gold

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold
    Hello everyOne Gold market me trading jitni mehnat mangti h koi or nahi mangti pr is me profit b kam hi hota hai..jaha tk me ne suna hai..jitni tezi say currency ki moving hoti hai..Gold ki nhi hoti.. ziada tr traders Gold pr kam hi trading karte hain. Ye achi bt h. so everyone should trade on currency na k gold ...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    haha yeh kesay question hai dear brother kuch nahi hota hai sub kuch ik jesay howa karti hai buss only strategy change hai gold ki buss our bahot say log only ik hi strategy follow kartay hai jo currency par try kartay hai wahi
    • #3 Collapse

      Brother gold py trading thori different hoti hy or pr mere khiyaal main currency py jo trading hoti hy wo esy hoti hy or us main risk bhi kam hota hy
      • #4 Collapse

        Gold ki trading main profit buhat ziada hota hy lekan agar aap nay wrong planning kar di to loss bhi buhat ziada hota hy. Gold ki trading key leye aap key pas buhat ziada investment honi chaheye, because gold ki market buhat tezi sey up aur down ho jati hy, jis ki waja sey sara balance zaya ho jata hy. Jo log expert hotey hain ya professional hotey hain, woh gold ki trading main experience kartey hain.
        • #5 Collapse

          Gold market forex trading men sab say high volatile market hay.. Is men success itni asani say nahi milti.. Is men kamyaabi k liye ik high capital or high experrince and knowledge ka hona bohat zaroori hay..
          • #6 Collapse

            gold main up and down boht tezi se hota hay ise main trading k liye aik tu investment ziyada honi chayi ki you k ager is main profit ziyada hay tu loss behi aik dum sey boht ziyada ho jata hay main gold main behi choti lot ki trade karta hoon aur profit behi howa aur loss behi overall profit main giaya tha
            • #7 Collapse

              gold pe trading karna mjhe bhi kaafi pasand hai lekin gol pe trading kaafi risky hoti hai aur is mein trading karne se apko kloss bhi hosakta hai is liye ap currencies pe focus karen.
              • #8 Collapse

                har taroha kie trade ka ak time hota hoa aur us ka drust time py he trade karna hamry faidy maaain hota ha theoek time talash karin aur us main trade karin ta ky profit ho theek thak profit ho
                • #9 Collapse

                  gee haan bhai forex trading mein success ke lie hmein mhnt to krne he aur jo bhi pair ham ne trading mein lana he aur us mien order lagana he us ke ham ko ache trah se smjh ho ge phr us se hmein faida ho ga aur gold ke learning bhe hmein krne he aur us mein trading se fiada hota he
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    g bhai jaan ap theak k rahe ho gold per hum jitna b ziyada trading kare humay itna ziyada profit hasil nhe hota ha balke is mai humari trade agr humare against chali jati hai tw us per humay big loss k samna karna par jata hai bhot say aise loag hai jinhe gold per trading karne say un k acount b wash hochukay hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X