Trading account main equity and Margin main kia farq hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading account main equity and Margin main kia farq hay?
    Forex trading market main trading karnay kay liay kisi na kisi Forex trading broker kay sath trading account open karna parta hay trading account main kuch terms use hoti hain en main say equity and margin bhi hain maira ap say sawal hay k equity and margin main kia farq hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading account main equity and Margin main kia farq hay?

    trading account mein do chijen aapko najar aati Hain ek equity aur dusra Himachal jaise ke dusre trader aap ko kahate Hain ki aap guthred lagane ka kitna Mar jaaun hai aur aap kahate Hain ki mere pass equity itni nahin hai ki main koi bhi trade open kar sakun mean to say ke donon ka Koi Na Koi link hai equity hua hai mere yaar mein aapko yah margin deti hai ki aap next kitni trade open kar sakte hain aur kitna lot size aapane manage kar liya hai aur kitna aapke pass aur hai to mere mind set aur mere khyal mein to equity aur margin mein yahi Fark hai dekhte hain kya kahate Hain aur kya apni apni apni jaan dete Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Trading account main equity and Margin main kia farq hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
      Forex trading market main trading karnay kay liay kisi na kisi Forex trading broker kay sath trading account open karna parta hay trading account main kuch terms use hoti hain en main say equity and margin bhi hain maira ap say sawal hay k equity and margin main kia farq hay?
      equity Hamara real balance hota hai jo running loss aur profit ko add Karke show hota hai lekin Agar Hamari Koi trade loss mein chal rahi ho to basic balance Hamara Kafi Jyada hota hai lekin equity Hamari kam hoti hai aur Agar Vahi trade profit mein ho to equity Zyada Aur balance kam hota hai iske sath margin 1 trade karne ke liye hamare pass chance hota hai ki Kitna margin Hai Jis per Ham Masjid trade open karke continue kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading account main equity and Margin main kia farq hay?

        amain is forum main posts ki qult ko bhtr bana ho ga tab hi hum achy say trade karni ho gi aur margain ko call ko avoid kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain is k bary main practice kar k hi hum real main kam karien gay uar bht say log is forum main kam karty hain aur hamain marke tmain anlsye kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain earn ho saky gi
        • #5 Collapse

          Re: Trading account main equity and Margin main kia farq hay?

          hum trading account mai agar risk leana chaety hain to hamy pahly expeirence gain karna ho ga hamy market mai margin rahk ky kam karna ho ga margin ky bger kabe be kamybe nahi milte forex aik online busienss hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hum apny boss ap he hoty han
          "The mind is everything, What you think you become"
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Trading account main equity and Margin main kia farq hay?

            Forex kay bary main acha knowledge get kar kay he hum sari terms seekh sakty hain. Hamara account balance hamari equity kehlata hay, during forex trading jab hamari trade start hoti hay to har pair main trading start karny kay liye some minimum balance required hota hay jisko margin kehty hain, ager trading main kuch running loss ho jaye to baqi balance ko equity kehty hain. Ager hum yahan trade ko close kar daity hain to jo baqi balance bachta hay wo ye equity he remaining rehti hay.

            اب آن لائن

            Working...
            X