ki koshash karengy to ye hamen mazeed aur nuqsan de gi. Forex trading me ghalti choti ya bari nahi hoti bas ghalti ghalti hoti hai aur is ka chota ya bara hona is k nuqsan pe depend karta hai k wo nuqsan kitna deti hai. Is waja se ghaltion se seekhne ki koshash karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ghaltion se seekhna matlb us ko na duhrana

    dear friend, ap na thek kaha, forex ma kamyabi hasil karnay k liay hmain focus k sath aur serious ho kar kaam karna parta ha, aur jo mistakes loss ka sabab bnti hain unhain point out kar k clear karain aur un sa sabak seekhain unhain repeat na honay dain warna hm apna account wash kara lain gay aur kuch b haail nhi ho ga
    Last edited by ; 22-06-2020, 10:29 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Ghaltion se seekhna matlb us ko na duhrana

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
      Forex Trading me hum ghation se kuch is tarah se hi seekh sakten hn k un ghaltion ko dobara na duhraye jayen. Agar hum dobara bhi aisa hi karengy to us ka matlb howa k hum na kuch bhi nahi seekha is se. Ghaltian har jagah ho sakti hai. Forex trading me bhi aksar awqaat ghaltian ho jati hai jo hamen kafi nuqsan de jati jai. Lekin agar hum un ghaltion se sabaq nahi hasil karengay aur us ko ignore karne ki koshash karengy to ye hamen mazeed aur nuqsan de gi. Forex trading me ghalti choti ya bari nahi hoti bas ghalti ghalti hoti hai aur is ka chota ya bara hona is k nuqsan pe depend karta hai k wo nuqsan kitna deti hai. Is waja se ghaltion se seekhne ki koshash karen.
      G haan humko apne mistake se zarur sikhana chahie jab bhi Ham ismein Koi galti karte Hain to usko repeat karna sabse jyada khatarnak baat hoti hai kyunki jab aap apne mistake ko repeat karte Hain to iska matlab yah hai ki aap is mein knowledge Hasil hi nahin kar rahe hain aur agar aap apne mistake ko apne pass note kar lete hain aur use repeat nahin karte to iska matlab yah hota hai ki future mein aapko sem vahi mistake nahin karna hota isliye hamen apne pass apne mistakes ko note karna chahie.
      • #4 Collapse

        Re: Ghaltion se seekhna matlb us ko na duhrana

        Dear ap na bhot achi bat kw ha k forex ma koi b galti choti sa bari nahi hoti galti bs galti he hoti ha. Lakin galti har insab sa hoti ha aur insan galtio sa he sikhta ha lakin tab jab ap sa koi galati howi aur dubra wo galti nahi ke ap na to is ka matlab ap na us galti sa sikh lya lakib agr ap bar bar wohi galti karta ha to phr ap ko loss he ho ga forex ka galti ke koi gungish nahi ha lakin agr ho jya to hma chya k hm us galti ko identify kara aur us ko solve kara
        • #5 Collapse

          Re: Ghaltion se seekhna matlb us ko na duhrana

          Foreex ak business Hy jis mn ghaltiyana tu hotii rahtii Hy agar hum is mn zaida ghatii kartii hny tu In ko bhe sakhna chayeh Kun k ghatii karney sy bnda sakhta Hy or wahne sy hi kamyabi hasil karta Hy kamyabi admii wo Hy jis ny agar koi ghatiii ki or is k bad phr is ghatii ko samjha or aisa ghatiii dobara na ki tu wo sb sy kamyab tareen bnda Hy is lye chayeh k agar karey tu is ki moqmall tareeqy sy sakhne ..
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Ghaltion se seekhna matlb us ko na duhrana

            Forex trading aik unique market ha jis ma agar ham soch samjh kar trading karain gay, rules ko follow karain gay to ham is se ashi earning kar saktay hain, lakin forex trading ma trading k doran mistakes ho jati ha, market ko analyse karnay ma, trend ko identify karnay ma, ya signals ko follow karnay ma aksar ghalti ho jati ha, lakin hamain loss se darna ni chaye balke in mistakes se kuch na kuch sekhna chaye, aur un mistakes jin ki wajah se loss hota ha woh repeat ni karni chaye, q insan hamesah apni mistakes se hi learn karta ha, forex trading ma successful aur professional traders hamesha apni mistakes se hi sekhtay hain aur apny trading experience ma izafah kartay hain,

            اب آن لائن

            Working...
            X