Suba cruid oil ki situation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Suba cruid oil ki situation
    Aoa umed hai ap thek ho gya dosto friday ko cruid oil kafi uper gya tha abi suba umed hai ka market down ho gi ap ka is bary may kaya khayal hai apna analysis lazmi share kary taky baki log is say faida ly saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Suba cruid oil ki situation

    Yeh Kya nathuram mushkil hoga ki subah crude oil ki situation kya banegi last Friday crude oil ki market bahut upar Gai thi aapki yah andaza lagana thoda mushkil ho chuka hai ki next crude oil ki movement Kya hogi bus hamen Wait karna chahie aur sabar se kam karna chahie aur crude oil ki market ko bhi analysis karna chahie aur uske trend ko bhi follow karna chahie har ek chij ko apne mind mein rakh Kar Ke Hi Kam karna hoga aur market ke train ke mutabik hi trading karni hogi tab jakar Ham achcha profit gain kar payenge Ham use time tak vate karna hoga jab crude oil ki market ki situation change nahin Ho jati sabar se kam karenge tabhi achcha profit earn karenge
    • #3 Collapse

      Re: Suba cruid oil ki situation

      اصل پيغام ارسال کردہ از: bashi پيغام ديکھيے
      Aoa umed hai ap thek ho gya dosto friday ko cruid oil kafi uper gya tha abi suba umed hai ka market down ho gi ap ka is bary may kaya khayal hai apna analysis lazmi share kary taky baki log is say faida ly saky
      dear brother crude oil ne abhi kafi jyada ab jana hai agar aapane ismein trade lagani hai to aapko ismein yah dekhna hoga Kya Kar market Gaye aapke sath open hoti hai to ismein tab aap trade lagaen magar cal crude oil ke contracter ne over hona hai to aapko ismein kal ka din trade nahin karni chahie agar aapki trade loss mein bhi chal rahi Hui to vah usi mein close ho jayegi jab payal ka contract over hota hai to usmein Jo state mein aapki trade hogi vahan per aapki trade ko close kar diya jaega beta hai ki aapka trade na Karen.
      • #4 Collapse

        Re: Suba cruid oil ki situation

        Mery khayal se subha crude oil buy matlab bullish mein gap creat kare ga. Kyon ke crude oil ne jab closing ki tu Friday ko bullish mein tha aur amoomen esi tarha hota hai ke market Friday ko jiss tarha close hoti hai usi side pe Monday ko gap banta hai.
        Last edited by ; 21-06-2020, 10:54 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Suba cruid oil ki situation

          اصل پيغام ارسال کردہ از: bashi پيغام ديکھيے
          Aoa umed hai ap thek ho gya dosto friday ko cruid oil kafi uper gya tha abi suba umed hai ka market down ho gi ap ka is bary may kaya khayal hai apna analysis lazmi share kary taky baki log is say faida ly saky
          ji Bhai crude oil ka contract khatm ho chuka hai aur aap iski price camins mein jaane ka khatra hai iske price pichhle week mein kuchh aap hui thi lekin aap down jayegi shayad main main bhi ja sakti hai ❤️❤️❤️❤️....
          ​"Try try again until you succeed"
          • #6 Collapse

            Re: Suba cruid oil ki situation

            اصل پيغام ارسال کردہ از: bashi پيغام ديکھيے
            Aoa umed hai ap thek ho gya dosto friday ko cruid oil kafi uper gya tha abi suba umed hai ka market down ho gi ap ka is bary may kaya khayal hai apna analysis lazmi share kary taky baki log is say faida ly saky
            crude oil buy ki tren main hai or yeh is week inshaAllah 50 tak lazmi jayaiga hum ko is main ik achy knowledge or experience k sath kam karna huga agar hum jaldbazi main koi trade lagty hain market ko analysis nahi karty hain hum ko loss ho jata hai hum ko agar loss sey bachna hai tu trade opan karny sey pehlay jis pair par hum trade kar rhy hain os ka analysis kar os k bad hi hum ko trade opan karni chahie hai is main agar hum mehnat karty hain tu hum zarur success hoty hain
            information for Beginners
            Complete Forex Knowledge
            • #7 Collapse

              Re: Suba cruid oil ki situation

              crude oil ke bare mein kuchh bhi nahin kaha ja sakta hai kyunki aise members ke Jo is pair trading karna chahte hain iske bare mein sahi tarah se analyse nahin kar sakte hain kyunki iski movement ke bare mein kuchh bhi confirm nahin kaha ja sakta hai aur members ko agar is pair trading karna hai to unko news ko bhi acche se wash karna hoga aur uske bad hi members ko idea hoga ki is per kis tarah se trading karna hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Suba cruid oil ki situation

                Dear crude oil k bary agar ap mujh se poochyn tu jahan tak mera khayal hai tu crude oil ki market ab up he jaye gi aur ap agar zayada capital rakhty hain tu ap small lot k sath crud oil ko buy kar lyn apko acha profit ho ga

                اب آن لائن

                Working...
                X