Emotional traders nakaam rehtay hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional traders nakaam rehtay hay
    Forex trading may emotional traders kabi bi kaamyab nai ho saktay hay. Forex trading ake bohut souch samajh kay kernay wala business hay jic may emotions say kaam laynay walay traders kabi bi axhi trading nai ker saktay hay aor na he kaamyab ho saktay hay. Emotions pay kaabu paa Kay he trading kerni chahiye. Emotional traders hamesha nakaam rehtay hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotional traders nakaam rehtay hay

    GTA memory aapane bilkul sahi kaha hai vo started Hamesha nakam rahte hainyah Mera bharti tajurba hai ki insan jab tak apne motion ko control mein nahin karta tab tak vah kamyab nahin rahata emotion Hamesha insan ko nuksan ki taraf Le jaate Hain aur bahut jyada panach create kar dete Hain Hamesha Forex trading ke andar kabhi bhi jazbaati nahin Hona chahie apne jajbat Ko control mein rakhna chahie aur 100 ke sanvidhan ke tahat aage badhana chahie aur takat Ko hasil karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Emotional traders nakaam rehtay hay

      اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
      Forex trading may emotional traders kabi bi kaamyab nai ho saktay hay. Forex trading ake bohut souch samajh kay kernay wala business hay jic may emotions say kaam laynay walay traders kabi bi axhi trading nai ker saktay hay aor na he kaamyab ho saktay hay. Emotions pay kaabu paa Kay he trading kerni chahiye. Emotional traders hamesha nakaam rehtay hay
      Agar Ham normal trade Karte Rahte Hain To Hamen profit bhi Hasil hota rahata hai aur loss bhi hota rahata hai lekin jo traders emotional hote hain to Jab Bhi Ham emotional hokar trade continue Karte Hain To Kabhi Bhi Hamen Achcha profit Hasil Nahin Hota balki Hamen loss Itna Jyada hota hai ki Hamara account he was ho jata hai isliye emotional trading se avoid karna chahie Taki Ham Bade Logon Se Bachkar Forex trade continue Karen aur kuchh profit Haasil Karte Rahen
      • #4 Collapse

        Re: Emotional traders nakaam rehtay hay

        Ji Hamare Pyare bhaiyon assalam walekum Forex trading business Mein yah Baat bilkul durust hai ki koi bhi business ya feel Hai jismein Hamen Usman hokar Karte Hain To Ham usmein nakam hi rahte hain Dulha diffraction grating Business mein kamyabi Hasil karne ke liye Mein sabun aur Lagan se varg ko kanton Mein Rakhna chahie aur ismein Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Taki Ham ismein Jyada Se Jyada profit aur bonus Hasil kar sake To Hamen emotional hokar work nahin karna chahie Taki Ham is male or Se Badhkar aur Jyada Se Jyada kamyabi Hasil kar Ve Kamyab trader Ban sake
        • #5 Collapse

          Re: Emotional traders nakaam rehtay hay

          dear g han ap ki bat sahee hay ismain jo bhi apnay ka ko emotional trader ki tahra karaty raha g woh is main kabhi bhi kanyb nahi ho sakta hay so is main ham ko chye k agar chay ham is main kamsa kam kam ko he q nah kia kaein per is main ham ko chye ho g k ham is main acahy say acha karaty raha kia eis main ham ko kabhi bhi jaldi main a ker k trdae ko close nahi karna ho g is main ham ko market ki conditrion ko ahay say assess karnay k bad main he trade ko open karty rahnay ki try karty rahna ho g is main .
          • #6 Collapse

            Re: Emotional traders nakaam rehtay hay

            Forex men hamen fresh ho kar kam karna chhaya kun kay agar hum forex men achy tarah say kamyaby hasil karna chahty hain tu hamen as men lalach say nahin balkeh hamen as men bahut himat kay sath kam karna chahyea kun kay forex men hum apny marzy kay sath kam karty hain
            • #7 Collapse

              Re: Emotional traders nakaam rehtay hay

              Forex trading mein hamen apne emotional mind ke sath trading nahin karni chahie jisse forex main ham achi trading nahin kar sakte aur forex mein hum nakam ho sakte hain aur hamari puri mehnat waste ho sakti hai kyunki forex mein kamyabi hasil karne ke liye fresh aur active mind ka hona bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen trading sabar ke sath karni chahie jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex mein hum jald hi kamyab ho sakt hain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Emotional traders nakaam rehtay hay

                Aise log jo emotions Mein Aakar trading karte hain emotional Trader Kahate Hain aur Aise trader kabhi bhi successful trader Nahin Ban Sakte Kyunki yah log imotions Mein Aakar Apna Sara Paisa aur apni sari mehnat West kar dete Hain Hamen chahie ki Ham acchi mehnat se work Karen aur Jyada Se Jyada acchi quality ka work Karen Kyunki Hamari mehnat jitne Jyada Hogi Hamen utna profit Bhi Jyada Hoga Aur Is Tarah Hamen trading karte hue successful trader ka naam milega

                اب آن لائن

                Working...
                X