forex trading main ziyda risk nhi lana chahey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading main ziyda risk nhi lana chahey
    dear friend forex trading main ziyda risk lana gy to ap ka acount wash ho skata hain is liye ziyda lot size trade opne na karin kam lot size trade opne karin market ko analiyses kar ky soch samjhe ky ta ky ap achi earning kar daky or kamiyab trader ban saky kam lot size trade opne karin gy to ap ka acount bhi safe rahy ga or ap achi earning kar saky gy is liye suber ky sath trading karin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading main ziyda risk nhi lana chahey

    Forex Trading me jitna kam risk hoga to profit aur loss bhi kam hi hoga hamen profits pher bhi kam hi melti hai lekin asal masla loss ka hota hai aur hemen is se kafi nuqsan pohunch jata hai. Risk ki kami hamare faide hai. Forex Trading aik unique business hai aur ye pori dunya me phela howa karobar hai. Aur is me har jagah se log kaam kar rahen hen. Forex trading me kesi umar ya kesi khas degree ki bhi zarorat nahi hoti albata kamyab hone k leye forex trading k bare me knowledge aur experience ki zarorat parti hai. Forex trading k leye koi khas jagah bhi mukhtas nahi hai aur roz ba roz is k karobar ma izafa ho raha hai. Forex trading me na khatam hone wala sarmaya laga howa hai. Rozana k hisab se trillions me transactions hoti hai. Pori dunya me maojood koi bhi market is ka muqabela nahi kar sakte. Forex trading me hum brokers k zarye se shamil hote hn jin k pori dunya ma branches hote hn. Is me peso ki deposit aur withdrawal on line digital payment k zarye se hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: forex trading main ziyda risk nhi lana chahey

      Assalamu Alaikum forest Mein kam karne ke liye aapko Ek chij Hamesha Dhyan Rakhna chahie aapane kabhi bhi apna profit Nahin dekhna aap Hamesha Apna risk control karna hai to agar aap apna risk control kar lete hain to aapko Jaan Se Jyada Achcha fayda ho jata hai lekin agar aap Press control Nahin karte hain to aapko yahan se fayda hone ke kya nuksan hone ki Jyada Se Jyada hote hain isliye aapane Hamesha Apne Harish ko control karna hai Kyunki Agar aapka risk control hoga to Aapka fayda automatic ho jaega lekin Agar aapka risk control Nahin hoga to Aapko Pehle Kabhi Nahin Hoga isliye risk management sabse pahle chij Hai training Mein kamyabi Hasil karne ke liye please like my post
      • #4 Collapse

        Re: forex trading main ziyda risk nhi lana chahey

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad ameer پيغام ديکھيے
        dear friend forex trading main ziyda risk lana gy to ap ka acount wash ho skata hain is liye ziyda lot size trade opne na karin kam lot size trade opne karin market ko analiyses kar ky soch samjhe ky ta ky ap achi earning kar daky or kamiyab trader ban saky kam lot size trade opne karin gy to ap ka acount bhi safe rahy ga or ap achi earning kar saky gy is liye suber ky sath trading karin
        forex main hum agar ik achcha paisa kamana chahty hain tu hum ko apny account main majood balance k hisab sey risk lina chahie haiForex trading mein agar ham kachh acha profit hasil karna chahte hain or hum ik successful trade banana chahty hain to hamey money management ke sath kam karna hoghame lot size ko apne balance ke hisab se rakhna hoga lot size ka size ka bahut thora rakhy 0.01 aur uske bad hamen har trade mein stop loss ka istemal lazmi karna chahie issy hum ko loss zyada nahi huta hai account safe rhta hai humra
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge
        • #5 Collapse

          Re: forex trading main ziyda risk nhi lana chahey

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad ameer پيغام ديکھيے
          dear friend forex trading main ziyda risk lana gy to ap ka acount wash ho skata hain is liye ziyda lot size trade opne na karin kam lot size trade opne karin market ko analiyses kar ky soch samjhe ky ta ky ap achi earning kar daky or kamiyab trader ban saky kam lot size trade opne karin gy to ap ka acount bhi safe rahy ga or ap achi earning kar saky gy is liye suber ky sath trading karin
          Dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki Ham is Forum ke upar jitni Jyada risk kam se kam Lenge itna hi Ham Forex ki trading Ke Andar Ka Yahan ho sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham Jisko Ram Ke Upar acchi working Karen aur apni quality ko improve karne ke liye hi jyada Se Jyada Kamal Hasil kar aur time de is form ko Kyunki is Forum per Ham Agar time se kam Karenge To Hamen Kafi Jyada fayda Hasil hoga.
          • #6 Collapse

            Re: forex trading main ziyda risk nhi lana chahey

            forum main practice karni ho gi aur trader anany say pahly is k bary main practice karni ho gi aur hamain mind ko fresh kar k hi hum real main kam karien gayy uar hamain risk ko avoid kar k hi hum real main kam kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain markt main b i practice kar k hi hum achi trade kar k hi hum trade karni ho gi aur hamain is forum main earn ho
            • #7 Collapse

