hum ko duniya ka koi pata nahi sirf forex ka pata hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum ko duniya ka koi pata nahi sirf forex ka pata hai
    jub sy hum ko earning hasil ki hai tub sy hum ne duniya k sub kam chordeya hain aur her waqt hum forex per he kam karte hain forex k elawa aur koi kam acha nahi lagta forex jitna mushkil kam tha ab utna he maza aata hai maza be aata hai aur earning be hote hai dosto.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hum ko duniya ka koi pata nahi sirf forex ka pata hai

    Dear aisi bat nahi hai ager mein apni bat karoon tu forex mery liye aik part time business hai jis ko ache tareeqy se aur short time mein manage ker ke acha profit kamana ha. Aur mein apne time ko jitna short ker sakta hoon kerta hoon. Ta ke baqi ka time mein apne roz marha ke kamoon ko de sakoon.
    • #3 Collapse

      Re: hum ko duniya ka koi pata nahi sirf forex ka pata hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
      jub sy hum ko earning hasil ki hai tub sy hum ne duniya k sub kam chordeya hain aur her waqt hum forex per he kam karte hain forex k elawa aur koi kam acha nahi lagta forex jitna mushkil kam tha ab utna he maza aata hai maza be aata hai aur earning be hote hai dosto.
      forex jisa business puri duniya main or kahi nahi hai yeh ik trusted business hai is main hum jitna kam karty hain hum ko otna paisa milta hai hum forex trading main kamyab huna chahty hain success hna hai hum ko is business main tu hum ko is main money management ka sath kam karna huga agar hum money management k sath kam karty hin tu humais main ik achcha profit haasil kar skty hain is main hum apni marze k time table bana kar kam kar skty hain
      information for Beginners
      Complete Forex Knowledge
      • #4 Collapse

        Re: hum ko duniya ka koi pata nahi sirf forex ka pata hai

        Jee aesa hi hy Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
        If you work hard no body can stop you from success
        • #5 Collapse

          Re: hum ko duniya ka koi pata nahi sirf forex ka pata hai

          G billkul jb hamin forex trading sa earning hasil hoti ha tu pr ham dunia ka sb Kam chor data Han or Sara din forex m invest KR data Han learning zada sa zada krta Han trading krta Han tu pr ham or zada trading ma kamyab hota Han or zada pr hamain earning hoti ha jis ki wajah sa PR ham kabi bi forex ko chor nhi sakta
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: hum ko duniya ka koi pata nahi sirf forex ka pata hai

            Gee haan jub forex mein kaam shru kya jata hai tou traders ko baqi dunya ka koi hosh nahin rehta bus woh chahta hai kay forex ho aur woh ho aur khoob trading keray forum per zayada kaam keray aur zayada sae zayada income hasil keray aur aisay log forex mein bahut zayada mehnat sae kaam kertay hain

            اب آن لائن

            Working...
            X