Kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye?
    Assalam.o.alaikum dosto mera sawaal h k kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Naveedsanwal پيغام ديکھيے
    Assalam.o.alaikum dosto mera sawaal h k kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye ?
    Forex trading main friday ko both ziada movement hoti ha q k Friday ko news ziada hoti han is ley humy jume ko lazmi trading karni chaiy han q k ziada movement ho ge to earning k bi ziada chance hon gy is ley humy proper money management or risk management k sath trading karni chae ha proper stop loss or take profit istamal karna chae ha ta k hum log kamyab ho saken jtni ziada mehnat karny gy to hum utny he kamyab ho sakty han forex trading main successful hona ha to humy ache sy ache trade lagani ho ge is k ley humy ache analysis Kar k trading karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken Friday ko market close hony sy pehly pehly apni sari trade close karni chae han ta k jtna bi profit ho saken ziada ki lalich Ni karni chae ha
    • #3 Collapse

      Re: Kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye?

      G han acha aur expert trader wo hota hay jo 5 days ki market ko samjta be ho aur trading be karta ho, agar kesi 1 din es ley market me trading karny se guriz kia jaye key un ko zeyada loss ho jaye ga to mery khayal me esa traders bilkul be na to acha trader ho sakta hay na hi expert aur experienced hota hay, Friday ko market closing day zaror hoti hay aur es din ECB ki meetings be hoti hay jes ki waja se market aam days key muqably me bahot zeyada movement karti hay magar es ka matlab ye nahi key Friday ko trading karna hi stop kar di jaye aur loss se dar kar traders other days trading karny par depend karen.
      • #4 Collapse

        Re: Kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Naveedsanwal پيغام ديکھيے
        Assalam.o.alaikum dosto mera sawaal h k kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye ?
        Walaikum assalam dear brother aap ne Friday ko trading karne ke bare mein poochha hai to Uske Hawale se main aapko yah batana Chahta Hun Ki no doubt aap Friday ko trading kar sakte hain lekin usmein Kuchh important factors Hai Jo Main aapko indicate kar deta hun unko Jarur madhe Najar rakh kar apni trading Karen.

        1: Day Trading:
        Dear brother agr app Friday ko trading Kerte Hain To usmein aapko day trading ke rules and regulation ko lazmi follow karna chahie Kyunki aap ki puri koshish yah honi chahie ki aap Friday market close hone se pahle pahle apni trade ko close kar den.

        2: short Term trading:
        Dear brother agar aap Friday ko trading Karte Hain To usmein aap Hamesha short term trading Karen Kyunki agar aap long term trading Karenge to market close ho jayegi aur uske bad Kafi gap ke sath bhi open ho sakti hai jo aap ke liye nuksan ka sabab Ban sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye?

          Yes dear ais market mai hum agar kaam karty hai to hum ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ne agar friday ko trade karni hai to hum ko ais market mai hum ko apni trading strategy ko follow karna ho aus k baad hum ais market mai hum agar trade lagaty waqat analysis karty hai to hum ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai hum ko trade lagany se kai dafa loss ho jata hai agar humri trade k sath stop loss k sath hum ko thora loss ho jata hai ais market mai hum agar trade lagaty hai to hum ko ais mai loss recover karna asan hota hai aus k bad hum ais market mai hum kamyab ho jaty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Naveedsanwal پيغام ديکھيے
            Assalam.o.alaikum dosto mera sawaal h k kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye ?
            Forex trading main hum kisi bi waqat trading kar sakty han is k ley humary pass knowledge information or experience hona zarori ha chae juma ho ya phr koi or din ho kar sakty han sirf humy apny knowledge or experience k mutabiq trading karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken forex trading main jtni hum mehnat karny gy to hum kamyab hon gy jume ko news ziada hoti han isi waja sy movement bi ziada hoti ha jis sy humy ziada profit hota ha is ley jume ko lazmi trading karni chae ha agr dil kary to market close hony sy pehly trade close kar dan ni to next Monday tak hold rakh sakty han forex trading main jtni long term trading karny gy utna he fayda ziada ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye?

              Assalamu Alaikum dear friend ji han bilkul Friday Wale Din Bhi training Karni chahie ki aap per depend karta hai ki aap Kitni acchi trading kar rahi hai aur yah Jaruri Nahin ki aap Friday Wale Din loss Karenge To Aisa bilkul Nahin hota agar aap acche experience knowledge ke sath kam kar rahe hain to aap Hamesha acchi trading kar sakte hain to isliye mehnat Karen aur Forex trading co Ek proper business samajhkar ismein mehnat Karte jaen Aane Wale Waqt Mein yah aapke liye ek bahut hi Achcha business sabit Hoga jisse aap bahut hi acchi earning kar sakte to isliye Hamesha han han yah kam ki taraf focus Karen Taki aapko koi bhi problem Na Ho aur aap acchi earning Hasil kar sake
              • #8 Collapse

                Re: Kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye?

                Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                Forex trading main hum kisi bi waqat trading kar sakty han is k ley humary pass knowledge information or experience hona baht hi zarori hota ha chae juma ho ya phr koi or din ho kar sakty han sirf humy apny knowledge or experience k mutabiq trading karni ho ge ta ky hum log kamyab ho saken forex trading main jtni hum mehnat karny gy to hum kamyab hon gy jume ko news ziada hoti han isi waja sy movement bi kafi ziada hoti ha jis sy humy ziada profit hota ha is ley jume ko lazmi trading karni chae ha
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Naveedsanwal پيغام ديکھيے
                  Assalam.o.alaikum dosto mera sawaal h k kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye ?
                  dear brother humko chahie ki Ham fried Bal diwas market mein Koi bhi trade open na Karen kyunki Friday ko is market mein mohabbat kafi jyada hoti hai aur market niklo Na hota hai uske bad next week mein ho sakta hai market Gaye aapke sath open ho jaaye aur aapki trade per kafi jyada nuksan ho jaaye aapko chahie kya aap is market mein available din par din se avoid Karen Taki aap apne account ko save kar saken agar aap fight wale din Koi trade lagaenge to uski vajah se aapko ho sakta hai kafi jyada nuksan ho jaaye aap is market mein tabhi friend Karen jab aapko is market mein Koi achi trade mil rahi ho usse aap is market mein aasani se acchi profit banaa sakte hain agar aap is market mein bridal didn't read karte hain to usmein aapko Kai dafa nuksan bhi ho jata hai isliye kabhi lalach Na Karen aur Friday Walden trading na Karen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye?

                    G han dear ap ka kam ager acha hai tu ap es mai achi trading kay sath kam jar saktye hain jub kay ap es mai kam friday ko bhi kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet kay sath acha karain aur ap ka kam hai kay ap es mai mukhlis ho kay day night kam kartye hain tu ap ka kam acha ho jata hai jub kay bad mai ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap hamesha acha kam jarain aur market mai anylsis kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain jub kay ap es mai anylsis say hat kay kam jartye hain tu ap kaliye kafi masla ban jata hai kiyu kay bina anylsis kay ap ko es mai karket ka pta nhi chalta hai jis kay bad ap ka kam asan nhi ho sakta hai aur na he ap es mai kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap apnye kam mai dil laga kay acha kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu maket mai ap kisi bhi time pay kam kar kay kamyab ho saktye hain acha kam kamyabi ki zamnat hai
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye?

                      Friday ko trading kernay mai koi masla nahi hai. Forex trading Monday say friday takk kisi bhi waqt ki jaa sakti hai aur kisi kisam ki bhi pabandi nahi hai jiss say traders kisi din ya kisi session mai trading na ker saktay ho. Forex trading mai traders ko apni trading ki planning iss Tarah kerni hoti hai kay unhain acha profit aur achi earnings ho sakain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai takay traders apnay business ko iss Tarah grow ker sakey kay unn kay profits waqt kay saath saath ziada bhi ho sakain. Forex trading mai Friday ki trading ko weekend ki wajah say mushkil samjha Jata hai laikin traders ko sub say ziada profits bhi Friday ki trading say he hotay hain. Friday trading kernay waley traders ka axoxunt balance Agar strong ho tou unhain koi mushkil ya tension nahi hoti hai aur owh bohat achi trading ker saktay hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Naveedsanwal پيغام ديکھيے
                        Assalam.o.alaikum dosto mera sawaal h k kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye ?
                        Ji han dear brother forex market main kaam karty hai to hum ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ne agar friday ko trade karni hai to hum ko ais market mai hum ko apni trading strategy ko follow karna ho aus k baad hum ais market mai hum agar trade lagaty waqat analysis karty hai to hum ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai hum ko trade lagany se kai dafa loss ho jata hai agar humri trade k sath stop loss k sath hum ko thora loss ho jata hai ais market mai hum agar trade lagaty hai to hum ko ais mai loss recover karna asan hota hai aus k bad hum ais market mai hum kamyab ho jaty hain agr hum mehnat nahi karin gy kamyaan nahi hon sakhin gy.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye?

                          JI bilkul bhai, Friday pe trading karne mein koe masla nhi hai per jesa ke ye week ka last din hota hai aur is din market close hoti ai to hume bas khayal se trading karni chahiye take hamari koe trade atak na jae. Aur mere khayal se to friday trading karne ke liye best day hota hai is din hume achi trad open karne ki kafi achi opportunities milti hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya hame Friday ko forex py trading krni chaiye?

                            Forex ki market other days me etni fast nahi hoti magar Friday ko Forex ki market me bahot zeyda volatility involve ho jati hay jes ki waja se ham ye keh sakty hey key Friday trading karny key ley dangerous day hay, other days ki trading me agar big risk leya jaye to etna loss face nahi kia ja sakta magar Friday ko 4 hours me bahot zeyda loss face kia ja sakta hay. Gee haan friday ko market thori slow bhi ho jati hai tou aap koshish kya kerain kay jo trades aap ki chal rahi hoon unn ko friday ko close ker dya kerain kyun kay aksar market weekend kay baad apna trend change ker leti hai jis ki wajah sae aap ki trade loss mein ja sakti hai forex tradig main hmain sub tradors ko 5 din trdaing k liye milty hain aik weak main jis main hmain do din rest k milty hain mtlab k trading se rest milti hai jis ki wjah se hum trdaing nahi kar skty hain or market bhi close hoti hai jesa k hum sub janty hain k forex trdaing main market hmain friady ki rat ko close ho jati hai jub k momday ki subha ko market open ho jati hai or jesa k friady ko market k closing ka time hota hai jis se market boht fast move ho rahi hai or es k bad monday ki opeing time market boht fast move karti hai or jesa k hum sub janty hain k forex trading main market k fast hony par hmra risk bhi barh jta hai tu hmain en dinu amin trdaing ahtiyat se karni chahye ta k hmain loss na ho or hum achi trading kar saken

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X