Forex trading mn analysis humesha kis time frame mn best hota h? Any idea

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mn analysis humesha kis time frame mn best hota h? Any idea
    Kya aap log bata sakte hain ki Forex trading Mein Ham analysis kis time frame mein best kar sakte hain Hamen analysis karne ke liye kaun sa time frame use karna chahie Agar Ham Hai market Mein To Hamen analysis karne ke liye kya Tarika use karna chahie aur technical analysis ke liye Hamen kaun sa time frame best hota hai Hamen H1 H2 aur daily ke bare mein zyada Hasil karne ki koshish Karni chahie aur knowledge Jitna Hoga utna Hamara bahut fayda hota hai market Mein knowledge ki bahut demand hai agar Ham Apne knowledge to increase karne ke liye learning Karte Hain To l Ham kamyabi ki taraf Ja sakte hain Ham Kamyab trader banne ke liye analysis karne ki koshish kar Karni Hogi Kyunki analysis Kitna Acha hota hai utna hi Hamen bahut fayda Hota Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mn analysis humesha kis time frame mn best hota h? Any idea

    Dear member apne bilkul sahi.point raise kiya Hy , forex trading KY liye analysis buht zarori hota , or analysis KY lite deferent time frame available hota Hy , her trader ki aomi staretgy hoti Hy , behtreen ye hota Hy KY intra day analysis Kiya Jana CHAHYE , D1 OR H4 BEST HEIN
    Last edited by ; 22-06-2020, 05:11 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mn analysis humesha kis time frame mn best hota h? Any idea

      vaise to bahut jyada time mein maujud hai analysis karne ke liye lekin mein sabse jyada h4 time frame ko pasand karta hun kyunki uske candle banti hai vahkyunki Baki nagar h4 time mein kis side ko support kar rahi hai to main uski Bata degi apni trading strategies ko adjust karna chahie aur karni chahie iske alava main apni choice kitna kam karte Hain. mere suggestion ke mutabik timeframe sabse best hai kisi bhi analysis karne ke liye aur uska breakup day trading strategies kabhi baat karne ke liye.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mn analysis humesha kis time frame mn best hota h? Any idea

        Forex main trade start karny say pehly different time frames kay analysis zaroori hain. Intraday trading kay liye H1 time frame is liye use kia jata hay ta keh hum current day ka trend check kar sakain, or W1 time frame is pair ki last weeks main high and lower price bata sakty hain jinko hum base bana kr alna risk calculate kar sakty hain q keh forex main without risk management bhi achi trade mumkin nai hay. Is liye jab bhi hum forex main trade start karain analysis kay liye different time frames zaroor use karain.
        Last edited by ; 22-06-2020, 05:13 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mn analysis humesha kis time frame mn best hota h? Any idea

          Bas aapki baat bilkul theek hai FIR online business Mein Hamen trading analysing kab Hota Hai second time ke sath market bahut more movement karti hai isiliye Hamen use Waqt market ko best tarike se analyse karte hue Jab Ham training Karenge tum bahut accha profit Hasan kar sakte hain Hamen training course Waqt Karni chahie Jab market fast movement kar rahi ho iska time yah Hota Hai second time 1 p.m. ke bad market bahut fast movement karti hai isliye Hamen use Waqt market ko best tarike se na like karte hue Jab Ham trainen Karenge tab main ismein bahut hi Achcha profit ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mn analysis humesha kis time frame mn best hota h? Any idea

            bhai jan ager ham chaty hain k hm acha analsysi kren tp uskaily zroor hmain chye k ham mahnt kren to us say hmain forex trading ka idea ho jata hai is liiye hmain ager time frane use krna hai to kam iz kam daily time frame use kren ager ham daily time frame use kren gay to ham is say acha bi nus hasil ker sakty hain.is k illawa hmain chye k ham weeekly chart ka bhi examination lain us k bad tab ham faisala kren k trade hmary liiye kitni help full ho saktu hai.is liiye hmain chye k haj tarde lain to us kaily zroor ham kam iz kam hoyr 4 main aor us k bad weekly cvchart main dhaikn tab ham is main kamayb ho sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mn analysis humesha kis time frame mn best hota h? Any idea

              Dear aap log bata sakte hain ki Forex buying and selling Mein Ham analysis kis time body mein first-class kar sakte hain Hamen evaluation karne ke liye kaun sa time frame use karna chahie Agar Ham Hai market Mein To Hamen evaluation karne ke liye kya Tarika use karna chahie aur technical analysis ke liye Hamen kaun sa time frame pleasant hota hai Hamen H1 H2 aur every day ke bare mein zyada Hasil karne ki koshish Karni chahie aur knowledge Jitna Hoga utna Hamara bahut fayda hota hai market Mein know-how ki bahut demand hai agar Ham Apne knowledge to amplify karne ke liye mastering Karte Hain To l Ham kamyabi ki taraf Ja sakte hain Ham Kamyab trader banne ke liye evaluation karne ki koshish kar Karni Hogi Kyunki evaluation Kitna Acha hota hai utna hi Hamen bahut fayda Hota Hai forex me analysis krny ka time hota hy hamye us time py analysis krny chahiye is sy hamye acha faida ho ga ur hamri trade bhe profit me jae gi.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mn analysis humesha kis time frame mn best hota h? Any idea

