dear friend forex trading main kamiyab ho na hain or achi earning karni hain to jald bazi or tuky ky sath trading bilkul na karin jald bazi or tuky ky sath trading karin gy to ap ko loss ho ga or ap ka acount wash ho sakta hain is liye kamiyab ho na hain or achi earning karni hain to market ko achi tarah analiyses kar ky trading karin suber ky sath ta ky ap achi earning kar ssky or kamiyab yrader ban saky
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим