Indicator ka forex ma kya role h and task h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator ka forex ma kya role h and task h
    Indicators ka forex ma kya role and task h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator ka forex ma kya role h and task h

    اصل پيغام ارسال کردہ از: brettlee پيغام ديکھيے
    Indicators ka forex ma kya role and task h
    Dear friend indicator se buhut say member apne liye trading planning karta hai aur aur usi se Hi hi analysis karke trading ke liye strategy banate hain is business mein bahut se indicators hai lekin mixing ham log RSI indicator ko palan karte Hain isase apni trading ke liye planning karte hain aur isase bahut achcha fayda Hasil karte Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Indicator ka forex ma kya role h and task h

      Ji indicators ka forex business mein bahut aala role Hai. Indicators hmari bahut ziyada help ker sakte haen. Humaen market ke reality ke bare mein Bata sakte haen ke market kis taraf move kerne lagi Hai. Es tarha market ki prediction ker ke hum acha profit kama sakte haen.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Indicator ka forex ma kya role h and task h

        اصل پيغام ارسال کردہ از: brettlee پيغام ديکھيے
        Indicators ka forex ma kya role and task h
        indicators forex market ki post movement per bante Hain Ki Jo movement Ho Jaati Hai usko indicate kar rahe Hote Hain Ki Ab Itni Kisi Ek direction Mein Hui Hai To yah movement Kitni aur jyada ho sakti hai yah Kis point Se market reverse move kar sakti hai To Aise Mein Hamen trade indicators ko follow karte hue Karni chahie ki jo acche indicators Hain vah Hamen behtarin position ke indication provide Karte Hain Ki Hamen trade kis jagah se kis jagah Tak open Karni chahie ki Hamen Kuchh profit Hasil ho sake

        اب آن لائن

        Working...
        X