Assalam walekum dear friend Forex ne hamari sabse pahle kamyabi acha bonus hasil Karna hai Jab Ham achcha bonus kar lete hain to Ham acchi aur successful trading kar sakte hain Kiun ky Jab hamara account balance zyada hota hai tumhara bonus zyadada hota hai to uske mutabik ki Ham acchi aur successful trading kar sakte hain kyunki trading karte hue money management Ka hona bahut zyada zaruri hota hai Jab Ham money management ko ignore karte hain money management ko follow nahin karte to Ham kabhi bhi acchi aur successful trading nahin kar sakte agar achi aur successful trading karni hai to sabse pahle acha bonus jama karna hoga tab hi acha profit hasil kar sakte hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим