Market ko analysis kerne k liye keya zarori hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko analysis kerne k liye keya zarori hai?
    Brothers Agar aapko market analysis karni hai to aapke pass experience Hona bahut jaruri hai aapko market movement ko subah Jana Hota Hai Tabhi market ko analysis Kiya Ja sakta hai Hamen chahie ki ham small lot size ka use Karen aur in pairs per Jyada trading Karen Jinka hamare pass Jyada experience Ho
    ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko analysis kerne k liye keya zarori hai?

    Markete main analuse kerny k different methods use kiye jaty hain is main ham ager analyse k dono methods ko jesy k technical and fundamental analyse kerna janty hain to ham boht successfully yahan per trend ko find ker k successfully trading ker k apni trade se acha prfit bhi hasil ker sakty hain analyse ka strong hona bahut matter karta hai isi base per yahan se achi earning kerna mimmkin hai
    • #3 Collapse

      Re: Market ko analysis kerne k liye keya zarori hai?

      Forex trading men kamyabi hasil karnay k liay market ka anaylsis karen aur phir news aur signals check karen aur phir trading chart se zaroor help len aur market trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se trade open karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Market ko analysis kerne k liye keya zarori hai?

        Ji bilkul market ko analysis karna bahut important hota hai market Ko Jab Ham mehnat se analysis karte hain tab Ham market Mein successful hote hain trader ko chahie ki vah Hamesha analysis pahle Kare Uske bad trade open Karen Kyunki Jab Ham market ko sahi se dekh kar technical fundamental sentimental analysis Karte Hain To Hamen bahut jyada fayda hota hai successful trader Hamesha Apne analysis Karta Hai vah Kisi Aur Ke Upar depend Nahin rahata market Mein sabse Jyada jarurat ine chijon ki Hoti Hai Jiske Upar focus Har koi nahin karta lekin jo focus Karta Hai vah Jarur Kamyab hota hai aur learning ki vajah Se Hi Ham earning karne mein kamyabi Hasil Karte Hain
        • #5 Collapse

          Re: Market ko analysis kerne k liye keya zarori hai?

          market main analysis karny ky lea ap ky pas achi achi strategy ka hona bohut zrori hai kyon ky jitni achi ap ki strategy ho ge ap ko forex main utna he acha prrofit mily ga is lea ap ko forex marekt main order lgany say pehly achi tara say analysis karny hon gay phir he ap is market main achi tara say analysis kar sakty hain aur is main acha margin la sakty hain,.
          • #6 Collapse

            Re: Market ko analysis kerne k liye keya zarori hai?

            There are two types of analysis first one is technical analysis and second one is fundamental analysis to jo bhe log is amin kam sahe tarah se karte hain wo is main utna he kamayb bhe ho he jate ain to is liye tamam logon ko cahiye ke wo is amin mehnat karen sahe tarah se take wo is amin kamayb bhe ho saken or ailk ache trader bhe ban sakne tab he to wo is amin kamayb bhe ho sakte hain or is tarah se wo aik ache trader bhe abn he jate hain to hamne bhe cahiye ke hum bhe is amin sahe tarah se kam kar ke he is main ache trading kiya karen take hum is main success bhe hasil kar saken or ache tarah se market ko analyze kar saken
            • #7 Collapse

              Re: Market ko analysis kerne k liye keya zarori hai?

              Market ko ache tareeqy sy analyse krne k lye zaroori hy k apki anaylsis skill behter ho isko behtar krne kye lazmi hy k ap forex k bary mn zyada sy zyada knowledge aur experience gain kren aur forex mn knowledge hasil krne k lye kabhi koi shortcut istemal na kren aur proper way sy work kren aur forex ko pori tarah learn krni ki kosish kren gy tu ap ak din zarur ache analyist ban jae gy aur market ko better way mn predict kr k more profit hasil kr pae gy forex sy behter online koi aur business ni so keep working on forex
              • #8 Collapse

                Re: Market ko analysis kerne k liye keya zarori hai?

                agar humain ews main achay say market ko analyse kurna hai to es kay liyay yeh bht zyada zrori hai keh humaaray pas achaa sa experience hooo agr humaray pas achaa sa experience ho gaa to es kay bad huj acha sa kama kur gaay or es kay sath sath achay say exprience kay sath he hum achay say analsis kur pay gaaay to es liyay humain es main apna best kam kurna chahiyay or es kay sath sat humain es maain kayab ho kur achi earning gain kurni chahiyay
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko analysis kerne k liye keya zarori hai?

                  Forex tradin mein humein market ko analysis karne kay liye humare pass ache knowledge aur ache experience ka hona bhut zarori hai.jo log market mein analysis karna jante hain wo kabi loss ka shekar nahi hote hain. jab market mein humare analysis strong hon gye to humein acha khasa profit mil jaye ga. humein market ki position ko dekh kar soch samjh kar trading mein order lagane chahiye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko analysis kerne k liye keya zarori hai?

                    Market ko analysis ker na k liy humary pass knowledge strong ho ar information good ho ni chiy analysis k liy hum ko news ka path ho na chiy agr hum ko us business analysis ka experience hota hy to bhi hum ko kamyabhi gain ho sakti hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko analysis kerne k liye keya zarori hai?

                      market joke is jyada senior se members in Secretary ke bare me information li jaaye to vah yahi kahate Hain ki yah aapki exchange business ka ek acchi si toos aur difference countries ka ek achcha sa group hota hai jiske andar vah mukhtalif exchange aur businessman expert tricks and hardworking kar rahe hote hain unki hard work aur mehnat ki vajah se hua jitna jyada acche knowledge kesari kaun karte rahte hain to bhi hua uske andar achcha se fayda bhi hasil kar sakte hain jab tak vah apni ek Sikh uske sath work nahin karenge to usko acche se fayda bhi nahin milega is dauran jab vah market Kanda work karne ke liye koi bhi new step lete Hain to uske andar unko risk ya koi bhi a legal work ke sath Kam nahin karna chahie jitna jyada work uska sequence ke sath achi si team ke sath achi si math ke sath hoga to fir vah se acche se dollar, nahin kar sakte hain isliye hamen chahie agar iske andar investment karna hai to pahle acchi chat voice ke sath acche profit ke sath karna chahie tha kya mere chacha dabhi hasil kar sakte careful working always give you careful bonus and your account is very very safe in them.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko analysis kerne k liye keya zarori hai?

                        Assalam walekum dear friend market mein inter hone ki kuch rules hote Hain kuch opportunity hoti hain jinko follow karna hamari responsibility banti hai agar Ham market ko analysis karna chahte hain analyses ko learn karna chahte hain apne strong karna chahte hain to hamen sabse pahle demo account ka use karna hoga demo account per practis Karni hogi kyunki Jab Ham dam account per practis karte Hain to Ham real mein acche aur successful trader bankar acha profit hasil kar sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X