Loss mein trade close karne ka anjam kiya hota hai?? Kiya humen karna chaiye aesa yah
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss mein trade close karne ka anjam kiya hota hai?? Kiya humen karna chaiye aesa

    Yah market ke situation per depend karta hai agar aap samajhte hain ki market recover nahi kare ge to behtar hai kya apne trade thora nuksan mein close kar den lekin agar koi chance Ho k market recover kar jayegi to phir aapko chahie kya aap thoda patience rakhen aur market ki movement ka wait krn ho skta hy market profit mn a jae.humein kabhi loss mn trade close krna par jae tu humein pershan bilkul nahi hona chye kiun profit aur loss dono business ka hisa hy humein loss k cause ko remove krne k lye zaroor work krna chye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss mein trade close karne ka anjam kiya hota hai?? Kiya humen karna chaiye aesa

      Loss main trade ko close nai krna chaye is se hmen loss ho jata hy r hmra account bhi ban is ho skta hy
      • #18 Collapse

        Re: Loss mein trade close karne ka anjam kiya hota hai?? Kiya humen karna chaiye aesa

        yes dear 100% right kaha apne loss main agar trade ko closs kar de tu loss baar baar hota hain jis say account wash ho jata hain forex ka busniess bhot he trusted hain is main kaam karne k liye bhot hard work ki need hain hard work kar k he sucess milti hain baar baar apni trade ko closs karne say bhto c opportunity miss kar skte hain isliye kaam karne k liye b haar trader ko hard work ki need hian jo b hard work karta hai usy benefit must milta hain trading k liye daily work karna parta hain jo daily work karta hian usy lot of opportunitymil jati hain regular kaam krna sab say best hain dear
        ​Sadaf Khan
        • #19 Collapse

          Re: Loss mein trade close karne ka anjam kiya hota hai?? Kiya humen karna chaiye aesa

          ASSALAM O ALIAKAUM dear friend hamen kabhi bhi apni trade ko loss mein close nahin karna chahie agar aisa karte Hain to fir hamen recovery karni padati hai isase behtar hai to account was Ho jaaye kyunki recovery karna bahut hi zyada mushkil hota hai hamen kabhi bhi aisi trading nahin Karni chahie jisko last mein close karna pade agar Ham reading kar rahe hain to hamen apne senior member ko follow karte hue trading Karni chahie
          • #20 Collapse

            Re: Loss mein trade close karne ka anjam kiya hota hai?? Kiya humen karna chaiye aesa

            Loss mein trade close krnay se arf apka nuqsan he hota hai. But apko yad rkhna chaheye k jab bhe ap ka nuqsan ho tu yad rkhen k kis point pe ap ne ghalti ki. Is se ye faida hoga k ap next time wo ghalti ni kren gay. Dosri bat ye k ap apni trades mein stop loss ka istamal krna na choren. Is se apka account wash hone se bacha rehta hai.
            • #21 Collapse

              Re: Loss mein trade close karne ka anjam kiya hota hai?? Kiya humen karna chaiye aesa

              Hamen market Mein strong points dhundhne chahie Jahan se market divorce ho aur wahan se Hamen Jyada last Bhi Na Bane Agar Ham trading kar rahe ho To Hamen Apna loss fix kar lena chahie ki agar market is point Se Wapas Aati Hai To Hamen vahan se a Itna loss ho sakta hai Ham Apna Jab loss fix kar lete hain aur stoploss use karte hain To yakin Ham Jyada loss nahin kar paate aur Hamari Aadat trade profit Mein Jaati Hain isliye Hamesha acchi entry Ka vate Karna chahie aur acchi trading Karni chahie Taki Hamen Achcha profit Hasil ho sake
              • #22 Collapse

                Re: Loss mein trade close karne ka anjam kiya hota hai?? Kiya humen karna chaiye aesa

                Losss mae trade close krne ka injam apko loss hota he apka account bhe wash ho skta he agar ap nae loss mae trade close ki to apko khayal rekhna chage
                • #23 Collapse

                  Re: Loss mein trade close karne ka anjam kiya hota hai?? Kiya humen karna chaiye aesa

                  agar hum sub nay forex busniss may acha profit hasil karna hay to hame apni treding may loss honay ki sorat may kabhe bhe close nahe karna hay. agar karna hay to sirf aor sirf saber karna hay. q n ke jo treads loss may chal rahi hote hay wo zaror profit may bhe aati hay lakin us kay liye aap ko bhut ziada saber karna parta hay. tub aap kamyab ho sakte hay.aor acha profit bhe bana sakte hay.
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss mein trade close karne ka anjam kiya hota hai?? Kiya humen karna chaiye aesa

                    Hello friend kaise ho trade close karne ka sabse bada aapko yah hai loss ke aapka account watch ho sakta hai dekhen agar aapke pass achcha bonus nahin hai aur aap FIR trade co loss mein close karte ho to yah hoga ki aapko aapka kaun ho sakte hain lekin aap dekhiae agar aapke account mein achcha bonus padayani balance achcha hai apke kaun sa aur aapki trade laws mein ja rahi hai jyada loss ho raha hai to koshish Kiya karenge band karne mein koi chhu nahin hai lekin agar aap dekhen aapke account mein balance hi nahin hai to kabhi bhi losman trade co close na Karen kya pata agale hi pal aapki trade profit mein chali jaaye kyunki market ka koi kuchh nahin Bata sakta ki ismein kya kuchh hoga agale ek second mein 2 second mein kya ho jaega Koi kuchh nahin Bata sakta
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss mein trade close karne ka anjam kiya hota hai?? Kiya humen karna chaiye aesa

                      Loss me trading ko close ni karna chaye q K ap hemat har jaty hn lykin apko asa ni karna chaye bulk Hard work sy kam karna chaye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss mein trade close karne ka anjam kiya hota hai?? Kiya humen karna chaiye aesa

                        Mere khyal se hamen chahie ki ham log apna take profit aur stop plus adjust kar de aur uske mutabik trade ko takat ko hit karne de agar log aisa nahin karenge aur scalping ki taraf chale jaenge yani Ham trade open karne ke bad jab hamara Dil karega exit kar jaenge to yah hamare liye beneficial nahin hoga kyunki hamen acchi perfect Tula se shuru nahin milegi aur jab tak insan ko acchi proper patola station na mile to bar stock exchange market mein kabhi bhi apne account ko grow nahin kar sakta aur accha perfect hasil nahin kar sakta isliye jaruri hai kya gham luxurious lifestyle hasil karna chahte hain aur acche nahin karna chahte hain to hamen chahie ki ham log apni profit loss deshon ko maintain rakhen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X