Don't expect too much in beginning.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Don't expect too much in beginning.
    Ji han dear members Meri suggestions ke mutabik ekadam new trader form ko join karta hai to use chahie keval shuru mein apne bonus per aur Karen na ke jyada se jyada aaram karne mein kyunki shuru mein aap jyada earning nahin kar sakte aur aapko expectation bhi nahin rakhni chahie ke shuru mein jyada earning hogi kyunki shuru wala face aapka learning face hota hai jismein aap forex ko sikhate hain aur aapke earning bahut kam hoti hai jaise jaise time gujarta hai aap ismein maharath aasan kar lete hain aur aapki trading acchi Ho jaati hai
    ​BELIEVE IN YOURSELF!
    (Ahsan999)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Don't expect too much in beginning.

    hamy learning gain kar ky aik time tbale bana kar kam karna ho ga humis ma night mai be kam kar sakty hain hamy soch samj akr kam karna ho ga pher he hum gay bar saky gy hamy analyusis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamara acount band ho jy ga forex aik best bsuines hain
    • #3 Collapse

      Re: Don't expect too much in beginning.

      Raato Raat Amir hone ka Nahin sochana chahie balki ji koshish Karni chahie Kya Main is Vishay successful hone ke liye Jyada Se Jyada knowledge Aasan Kahta Hai Aap per sabse pahle focus Karen Pal Ki Awaz Na Lage Re focus Karen Jab aap ki awaz Suna Lage ho jaega Thode mein kaun sa tractor Se Jyada nahin hai agar aap sirf ek Mahina demo contact karte hain Karte Hain To aap kaun meeting karne Ke Kabil Ho Jaenge lekin Agar aapke hain kya pahle din se hi shuru kar denge To Aisa Nahin ho sakta ki aap se bahut jaldi moral Ho Kis Ko Chhod Jaenge to coffee Peene ke Kitchen
      • #4 Collapse

        Re: Don't expect too much in beginning.

        g han forex mn start mn kbi b aik dm ameer hony ka na sochen qatry qatry sy aik drum ko bharny jtna mindset rakhen to kbi b bra loss ni hoga r profit average behtr hogi aik acha trader kbi b zayda bra risk ni leta r market ko jtna acha analyse kr k trading kren gy to b boat behtr hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Don't expect too much in beginning.

          g han bhai jan ager ham mahnt kren gay to ham is main zroor begning main bhi acha profit hasil ker sakty hain.is k illawa ager ham strt main he mahnt kren gay to is main zroor ham achi earning lay sakty hain.ager ham strt main mahnt nhe kren gay to ham is main zroor achi kamybhi nhe kren gay balk ager ham tora bhot profit hasil hota hai to tab hmain chye k ham tora bhot proit hasil kernay main kamybhi hasil ker sakty hain.is k illawa ager ham zyda ki lalch kren gay to ham is main zroor nakm ho jain gay.
          • #6 Collapse

            Re: Don't expect too much in beginning.

            G bilkl theek baat ki apne hmen shoro shoro main trading ziada nai krni chaye time to time trading k samjh aa jati hy islie acha work kren r trading m jald bazi na kren
            • #7 Collapse

              Re: Don't expect too much in beginning.

              G bilkul thk kha apny strt main hmra learng proscce hota h to hm km k Bry main itna pta nhi hota h is liay hm expect b nhi krna cahahy k hmy zda bonus milyga q k tab hm Kam strt or rhy hoty h is liay jesy jesy hm km krty h sikhty h to hmy Acha bonus milta ah
              • #8 Collapse

                Re: Don't expect too much in beginning.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahsan999 پيغام ديکھيے
                Ji han dear members Meri suggestions ke mutabik ekadam new trader form ko join karta hai to use chahie keval shuru mein apne bonus per aur Karen na ke jyada se jyada aaram karne mein kyunki shuru mein aap jyada earning nahin kar sakte aur aapko expectation bhi nahin rakhni chahie ke shuru mein jyada earning hogi kyunki shuru wala face aapka learning face hota hai jismein aap forex ko sikhate hain aur aapke earning bahut kam hoti hai jaise jaise time gujarta hai aap ismein maharath aasan kar lete hain aur aapki trading acchi Ho jaati hai
                start making ki hamare pass experience nahin hota Ham knowledge nahin hota to hamare Jo post hote hain yard hote hain vah use level ki nahin hote to hamen expect bhi jyada nahin karna chahie agar Ham chahte Hain ki hamara achcha. Shayad isliye Ham vate karna hoga hamen learning to nahin hogi knowledge gained karni hogi aur jyada hamen learning per time Dena chahie to jab hamare pass experience aaega to vahi learning hamari kam aaegi aur FIR Ham Janna jyada expect kar sakte hain FIR hamara bonus bhi achcha jaega morning chacha ne ke liye learning Jo hai vah mast hai.
                سرکار
                • #9 Collapse

                  Re: Don't expect too much in beginning.

                  Start m trading ko smjhny m time lgaen market ko smjhen trend ko smjhn phr kam start krn r practice k bad he profit mily ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Don't expect too much in beginning.

                    apne kaam se kabhi nahi balke hmain apni mehnat se expect karna chahiye agar hmain acha knowledge hai aur hmain experience hai aur ham apne emotions ko control kar sakte hain to ham kameayb ho sakte hain agr ham aesa nahi kar sakte hain to ham earning bhi nahi kar sakte hain hmain loss ho ga is liye loss se bachne ke liye hmain kafi mehnat se kaam karna parta hai tab ham kameyab hota hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Don't expect too much in beginning.

                      G bilkul hamen forex trading start karte waqt apni expectations Kam rakhni chahie ta k lambe arse tak ham ye business continue kar payen Kam expectations hone se ham apne career ko behtar se behtr karne ki koshish me rehte hen to hamari progress achi hoti he aksar traders is lie nakaam hojate hen k wo shuru me ziada ki lalach me apni investment bhi ganwa dete hen Pak forum p kaam karne ki misal bhi isi tarah se he k newbies join hote hi yahan ziada bonus expect karne lagte hen jis ki wajah se wo quality work karna nahi Kar pate to is hisab se hamen thori expectations Kam rakhni chahie aur quality work par ziada mehnat karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Don't expect too much in beginning.

                        Aapki baat say mai totally agreed hun kay start mai beginning mai kafi be ziyada ki mat socho aisa naho kay aap zehan mai buhot baray target set kar kay aye ho start mai he aor jab wo Achieved naho tu disappointed hokar forex ko he choor do aapko sub kuch milega aap sub kuch achieve karogay lekan kuch time baad aisa nahe kay start mai he aapko sub kuch mil sakay
                        Zuhaib9988 Trading journal
                        https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Don't expect too much in beginning.

                          Greetings to you dear remember you quoted that a person should not expect too much in the start of anything I would like to contradict your opinion because according to my point of view Pakistan forex community is a place where we can earn what did we expect with our hard work and focus on our posts you are right that we must not expect too much but we we can create an image in our mind about our expectations through which we must make effort to reach them thanks thanks

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X