Forex per Hum itni mahant kyun karte hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex per Hum itni mahant kyun karte hai ?
    Forex duniya ka kamyab online bussniss hai use hum asani se account creat kr sakte hai Forex per hum asaani se kam kr sakte hai magr asaani se sekh nh sakte kyun ke hum dil o jan se kam n krte Hum Sirf mahant krte hai Bonus earning ke liye Humko sath sath chahye leaening kren Khas kar ke Forex Forum per hum schi mahnat kyun krte hai aaj is chez ko wazih krte hai Forex per hum mahnt krte hai apne faide ke liye apni earning le liye Is door mainkoi kise aur ke liye itna time nh west krta hum mahant krte hai apn liye magr us main hum dilse nh krte humko chahye hum dil se mahant kren knowledge gain kren Expreince ki bht zaroort hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex per Hum itni mahant kyun karte hai ?

    Forex me hum mehnat kren gy to hi hmen achi income hasil ho gi otherwise mehnat k bagher hm profit hasil ni kr skty Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Forex per Hum itni mahant kyun karte hai ?

      hamy acha experience or knowledge hasil kar ky is main real aalysis* ko use kawr ky is main ehnat sy trading karni chaey pher hi ham acha pasia kama sakt hain ham is main 24 ganhto main ys kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik asa busienss hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zaort nahi hoto ham apny gar beth kar is amin kam kar sakty hain
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #4 Collapse

        Re: Forex per Hum itni mahant kyun karte hai ?

        Forex par ham mehnat sirf or sirf mehnat ak Chez ki waja s karty herty hein keh ham log apni financial problem solve karty Hein take ham log sakoon ki life gUzar skein yeh btein hmary liay bht ziada important Hein hmain isko mind rakh k Kam karna chahte har Chez ki apni zarorat hottie
        • #5 Collapse

          Re: Forex per Hum itni mahant kyun karte hai ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Yasir-trader پيغام ديکھيے
          Forex duniya ka kamyab online bussniss hai use hum asani se account creat kr sakte hai Forex per hum asaani se kam kr sakte hai magr asaani se sekh nh sakte kyun ke hum dil o jan se kam n krte Hum Sirf mahant krte hai Bonus earning ke liye Humko sath sath chahye leaening kren Khas kar ke Forex Forum per hum schi mahnat kyun krte hai aaj is chez ko wazih krte hai Forex per hum mahnt krte hai apne faide ke liye apni earning le liye Is door mainkoi kise aur ke liye itna time nh west krta hum mahant krte hai apn liye magr us main hum dilse nh krte humko chahye hum dil se mahant kren knowledge gain kren Expreince ki bht zaroort hai
          Dear brother aapne Jo information share Ki Hai Uska Jawab main aapko yah Kahana Chahta Hun Ki Ham forexforum kar Jo Itni Jyada mehnat karte hain uska just ek hi purpose hota hai aur purpose Hota Hai Hamari earning Kyunki Ham apni earning ko increase karna chahte hain Jiski vajah se Ham sabse pahle Pakistan forexforum per main Karke banaa sakte hain aur use bonus ko utilise karke FIR apni trading Mein munafa Hasil karne ki koshish karte hain aur at the end ham earning ko increase karne ke liye Ye sari mehnat Karte rahte hain

          Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg_new.jpg
Views:	11
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12327841
          • #6 Collapse

            Re: Forex per Hum itni mahant kyun karte hai ?

            Forex per Ham itni mehnat isliye karte Hain Taki Ham apne aap ko Kamyab banaa saken agar Ham nahin karenge To Ham Kamyab bhi nahin honge isliye Ham khud ko Kamyab banane ke liye mehnat karte hain agar aaj Ham apne liye kuchh karenge to cal hamara future bright hoga isliye Business mein Kamyab hone ke liye mehnat bahut lazmi hai aur tab Ham jarur Kamyab Ho jaenge aur hamari mehnat shayar nahin hogi.
            • #7 Collapse

              Re: Forex per Hum itni mahant kyun karte hai ?

              Forex pr ham atni zada mehnat is lia krta Han keon ka forex ak real bussiness ha is ma mehnat krta Han tu pr ham kamyab bi hota Han or acha acha profit bi hasil krta Han ham apna faida ka lia forex ma mehnat krta Han tu PR hi kamyab hota Han is lia mehnat zada sa zada kran forex ma AP ka apna hi faida ha
              • #8 Collapse

                Re: Forex per Hum itni mahant kyun karte hai ?

                forex trading aik aisa online buisness hai jo k kafi ziada risky hai aur agar hum chahte hain k hum is mein kafi achi earning karen to us k liye hamien is mein kafi ziada hard work ki zaroorat hoti hai. hamein sb say pehle is buisness ko achy tareeqe say learn karna parta hai taa k hum is mein loss say bach sakain aur her koi is business ko achi earning karne k liye hi karta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex per Hum itni mahant kyun karte hai ?

                  Forex mai jab hum ziyada mehnat ki baat kartay hai tho eska hargiz physically mehnat nahe hoti eska matlab mentally mehnat hoti hai yani aap gaar bait kar jab ziyada search karogay different strategies par kaam karogay different plans ko apply karogay tho esmai kafi mehnat darkar hoti hai jokay direct linked hoti hai apkay mental mehnat say kay aap mai kitni energy hai
                  Zuhaib9988 Trading journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex per Hum itni mahant kyun karte hai ?

                    Yes dear ap nay sahe bat ki hay foex men ham jo mehnat kartay he sirf acha profit earn kanay kelye karnaty hen to hamen chaye kay ham acha aor quality wala kam karen kyn kay aismen bahot sy log kam kartay hen har koi kamyab hona chahta hay aor life men successful hona chahta hay to har ek members ek dosray say agay nikalnay kay chakar men laga huwa hay so hamen jetnay kely hard working karni ho ge. agar ham hard work ni karen gay to ham kamyab ni hon gay kisi bhi mehdan men jetnay kelye struggle karna must hota hay sor foex to phir international online business hy jis men sy kuch panay kelye struggle karna bahot he lazmi hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex per Hum itni mahant kyun karte hai ?

                      Pakistan forex forum world ka sab se best aur amazing online business hai. hum is mein without balance kay bhi account bana kar kam kar sakte hain aur is mein achi informative posting share kar acha bonus hasil kar sakte hain. hum is mein kam invest kay sath bhi bhut acha profit hasil kar sakte hain. humein is mein kamyab hone ky liye sirf basic knowledge ki zarort hoti hai. hum is mein kisi bhi time mein kam kar sakte hain aur mehnat se is mein kam kar kay achi earning hasil kar sakte hain. forex mein hum is liye itni mehnat karte hain kiun kay yeh humein humari mehnat ka phal bhut acha deta hai aur humein kabi mayus nahi karta hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex per Hum itni mahant kyun karte hai ?

                        g brother i m agreed with your point hardworking success k liya bohat zaroori hai agar hum life mai koi b kam harworking se seekhe ur phr practically wo kam perform kre to humy zaroor success milly gi in case humy koi loss b ho jae to humy us se seekhna chaiye ur next tym aisi ghalti repect krne se ijtinab kre
                        in short Hardworking is key of success.
                        Thanks alot.
                         

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X