Loss sy learning kr ky hi forex mn achi earning possible hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss sy learning kr ky hi forex mn achi earning possible hai

    You stated exactly right Humko legal guidelines se studying Karni chahie Agar Humko loss Ho Jaaye To Hamen mayus Nahin Hona chahie balke Humko loss ka Samna karna chahie Aur loss Ko Bhi Qabool karna chahie Agar Ham loss se acchi mastering Karenge To Ham Jarur acchi incomes kar Payenge Ham Ko buying and selling Mein cease loss ka use karna chahie jisse Ham massive loss se Bach sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss sy learning kr ky hi forex mn achi earning possible hai

      Ji bilkul aapane theek kaha hai Loss se learning karke Forex mein acchi earning Hasil kar sakte hain Agar perfect trading mein aapko last ho jata hai to aapko pareshan hone ki jarurat nahin hai kyunki business Koi Bhi Ho usmein profit aur loss hota rahata hai aur Pak Forex Bhi ek business Ki tarah hai aur ismein bhi aapko profit aur loss donon hi ho sakte hain aur aap donon chizon ko accept karna hoga tabhi jakar aap kamyab ho sakte hain koi bhi business aap shuru karte Hain To usko start mein thora waqt lagta hai ki vah maintain ho sake aur accha benefit hustle bhi nahin hota agar aap dil lagakar mehnat se kam karte rahte Hain To yah aapko bahut hi achcha benefit kara sakta hai loss ab bahut hi recover bhi kar sakte hain kyunki ek baar jab aap se koi mistake Ho jaati hai to aapka Kafi acha experience ho jata hai phr aapse vahi galti nahin hoti aur aap apne dost ko recover kar lete hain aur achcha benefit aakar karne lagte Hain
      • #18 Collapse

        Re: Loss sy learning kr ky hi forex mn achi earning possible hai

        Agar aapko Forex Mein loss ho jata hai to aapko na ummid Nahin Hona chahie balke aapko vahan se Learning gain Karni chahie aur aapko yah dekhna chahie ki aapane kahan per kaun si mistake Ki Hai Kyunki Jab Apne mistake ko theek Karenge aur FIR aap acchi quality ka work Karenge to main guarantee se Kahta Hun Ki aapko bahut Achcha profit Milega aur aapko bahut Achcha knowledge Milega Jis knowledge ki vajah se aap khud se signal banaenge aur Khud Se signal Banakar bahut acche tarike se trading kar sakte hain isliye Jyada Se Jyada Forex ko time de Kyunki Itna aap Forex ko Achcha time Denge Forex aapko Achcha knowledge Degi Aur Itna Achcha profit Hassan karne ke chances Degi

        • #19 Collapse

          Re: Loss sy learning kr ky hi forex mn achi earning possible hai

          My dear trader aapane bilkul sahi kaha hai agar Ham trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen sabse pahle Jo kaam karna hai wahi karna hoga wo Ja K trading co Ham Sab Milkar learning Karen aur uske bad Hi Agar Ham train ko Karenge to mere se aadami Ham Kamyab trader Ban sakte hain aur Achcha profit kar sakte hain learning Ke Bina to Ham kabhi bhi Kamyab trader Nahin Ban Sakte Ham to Har Waqt Los hi karte rahenge hi
          اللهم صل على سيدنا محمد
          • #20 Collapse

            Re: Loss sy learning kr ky hi forex mn achi earning possible hai

            Ji han yah Baat bilkul theek hai class Sahi learning Kar Ke Paksh Mein Har Nahin Hoti Hai Kyon Jab Hamen Ek chij Mela Ho Jata Hai To Ham usko FIR naye tarike se karte hain aur last se bachte hain aur apni mistake ko Dur Karte Hain To Is Tarah Hamen acche Neta Ji Milte Hain
            • #21 Collapse

              Re: Loss sy learning kr ky hi forex mn achi earning possible hai

              Bilkul agar aap jab tak loss ko face Nahin Karenge to aapko Forex kabhi bhi samajh Nahin Aaegi agar aap aur usko acche tarike se samajhna Chahte Hain Yahan per Achcha kam karna chahte hain to aapko loss ko pesh karna hoga aapki business ka Patna aapka profit aur aapka loss hota hai loss aap ko Sabak hi khata hai aur profit aapko aur nahin karta hai isliye lost ko face karna chahie agar aap log ko face Nahin Karenge to aap kabhi bhi Kuchh Kam Nahin kar sakte hain close aapke partner hai aur loss ko aapane Hamesha Se Hi face karna hai agar aap loss usko face nahin kar rahe to aap kabhi bhi apne business Mein Kamyab Nahin ho sakte.
              • #22 Collapse

