Posts delete q ho jatti hen???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posts delete q ho jatti hen???
    Dear members
    Kaisy hn ap sab log umeed krta hn k ap sab theak or khariyat se honge or apni profitable trading ma masroof honge.ma ye kehna chata hn k hamri posts forum aksar delete kr deta hai or hamri posts delete hony ki wja kia hai akhir??? Hamari posts delete hony ki kaffi sari wajuhaat hn lakin sab se bari wja ye hai hum post agr copypaste krian gy tou hamri post delete ho jaye gi .agr hum post ko bohat chota rakhein or is ma spelling mistakes hongi or iski quality agr axhi nahi hogi tab b post delete jo jaye gi lehaza koshsish kijye ga ka apni post ki quality ko behatr se behatr banaien ta k hamri posts ainda delete na ho sakein.shukriya.
    ​BELIEVE IN YOURSELF!
    (Ahsan999)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posts delete q ho jatti hen???

    Dear posts delete hony ki bhtt c wajohat hn jin m sy sbsy bari h copy paste krna hmein chye hm apni mehnat sy struggle krein na k dusron ki mehnat p depend krein jitni mehnat krein gy utni kamyabi hogi wesy b copy paste sy hmein koi knowledge nh milta h ku k hm as it is bina learn kiye likh dety hn or hmein ye b confirm nh hota k wo content correct h ya nh isliye qualityy work krein mehnat krein skills improve krty rhein apni mistakes ko cover krein..
    Last edited by ; 22-06-2020, 05:11 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Posts delete q ho jatti hen???

      Posting delete hony ki waja yeh bhi ho skti repeat ki hui hoti hyn ya phr forex se related posting nai hoti is waja se delete ho jati hn
      • #4 Collapse

        Re: Posts delete q ho jatti hen???

        Pakistan ka showroom mein Jo bhi post karte hain vah aap logon ki post isliye delete hoti hai ki aap log apni post ki quality kobita nahin karte agar aap log apne boss ki quality ko behtar karenge to aap logon ki poonch kabhi nahin delete ho sakti agar aap log aise Hi Kam karenge to mujhe ummid hai Jain shala aap log samajh na sune successful ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Posts delete q ho jatti hen???

          posting delete Hamari apni vajah Se Hoti Hai Jab Ham jaankar repeat threads create Karte Hain To Hamen iska loss Kya Hota Hai Hamari posting delete Ho Jaati Hai Hamen logon ka Los Nahin karvana chahie Hamen posting ko Hamesha threads ko Hamesha Acha tarike se likhna chahie Kyunki trader Jab Yahan Par aata hai tab vah bahut jyada mehnat nahin karta aur repeated Threads Karta Hai yah copy pasting Karta Hai is wajah se logon ka loss Jyada hota hai Hamen is platform per serious hokar kam karna chahie Yahan per Jab Ham sahi se serious hokar kam karte hain tab Ham market Mein success Hasil karne mein Kamyab hote hain Yahan per mwhnat Hamare liye Jaruri hoti hai aur ham apni mehnat Apne experience aur apni learning ki vajah Se Hi Hasil karte
          • #6 Collapse

            Re: Posts delete q ho jatti hen???

            Assalamualaikum dear friends track Stadium Business mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen apni post search read ki quality ko bhi best banana chahie Taki Ham ismein Jyada Se Jyada kamyabi Hasil kar sake to Hamari post ke delete hone Ki Sabse Badi vajah yah hai ki usmein Hamari Bahut Si mistake Hoti Hai Jiski vajah se Hamari post delete Ho Jaati Hain To jitni Jyada Hamari post credit ki quality best Hogi utna jyada hi Ham ismein Manasa chal kar Sakenge aur trading Ke Kabil Bana Sakenge apni post ko delete hone se bachane ke liye Hamen Jyada Se Jyada hi post ki quality ko best Banane chahie aur is Samay mistakes ko kam karna chahie Taki Ham ismein kamyabi Hasil karte hue Kamyab trader Ban Sakte
            • #7 Collapse

              Re: Posts delete q ho jatti hen???

