Loss hame khabardaar karta hai keh galti nahi karni nahi to

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hame khabardaar karta hai keh galti nahi karni nahi to
    Dear friends Assalamualaikum me O Alaikum.
    Mere Aziz bhaioo forex me loss hame bht kuch samjha deta hai loss hame khabardaar karta hai keh ap ne agar koi mistake ki to ap forex trading account AP ka wash bhi hoo sakta hai profit to bht door ki baat hai
    is liey
    Friends forex me hame har step specially in trading phoonk phoonk Kar rakhe ta keh ham loss see Bach Kar aek acha profit earn Kare.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hame khabardaar karta hai keh galti nahi karni nahi to

    hamy loss ko katam karna ho ga pher he hum is mai agy bar sakty hain hum is mai jitna be kam karty hain ya ham ise ky hesab sy earning dyta han hum is mai pair or currency main trading karty hai hamy aik time main aik he pair main kam karna chahey agar hum neq trader han to hamy euro usd currency mai kam karna chahey euro usd aik acha currency hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss hame khabardaar karta hai keh galti nahi karni nahi to

      Ji Hamare Pyare bhaiyon Salam Walekum yah Baat bilkul durust Hai Claus jo hai vah Hamen active karta hai aur khabardar karte hain Kyunki Kisi bhi field liye Business mein kamyabi Hasil karne ke liye profit ke sath sath loss bhi hota hai to loss Kiya Hai vah Hamen jarurat Karya karta hai ki Ham Jyada Se Jyada mehnat Karne Wala experience knowledge gain karte hue is business se profit aur bonus Hasil Karen To Hamen Logon se Himmat Nahin aani chahie balki Apne bacchon Ko continue rakhte Hue ismein Jyada Se Jyada mehnat karte hue kamyabi Hasil Karni chahie aur profit Rakh Lena chahie
      • #4 Collapse

        Re: Loss hame khabardaar karta hai keh galti nahi karni nahi to

        han g loss sey hamin larninig milti hy los hmari bunies ka hisaa hy hamin loss ko face kerna chahiy aour isko recover kernuy key liy hamin chahiy keh ham iss mein pori mhnat aour lagan sey work krein hm loss ko recover kernuy key bad acha profit zaror hasil krein gy ager hm trend o folow keryy huy aour apni trading mistakes ko bhi recover krein gy.
        • #5 Collapse

          Re: Loss hame khabardaar karta hai keh galti nahi karni nahi to

          ji han aapki baat bilkul theek hai hamen ismein agar ek martba nuksan Ho jaaye to hamen bahut hi achcha knowledge agar hamen apne aapko ek kamyab insan samajhta hai hai to Ham achcha kam karte rahen hamesha insan apni galti aise hi likhta hai agar hamen ismein ek matlab galti Ho jaati hai to Ham yah Sikh sakte hain ki Ham dosti mat pagali na karen to bad mein Ham kamyab ho sakte hain yah kam UN logon Kay liye aasan hota hai jo apna karm achche karte rahte hain isiliye Ham jitna apna Kam acche se karenge hamen utna fayda ho sakta aur hamesha utna kamyab Ho jaenge Ham tamam doston ko yah baat share karna chahte hain agar vah apne aap ko kamyab samajhte Hain to apne acchi mehnat kar rahe hain unki jitni acchi mehnat hogi utna fayda ho sakega aur ismein vah utna kamyab Ho jaenge to bad mein hamen ismein fayda ho sakta hai agar Ham apne aap ko kamyab nahin samajhte to ismein hamari apni galti hai hamen apne doston ko bhi dekhna hoga Ham jitna achcha kam karenge hamen utna fayda ho sakega aur hamesha utna hi achcha kam kar kar sakenge yah kam hamare liye use waqt aasan ho sakta hai jab tak Ham apna Kam apna time to motivate karte rahenge to bad mein hamen kamyabi mil sakti hai aur bad mein Ham kamyab ho sakte hain isiliye humko jitna achcha kam karna ho sakta hai achcha karte rahen to hamen ismein itna nuksan nahin hoga aur ismein ham utna hi ek kamyab ho sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss hame khabardaar karta hai keh galti nahi karni nahi to

            Ji aapki baat bilkul theek hai Jab ham log Karte Hain To Ham apni galti se sikhane ki koshish karte hain Agar Ham apni galtiyon Se sikhane Ki Koshish Karenge tabhi Ham kamyabi Hasil kar Payenge Agar Hamen Kabhi loss Ho Jata Hai To Hamen koshish Karni chahie ki Ham apni is Galti ko janne ki koshish karen Jiski vajah se Hamen laga hua hai Jab Ham apni use Galti ko janne ki koshish Karenge aur Hamen apni is Galti Ka Pata Chal jaega To Ham next time Hua Galti hone ke chances bilkul kam kar denge Jab Humse next time Woh Galti hone ke chances bilkul kam Honge To Ham Agali bar Achcha prapt Karen kar Sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Loss hame khabardaar karta hai keh galti nahi karni nahi to

              Ji han doston Forex Mein kam karte hue aap ki mehnat aapko Kamyab trader banati hai jo log daily basis per kam karte hain vah kam Yad bhi hote hain aur acchi earning Bhi Karte Hain aapko chahie ki Hamesha Soch Samajh Kar trade Karen Jyada Se Jyada mehnat Karen Taki aap Achcha karne karne Ke Kabil banaa Saken
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: Loss hame khabardaar karta hai keh galti nahi karni nahi to

                Ji han bilkul jabardast baat Kiya aapane loss hamengalti se rokta hai aur ham khabardar karta hai jo Ham galti kar chuke hain use per Ham apna100 percent behtar karne ki koshish karte hain aur khabar rahte Hain ki ham dobara Koi galti Na Ho aur aur forex trading mein main yahi sikhane ko milta hai ki agar ek galti Ho Gai to dobara use theek karne ki koshish karen.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Loss hame khabardaar karta hai keh galti nahi karni nahi to

                  Bilkul aapane sahi kaha ke lose Hamen khabardar Karta Hai Ki Galti Nahin Karni chahie Jab Hamen lose Hota Hai To Hamen samajh aati hai ki vah ki Humne Galti kari hai Usi Ki vajah se Hamen loose Hua Hai Jab Ham Galti Nahin Karenge koshish Karenge Ki Galti Na Ho To fir Hamen use bhi nahin Hoga Hamen samajhdar se kam karna chahie

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X