                Assalamu Alaikum ya 16 ko bahut pyar karta hun Kya Main Kaun Sa frame use karna chahie Aisa ka use karna chahie Ham timeframe bhi use kar sakte hain Kyunki timeframe se Ham Jyada Se Jyada na isko train ko samajh sakte hain gate and Kiska chal raha hai aur pahle kis trade chal rahi thi isliye Hamen sabse pahle time from Koi taaja taaja Deni chahie jisse aamantran Maloom hota hai jo log friend samajhte hain vah log ismein se Karenge se Kamyab ho Jate Hain Ki patent is your friend
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mn analysis humesha kis time frame mn best hota h? Any idea

                  Trading k bare mjhy koi experience nai is k bare senior member ziada behtr bta skty hyn is se sb k help ho jay g bhut acha thread kia apne
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mn analysis humesha kis time frame mn best hota h? Any idea

                    G dear sajii baay hai bghair analysis hum kbhii bhi tradecnhii krsktyy or krnaa bhii nhii chsiye ku ky is mn loss zaida hota haii narket kii movmnt chk krein news wghaira follow krein us ky baad tradeung start krein and best timec frame mry hisab sy to H1 H4 and many others hein lekhn yh usii wkt decude hoga jub hum marjet kii harkat ko dekhein gy k market kis trf jaa rahii hai ..
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mn analysis humesha kis time frame mn best hota h? Any idea

                      Time frames hamare pas bahut different hote hain yeh to ap par depend karta hae ke ap short term trading ke liye analysis kar rahe hain ya lon term rading ke liye analysis kar rahe hain to use hissab se ap time frame bhe choose kar sakte hain or is main ap ache earning bhe hasil kar he sakte hain to sabhe logon ko is main ese he karna cahiye take wo is ache analsysi ke sath ache trading kar saken or is main daily time frame mujhe lagta hae ke sab se best hota hae jis main hum market ka ache tarah se analysis bhe kar sakte hain or is main hum kamayb bhe ho hje sakte hain to bas tamam logon ko is main sahe se kam karna cahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mn analysis humesha kis time frame mn best hota h? Any idea

                        Forex mein achi trading ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading se pahle hamen market ko achi tarah analyse karna chahie aur zyada se zyada forex market mein hamen apna time invest karna chahie aur forex main hamen trading us waqt karni chahie jab market ki taraf se hamen ache aur strong signals hasil ho rahe hon aur forex mein hamen market ka fundamental aur technical donon ka analysis karna chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur jald hi kamyab ho sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mn analysis humesha kis time frame mn best hota h? Any idea

                          Ye ek behtreen point hai analysis ka aur agr bat ho Forex trading ki to analysis bht zroori hai insan apni ghltion se bht kuch sekhta hai kbi kbi insan ko loss ajta hai jis se hum preshan ho jate hain ye sari bat knowledge ki hai agr humre pas information ho Forex trading ki to hum achi analysis kr skte hain k kahan ja k hume invest krna chye investment se pehele analysis krna bht zroori hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mn analysis humesha kis time frame mn best hota h? Any idea

                            yes aapki iske bare mein acche chutkule action ke baat aapane kahi hai kyunki jab tak aap apne kam ko acchi management ke sath sath apni time ke andar acche se focus ke sath Kam nahin karenge to vah vakt jiske andar business ke andar acchi si kamyabi likhi hoti hai read hoti hai vah se aap jaisa benefit hasil nahin kar sakte jab tak aap apne time ko management karke uske andar confidence level ko apni analysis of trading and analysis of post kurukshetra se samajh Kar nahin karenge kyunki understanding y casit to jyothika instrument hota hai jo aapko acche se uske andar kaun coworking ko behtar banane ke andar hai full creative hota hai purush ke andar Jo world ke andar koi bhi aisa business nahin hai kyunki aap acche se knowledge ke sath acche se aur nahin bhi deta hai jaise ki Forex deta hai isliye hamen is tarah jyada se jyada ladne ke sath time ko management ke hawale ke sath Jo jitna jyada acche concept ke sath work karta hai usko hi fayda is she say hi milta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mn analysis humesha kis time frame mn best hota h? Any idea

                              dear friends forex market ko analysis krna chahiye is me ap kesi bhe wqt isko analysis kr skty hy is me hamye market ky trend ko check krna chahiye bad me hamye market ko analysis kr sky gy jitna ham market ko samjh sky gy unt hamrye liye best ho ga ur ham asani sy achi trade kr sky gy analysis ka tareeqa hamye senior bta skty hy kio ky phely unho ny analysi kiya hota hy .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X