              Re: forex trading main ziyda risk nhi lana chahey

              Ji haan Forex trading mein syada risk Nahin Lena chahie agar humne ismein acchi kamyabi Hasil karni hai To Hamen risk Nahin Lena chahie balki Hamen Soch samajhkar kam karna chahie market ko analyses karke hi Koi Na Koi Kadam uthana chahie tabhi Ham ismein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain warna Ham is Mein Hamesha loss hi uthaenge
              • #8 Collapse

                Re: forex trading main ziyda risk nhi lana chahey

                forex main humain es main boht soch smj kar humain es main kam karna ho ga our hum es main bgir sochay smjay hum es main trae lga kar hum es main tarding karain gain to humian es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our hum es main kam kar kay hum es main ache learning be hasl kar skty hain our hum es main kam kar kay hum es main ache earning be hasl kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading main ziyda risk nhi lana chahey

                  ASSALAM O ALIAKAUM dear friend ji bilkul hamen trading karte hue kabhi bhi risk nahin Lena chahie hamesha currency price per trading karne chahie agar Ham acha profit hasil karna chahte hain tune forex mn soch samajhkar trading Karni chahie fundamental analysis and technical analysis ka zarur istemal kar lena chahie agar Ham market mein accha profit hasil karna chahte hain to hamen acchi experience knowledge ke sath trading karne chahie kabhi bhi trading karte hue lalach nahin karna chahie agar lalach karte Hain to Ham kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte Forex mein kamyabi hasil karne ke liye mehnat time investment apne kam mein interest ki zarurat hoti hai Jab Ham Kisi kam a time investment karte hain to uska hamen zarur kamyab hote Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading main ziyda risk nhi lana chahey

                    Forex ek bahut bada business hai jismein ham Agar risk lenge to hamen bahut sara profit Kun k forex1 risky business hai jismein hum risk ly Kar apnii earning start Kar sktey tu humeny chayeh k agar hum is mn zaida mehnat karney gy tu jb risk lny gy tu humeny profit ho ga agar koi bnda begair knowledge k risk wala kaam karta Hy tu humeny loss ho ga is lye risk leney sy pehly humeny is ko sakhna chayeh ..
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading main ziyda risk nhi lana chahey

                      Forex trading aik risky business hai jismein profit hasil karne ke liye hamen risk lena padta hai aur forex trading mein hamari ek mistake ki wajah se hamare puri mehnat waste ho sakti hai isliye forex trading mein hamen koshish karni chahie forex trading mein hum zyada risk na lein trading main zyada risk ki wajah se hamen zyada loss ho sakta hai aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai forex main achi aur safe trading ke liye hamesha trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bhi bahut kam hota hai aur forex mein hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading main ziyda risk nhi lana chahey

                        G haan aap ko kabi b zyada risk nahi lena chaye care kro pehly forex ko theak se learn karty hain then iski bht zyada practice karty hain then real investment se trading karty hain yani expert log he is se earning kar sakty hain kam mehnt pey or kam investment py bht sara profit milta hai is lia loss to takriban hai buisness main hi ho jata hai y koi bari bat nhi ha
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading main ziyda risk nhi lana chahey

                          ji bilkul Forex trading mein Hamen risky trader nahin leni chahie thoda thoda karke aaram karna chahie isase achcha fayda sarkar sakte hain aur accident mein vah log kam Jab Hain Jo hard worker hai apne kam per focus karte hain mehnat karte hain aur acche ki ummid rakhte Hain Forex trading ek accha business a money management ke sath kam karna chahie jitne dilchaspi ke sath Forex trading mein kam Karenge Ham achcha fayda Acer kar sakte hain trading mein Hamen chahie ke apni mistake ko cover karne ki koshish karen Forex trading ke rul ko follow karke kam Karenge tabhi Forex trading sy acha fayda aasan kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading main ziyda risk nhi lana chahey

                            Forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye lalach se bachana hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex trading mein jitna ho sake hamen lalach se bachana chahie kyonk forex trading main lalach ki wajah se hamen sirf loss hota hai aur hamara bonus account wash ho jata hai jisse forex mein hamari puri mehnat waste ho jaati hai forex mein kamyabi hasil karne ke liye hamen imandari aur Sabar ke sath work karna chahie aur is tarah se forex mein ham kamyab ho sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading main ziyda risk nhi lana chahey

                              Forex trading karte hue Hamen Jyada risk Nahin Lena chahie Kyunki Jyada risk Lene se Hamara account bhi khatm ho sakta hai Hamen chahie ki Ham acche knowledge aur acche experience ke sath work Karen aur yah risk Lene wala kam na Karen Kyunki trading ke andar Jo Insan risk leta hai vah trading nahin kar raha Hota vah gambling kar raha hota hai aur Humne Halal profit Hasil karna hai na ke Haram isliye Halal profit mehnat se Hasil Kiya jata hai aur jo gambling se profit Milta Hai vah haram hota hai aur vah ham Kahin Bhi use nahin kar sakte

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X