              Pak forex mein hamen daily basis per posting karni hoti hai aur acchi quality ki posting kar rahe hain To hamen achcha Hi benefit hoga isliye Tum usko sahi hai ki vah Dil laga karo mehnat se acchi quality ki posting Karen aur is se related jyada Se jyada knowledge ko Hasil Karen aur hamari posting bhi kuchh delete Ho jaati hai uski vajah yah hai Ki yah to threads repeated hoti hain Ham usko reply kar dete hain aur jiski vajah se hamari post delete Ho jaati hai isiliye Member Ko chahie ki vah koi bhi aise hi threads ko apna Karen Jo repeated ho ismein to ek to vah khud ka nuksan karenge aur dusra apne sath members ka bhi Saran ka nuksan karenge Agar ek Bhi tha nobita de jaati hai use per 10 members reply karte hain to 10 members ki 10 post and delete Ho jaati Hain isiliye ziada Se ziada jitna Lage aap rakhenge aapko 3rd se new open karne aasan lagega aur aap bahut hi aasani se open kar sakenge isliye zaruri hai sabse pahle aap isase ziada Se ziada knowledge ko Hasil Karen Taki koi bhi aapko nuksan Na Ho aur accha benefit Hasil hota Rahe
              • #8 Collapse

                Re: Posts delete q ho jatti hen???

                dear members jub hum pak forex pay work kar rahay hote hay to apni posts ki quality ko nahi dekhtay hay. jo words use karte hay un ki quality bhe ache nahi hote hay. aor bar bar wohi bate repeat karte rahte hay. aor bhe bhut sare mistakes karte rahte hay. jis ki waja say hamare posts delet ho jate hay. agar hum apnay kam ki quality ache rakhay gay to phir kabhe bhe hamare posts aor threds delet nahi honge. aor hame bonus bhut he ziada milay ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Posts delete q ho jatti hen???

                  Assalamualaikum. Dear post apki apni galti ki wajah se delete hoti hain forex mein daily ki buniyad per 4 threads ki igazat hai ise zyada aap nahin kar sakte agar aap is se zyada friends karenge to zahery bat hai apki post delete hon g iske elava forex rules ki khilaf warzi pr bhe aap ki post delete ho sakti hain is liye koshish ki giye k 4 thread se zyada na Karen aur forex rules k khilaf warzi se bachen tab ap ki post delete nahin hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: Posts delete q ho jatti hen???

                    Hamari posts delete ho jaane ki sab sy bari reason poor quality of material hy humein apni posts krte waqt poori tarah concentrate krna chahye aur koi bhi unnecessary baat ko discuss krne sy avoid krna chahye is k elwa humein apni posts ki spelling mistakes ko bhi zaror dekna chahye humein apni post type krne k baad ak dafa zaror read kr lena chahye taake hum good traders ban saken so keep working on improvement in your post taake ap ache thanks gain kr saken aur apka bonus bhi acha ae
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Posts delete q ho jatti hen???

                      Pakistan Forex forum per achcha bonus hasil karne ke liye jo aap posting karte Hain bahut dukhad aisa hota hai ki aap ki posting delete Ho jaati hai iski bahut sari reasons ho sakti hain sabse badi raisen ki hai ki aap log is tarah ke questions per post karte hain jiska Pakistan Forex form se ya FIR stock exchange market foreign exchange market se koi bhi relationship nahin hota balki vah total is relevant post hoti hai please delete hone ki dusri Baja yuva Shakti hai ki aapki post ki quality in tahsil hoti hai aur aapki post mein market ke bare mein information maujud nahin hoti milkar total is relevant information hoti hai aur post delete hone ki tchr post ki lunch ho sakti hai kyunki agar aapki post ki length bahut chhoti hogi to be administration ki janib se use post ko delete kiya ja sakta hai

                      اب آن لائن

                      avatar Health
                      avatar Tar
                      Working...
                      X