Dear Forex members jis tarah ke aap logon ko pata hai ki market ko study karne ke liye analize karne ke liye bahut sare indicators hote hain jismein se ek indicator candlesticks bhi hai hamen candlesticks se bhi market ka pata chalta hai ki market kis direction mein ja raha hai hamare pass 2 types k candlesticks hote hain ek bullish aur ek bearish bullish candle jo hai wo upword movement ko show karta hai aur bearish candle jo hai vah downword movement show karta hai Is tarah aise candle bhi hote hain ji Jo hamen yah show karte Hain ki Ab market ke reverse hone ke chances hai iske alava candle hamen Hi value aur low very b show karta hai ki market high me kahan tak ja sakta hai aur low mein kahan tak ja sakta hai to iska matlab yah hai ki candle se Ham market ko acche tarike se study kar sakte hain to agar aap market ko analyse karna chahte hain to iske liye aap aapke pass candle ko samajhne ke liye study karne ke liye aapke pass experience hona chahie tabhi aap market ko acche tarike se analyse karke trade laga sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим