Ap kis ko ihmiyat dete hain mehnat ko ya luck ko
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Ap kis ko ihmiyat dete hain mehnat ko ya luck ko

    Hamesha mehnat Ka Hota Hai Kyunki Itna mehnat karte hain utna hi Achcha Meri Waar Milta Hai vah Log Jo mehnat Nahin Karte aur sirf lagto Dhara karte ho kabhi Kamyab Nahin isiliye aapko Jyada mehnat mehnat aap information Dete Hain lekin sirf aap ko andhere Mein dalta Hai Jahan per vah Se Kya profit Kare lekin Uske chances bahut kam hote hain lekin profit Jyada Hote Hain Jab aap mehnat karte hain aur mehnat se kam lete hain aur aage badhate hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Ap kis ko ihmiyat dete hain mehnat ko ya luck ko

      Forex trading mein agar Ham manet Ke sath kam Karenge acchi learning ke sath gaon Karenge tabhi Forex trading se Ham achcha fayda Acer kar sakte hain Forex trading ek profitable business hai Hamen ismein dilchaspi ke sath kam karna chahie acche knowledge or experience ke sath kahan karna chahie tabhi Forex trading se Ham achcha profit banaa sakte hain Forex trading mein vah log kamyab Hain Jo hard worker Hain Apne kam per focus karte hain last seen nahin ghabrate aur acche ki ummid rakhte Hain.
      • #33 Collapse

        Re: Ap kis ko ihmiyat dete hain mehnat ko ya luck ko

        Forex Mein Hamen luck par depend Nahin karna chahie balki Apni mehnat per depend Rahana chahie Agar Ham Jyada Se Jyada mehnat karte hain Dil lagakar kam karte hain focus ke sath apni working karte hain Achcha knowledge experience Karke apni Lagate Hain To Ham Jarur Kamyab hote hain aur acchi aur nahin kar sakte hain isliye Hamen chahie Kya Dil lagakar mehnat Karega Kamyab hone ki koshish karen
        • #34 Collapse

          Re: Ap kis ko ihmiyat dete hain mehnat ko ya luck ko

          Assalam o Alikum,


          G mehnet sa zayda profit gain n kiya ja sqta h es liye luck k moqabily ma hmein zyada mehnet prr tawajo dani cheaye
          • #35 Collapse

            Re: Ap kis ko ihmiyat dete hain mehnat ko ya luck ko

            Forex trading aik proper business ha jis ko proper learn kia jata ha, jis ki ashi tarh practice ki jati , kuch log forex ma luck pe depend kartay hain, lakin ma to forex trading ma kamyabi k lye mehnat aur struggle pe believe karta houn, q k mehnat se hi ham ashi earning kar saktay hain, agar ham sirf luck pe depend karain gay to ham is business ma kuch bi earn ni kar saktay hian,
            1) sab se pehlay forex ko ashi tarh se learn karain, knowledge ma ziadah se ziadah izafah karain
            2) demo pe ashi tarh se practice karain,
            3) apni trading strategy ko develop karain
            Mehnat + luck = success
            • #36 Collapse

              Re: Ap kis ko ihmiyat dete hain mehnat ko ya luck ko

              Forex trading mein agar Ham acchi kamyabi chahte Hain to Hamen hardworking karna hogi Forex trading co proper business ki tarah join karna hoga Forex trading mein Ham Jitna achcha knowledge are sahab Karenge utna hi achcha benefit cancel kar sakte hain per trading mein vah log kam Jab Hain Jo hard worker Hain Apne kam per focus karte hain aur apne knowledge ko increase karne ki koshish karte hain Forex trading mein Hamen dilchaspi ke sath kam karna chahie acche knowledge experience ke sath kam karna chahie Forex trading mein Hamen last emotional nahin hona chahie acche experience ke liye Ham Jitna jyada demo acount per practis Karenge Hamen utna hi achcha fayda hoga.
              • #37 Collapse

                Re: Ap kis ko ihmiyat dete hain mehnat ko ya luck ko

                mein mehnat ko bht zada ehmiyat dyti hn humian is main aghr kaamyab hona he to humain is main mehnat krni ho gi or humain is main experience hasil krna ho ga tabhi hum is main se earning kr skty hain nahi to humain is main se loss hi hoga or humain is main learning ko leave nahi krna chahiye.
                • #38 Collapse

                  Re: Ap kis ko ihmiyat dete hain mehnat ko ya luck ko

                  humien forex mein mehnat ko he tarjeh dyni cahay jab tak ham isko time ni day gay hamein experience ni ho ga iss tara hamein profit ki bajaye alwayss loss ho ga isi tara forex ma profit hasill karna k lia is ko zahada say zahda say time dana ho ga is say ap zahda earning kar saky gay.
                  • #39 Collapse

                    Re: Ap kis ko ihmiyat dete hain mehnat ko ya luck ko

                    mein sbsy phly mnehnat ko ehmiyat dyti hn hamain kuch time learning kay liye spend karna chahiye q kay learng say hi ham achay trader ban sagtay hain to hamain hardwork karna chahiye or hamain demo trading acconnt pay paractice karni chahiye tab hi ham achay trader ban sagtay hain.
                    • #40 Collapse

                      Re: Ap kis ko ihmiyat dete hain mehnat ko ya luck ko

                      hardwork hr trade mein bht zarori hy jiska tajarba zayda hota hay wo hi is usually main khud ko loss say bacha sakta ahy or main be aik achi trade laga skata hay apko chahiye k ap is main zyada day dain takky ap is main experience gain kar skaeen or perhaps will be main earn akr sekhen,
                      • #41 Collapse

                        Re: Ap kis ko ihmiyat dete hain mehnat ko ya luck ko

                        Mehhnat ko lazman dekhna chaiye humay har surat apko iss main bhi demo par practice karni chahaiy or lagan k sath kaam karen takhe apko experience hasil ho or ap achay trader ban sakain hamain ziada say ziada learning or experience ki zaroorat hoti hai phir hio ja k hum apni trading acchay say kr paaty hain or hamain profit bh hota hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Re: Ap kis ko ihmiyat dete hain mehnat ko ya luck ko

                          Forex trading mein agar aap kamyabi Hasil karna chahte hain to Hamen Forex trading co proper time Dena hoga jitni hardworking ke sath kam Karenge acche knowledge or experience ke sath kam Karenge tabhi Forex trading Se achcha profit banaa sakte hain correct spelling mein vah log kam job Hain Jo hard worker Hain Apne kam per focus karte hain aur acche ki ummid rakhte Hain last se nahin ghabrate.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X