Ziyada new workers ko nhi pta huta kh thanks kesy say diyay jaty hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziyada new workers ko nhi pta huta kh thanks kesy say diyay jaty hain.
    my dear freinds is pak forex fourm main buhat say log kaam kr rhy hain.new bhi buhat say members hain aur old bhi hain.jo member ziyada arsay say kaam kr rha hay usay is fourm kay tmam rules ka aur opitions ka ptaa huta hay .lakin jo new member huty hain unko ziyada informatin nhi huti .unko yay bhi nhi ptaa huta kh thanks kesy diyay jaty hain.unko guide kerna hemera farz hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziyada new workers ko nhi pta huta kh thanks kesy say diyay jaty hain.

    aap khud bhi logon ko thanks nahin dete aap khud apne thanks pasand hai iska matlab aapane aaj Tak kisi ko bhi thanks nahin diya isase yah sabit hota hai ki aap selfish trading jaate Hain aur selfish performance bhi chahte Hain trading mein aapane kam karna hai to aapane ek unity paida karni hai aur logon ke sath milkar kam karna hai FIR kya kya aap kamyab aur successful trader Ban sakte hain agar aap aise hi apne liye kam karenge dusron ki madad nahin karenge to aap kabhi kamyab nahin ho sakte trading mein hamesha hamen dusre ki madad karni padati hai aur dusron ke sath mein achcha kam karna padta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ziyada new workers ko nhi pta huta kh thanks kesy say diyay jaty hain.

      agar hum es main new hain to humain es main demo account main humain es main practice kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main practice kar kay hum es main expert bn skty hain our hum es main trsde lga kar hum es main trading kar skty hain our forex kbe be na bnd honay wala business hain our hum es main live tardinga kr kay hum boht sa bons hasl karty hain
      • #4 Collapse

        Re: Ziyada new workers ko nhi pta huta kh thanks kesy say diyay jaty hain.

        ji haan ager new memeber ko pta na ho wo lazmi apny siniors se pochin aur baki ki b jo batin pata na hon wo b pochine aur is se fainda uthien
        :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
        • #5 Collapse

          Re: Ziyada new workers ko nhi pta huta kh thanks kesy say diyay jaty hain.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Tasawarabbas پيغام ديکھيے
          my dear freinds is pak forex fourm main buhat say log kaam kr rhy hain.new bhi buhat say members hain aur old bhi hain.jo member ziyada arsay say kaam kr rha hay usay is fourm kay tmam rules ka aur opitions ka ptaa huta hay .lakin jo new member huty hain unko ziyada informatin nhi huti .unko yay bhi nhi ptaa huta kh thanks kesy diyay jaty hain.unko guide kerna hemera farz hay.
          Mera khyal mein aisa bilkul bhi nahin hai har member Jo is business mein aata hai aur ismein kam start karta hai to usko pure tarike se pata hota hai ki kaise thanks diye jaate hain lekin bahut se member aise Hain Jo kisi ko thanks Dene ki sahmat gawara hi nahin karte isliye aise members ko hamen bhi avoid karna chahie Jo selfish hote hain aur sirf apne matlab ke liye kam karte Hain.
          • #6 Collapse

            Re: Ziyada new workers ko nhi pta huta kh thanks kesy say diyay jaty hain.

            Gee haan bilkul theek kaha forex mein bohat say log Jo new hai un ko thanks ka nahi pta jiss ki waja say wo thanks nahi dtaya or un ko bi Kam thanks miltay hai or bonas bi kam milta hai iss Lia un ko apna senior say halp la Kar kaam krna chaiy taka zayida mehnat say kaam Kar ka acha bonas hasal Kar la
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Ziyada new workers ko nhi pta huta kh thanks kesy say diyay jaty hain.

              thanks dene ke liye members ko maloom hona chahie ki yah kis tarah se diye jaate Hain aur kafi members aise Hain ki Jo is tarah se apni learning ko nahin kar rahe yahi vajah hai ki unko maloom nahin hota hai ki form per kis tarah se Kam karna hai kam ko bahut hi acchi tarah se karne ke liye members ko yahan online hokar aur is per acche se focus karna hota hai

              اب آن لائن

              Working...
              X