dear maira aap sab say yeh sawal hay k jub ham market main kaam kartay hain to ham is main earn aur lose honay walay pips ko q count kartay hain is say hamko kia milta hay ham aisa q kartay hain kia aisa karnay say hamari trading ki ability hamaray samnat aaty rehty hay ya kisi aur wajah say ham pips ko count kartay hain?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим