Eurusd pe ziyada trading hone ki wajah kiya hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Eurusd pe ziyada trading hone ki wajah kiya hai.
    ​Dear traders, EURUSD aik aisa pair hai. Jo sab se ziyada trade kiya jata hai. Traders ki nazar es pair ziyada hoti haen. Us ki aik wajah yeh bhi ho sakti hai ke es pair pe spread bahut kem hota hai. Dosra ye ke es pair ki movement bhi kafi achi hai.aur ye dono currencies big currencies haen. Esl iye bhi ye pair kafi papuler hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Eurusd pe ziyada trading hone ki wajah kiya hai.

    G gbpusd ór EURUSD currency pairs trading jyada hoti hai aur aapki observation bilkul theek hai main khud like karta hun GBP USD currency pair aur yah market ke hisab se hamesha train ko follow karti hai aapane bilkul theek kaha jab yah market per open karte Hain Koi bhi trade to GBP USD aur Euro USD hamen acche result dete Hain vajah se remember yahi kahta hai ki gbpusd aur University trading ke liye best hai aur vaise bhi jab aap ko select karenge inshallah aapko acche profit milega aur aapki loss kam se kam hoga wish you best of luck.
    • #3 Collapse

      Re: Eurusd pe ziyada trading hone ki wajah kiya hai.

      yah aik acha trading pair hai jis main market acha trend show karti hai jis ki wjah se hum es pair main trading kar k achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain esi liye es pair main zyda trading ki jati hai or log risk ko bhi asani se manage kar k apni earning kar rahy hain forex aik boht acha business hai jis main hum jitni mahnat karen otna he hum kamyab ho skty hain forex main learning or knowledge ki boht ahmiyat hai jis ki base par hum forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain
      • #4 Collapse

        Re: Eurusd pe ziyada trading hone ki wajah kiya hai.

        is liye ky is pair main loss ky chnace kam hoty hain hamy is main best experiene or knowkegde hasil akr ky is main mehant sy kam karna cahey pher hi ham success gain kar sakty hhain or acha bonsu hasil kar sakt yhain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni amrzi sy full time be kam kar sakty hain
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #5 Collapse

          Re: Eurusd pe ziyada trading hone ki wajah kiya hai.

          Ye pair buhot say logon ka favourite currencies pair hai eski waja yahe hai kay esmai technical analysis buhot perfect hoti hai kiu kay eski movements under control he hoti hai itni ziyada volatile nahe hoti jeski waja say log safe pairs jaisay key Eur/usd hai mai trading ko tarjeeh daitay hai so mairay knowledge kay mutabiq tu yahe sub say bari waja hai may eskay ilawa koi aor be wajah ho sakti hai
          Zuhaib9988 Trading journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
          • #6 Collapse

            Re: Eurusd pe ziyada trading hone ki wajah kiya hai.

            usd pori duniya mn sb sy zayda trade hny wli currency ha r EUR zone ki wja sy sb sy zayda trade hony wli currency ha isi wja sy forex mn b yeh currency sb sy zyada trade hoti ha r jin brokers ka spread fix ni hota un mn sb sy km spread wla pair EURUSD hota ha r aik acha r learner k liye sb sy zyada suitable pair ha trade krny k liye.
            • #7 Collapse

              Re: Eurusd pe ziyada trading hone ki wajah kiya hai.

              Forex market mein sbse strong currency pair Eurusd hy iski movement ziada kafi long hoti hy jiski waja se traders ko ziada opportunities milti hein jis pair mein traders ko ziada profit milta hy wo usi mein trading krna pasand krty hein Eurusd sb se ziada trade hony wala pair hy lekin trading jis pair mein bhi krein experience hona chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: Eurusd pe ziyada trading hone ki wajah kiya hai.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                ​Dear traders, EURUSD aik aisa pair hai. Jo sab se ziyada trade kiya jata hai. Traders ki nazar es pair ziyada hoti haen. Us ki aik wajah yeh bhi ho sakti hai ke es pair pe spread bahut kem hota hai. Dosra ye ke es pair ki movement bhi kafi achi hai.aur ye dono currencies big currencies haen. Esl iye bhi ye pair kafi papuler hai.
                Ge ha forex friend jis oair oer zYada movenet ho us oer her tread tread open karte he aur jis pair prr zayada risk na ho to por be treader is per treading karte he is per tread open karte se earning ho sakte he
                • #9 Collapse

                  Re: Eurusd pe ziyada trading hone ki wajah kiya hai.

                  dear basically 1 major trend hai jis mein Kam Karne wale members ko pata hota hai gas main aapko accha private mil sakta hai isliye aapko ismein sharafat lena hai to main se kam karna hoga achcha kam karna hai aur is business mein buri kamyab hota hai jo ismein behtarin vatan karta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Eurusd pe ziyada trading hone ki wajah kiya hai.

                    EUROUSD ka currency pair historical famous pair he shuru sehi dunya k aksar traders is p trading karte hen is pair liquidity sab pairs k muqable me ziada he aur is currency pair me spread bhi thora hota he is lie ziada tar traders is pair ko focus karte hen is ki move bhi itni high nahi he baqi currency k muqable me iska spread Kam hota he to is wajah se is pair me Kam loss expect Kia jata he lekin ye trader ki apni choice p he would kis pair p trading karna passand karte hen simple trading k lie zaruri he ham apne zehn k mutabiq trading Karen kisi ko follow na Karen aur Jo pair hamen aasan lage us p trading karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Eurusd pe ziyada trading hone ki wajah kiya hai.

                      gbpusd ór EURUSD currency pairs trading jyada hoti hai aur aapki observation bilkul theek hai main khud like karta hun GBP USD currency pair aur yah market ke hisab se se trend ko follow krti hain, eurusd aik acha pair hai jis ki movement zada tar dollar k bikul opposit hoti hai is ko samjna easy hota hai is liye zada tar trader eurusd pair me zada trading krtay hain,
                      • #12 Collapse

                        Re: Eurusd pe ziyada trading hone ki wajah kiya hai.

                        is per trading karne ke liye members ke pass experience bahut jyada hai aur yahi vajah hai ki members ISI per hi trading karte hain aur isase fayda Le lete hain aur aise members ke jinka experience jis kisi bhi pair ke bare mein achcha Ho members ko chahie ki usi per hi unko apni trading continue karna chahie aur aise members ke Jo apni trading ko acche se continue kar lete hain aur planning se isko karte Hain to tabhi unko profit a jata hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Eurusd pe ziyada trading hone ki wajah kiya hai.

                          Eurusd per zyada trading hone ki wajah yeh k yeh most popular currency pair of the world kyon ke is currency Pair ke sath bahut sare countries affiliated hain Euro pure Europe ki powerful currency hai aur USD American currency hai joke Puri duniya ki strongest economy hai ISI vajah se is bare mein movement zyada hoti hai isliye log is currency pair mein trade karne ko prefer krty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X