                Re: Loss sy learning kr ky hi forex mn achi earning possible hai

                Walaikum Asalam, g han agar humein loss ho jaye to humein gabrana nahi chahiye aur na hi pareshan hona chahiye. humein galtion ko talash kar kay unko solve karna chahiye. is traha hum apni galtion se sikh saken gey aur phir next trading mein aesi galtiyan dobara repeat nahi karen gye. is traha hum aik din apni sari galtion ko remove kar dein gye aur kamyab trader ban jayen gye.
                • #23 Collapse

                  Re: Loss sy learning kr ky hi forex mn achi earning possible hai

                  Forex mein lalach ka matlab loss hai.
                  Forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye lalach se bachana hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex trading mein jitna ho sake hamen lalach se bachana chahie kyonk forex trading main lalach ki wajah se hamen sirf loss hota hai aur hamara bonus account wash ho jata hai jisse forex mein hamari puri mehnat waste ho jaati hai forex mein kamyabi hasil karne ke liye hamen imandari aur Sabar ke sath work karna chahie aur is tarah se forex mein ham kamyab ho sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss sy learning kr ky hi forex mn achi earning possible hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ertugralgazi پيغام ديکھيے
                    ASSALAM O ALIAKAUM dear friend agr hum forex trading mn acchi learning karna chahte hain to hamen mehnat se kam karna hoga loss sy learning kr ky hi hi Ham Forex mein acchi earning ko possible bana sakte hain hamen kabhi bhi last se nahin darna chahie jis tarah profit ko accept karte hain usi tarah loss ko bhi accept karna chahie Jo log Forex mein mehnat karte hain acche experience knowledge ke sath kam karte hain loss se learning karte Hain vah log bhi acchi nahin hasil kar sakte hain agar mehnat Karen apne kam interest let Ham jarur kamyab honge
                    G bilkul sahi Kaha aapane a Agar Ham loss se acchi learning Lenge to Forex Mein acchi earning kar sakte hain positive Soch rakhen loss hone ke bad bhi aur FIR kam Karen next time apni Galti na Karen aur apni galti se Sabak Hasil kar Jo apni galtiyon se Sabha kahan se nahin Karte vah Forex Mein Kamyab bhi nahin Hote lekin jo apni galti se Sabak Hansi karte hain aur use repeat Nahin Karte unke liye Forex Mein kamyabi ke Raste ko open ho Jaate Hain lekin ek baat samajh Nahin I bhai aapke 19 likes a rahe hain Kafi Sare member hai jo ek like ke liye bhi jo bahut koshish karte hain Nahin Milta 19 likes aap ki post per lagta hai aap Achcha kam kar rahe hain aur senior bhi hain Thodi guide Karen hamen bhi Taki Hamare Posto per bhi acche like ho sake
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss sy learning kr ky hi forex mn achi earning possible hai

                      Dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai last se learn karke hi acchi earning impossible hai for trading Mein Kamyab hona hai aur acchi Nahin karni hai to last Salem Karen last se pareshan bilkul Nahin Hona chahie Hamari apni Misty ki vajah se hota hai Lash ko recover Karen ismein hi kamyabi hai last ko recover Karke Achcha profit sharing Karenge to aap Kamyab Ban sakte hain isiliye Jyada Jyada mehnat Karen aur Delhi time invest Karen
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss sy learning kr ky hi forex mn achi earning possible hai

                        pyary bhai traidng ek business hai or kisi bhi business ka yeh asool hai k ham us me siraf profit hi hasil nhi karty balkey loss bhi busness ka hisa hai or acha business man wo hai jo is chiz ko bhi mad e nazar rakhy agr ham just profit par hi focus kary gy to ham achy business man nhi ban sakty or na hi ham loss badasht kar paye gy is liye hame chahiye k apni galtiyo se seekhy or apny loss se sabak hasil kary or koshish kary k loss ki wjha jan sken ta k ap dobara esi galti hi na karo jis ki wajha se ap ko loss hua tha or ap ka experience time k sat sat zyada hota jay ga or ap achy trader ban jao gy or apny loss ko controle kar pao gy
                        Ayisha Cutey's Trading Journal
                        https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss sy learning kr ky hi forex mn achi earning possible hai

                          Hr trader k pas ye chance hota h k wo demo account pr practice krny Tak usko forex trading ja acha knowledge hasil ho sky lakin phir bi kuch log es pr focus no krty aur uja result real trading mn loss hota h. Yahan pr point ki bat ye h k kuch log apni mistake ko talash krty hn Tak dobara aisa na ho jb k kuch members forex sy out ho Katy hn. Humain ye bat yad rakhni ho go k ghalti to SB logo sy hi hoti h lakin us sy lesson seekhny waly bht km log hoty hn. Kisi bi mistake ko ignore na krain bl k mazeed mehnat krain ta k kamyab hun

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X