Asan alfaz ka istamal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Asan alfaz ka istamal
    Dosto ap jab post krty ho to language ka istamal sahi raky ya asan honi chya keo ka ap jatny asan alfaz use kro gy bki sab ka liya samajna asan ho ga muskil alfaz say sab ka liya samajana mushkil ho jata hai jatna asan ho gi itna samajna asan ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Asan alfaz ka istamal

    G bilkul aapane theek kaha hai ahsaan vikas ka chunav aur information post hamesha aapko like bhi degi aur uske bad aap kabhi bhi aaega Ham sab Khushi Karen ki ek to arsenal fans ke chunav Karen aur mushkil alfaaz na Karen sidhi aur sada Urdu likhenge to logon ko samajh bhi a jayegi aur new trader to bahut aasani se samajh mein a jayegi trading nahin vaise bhi kafi difficulties hai agar Ham isko isliye apni jaban mein share karenge to new member ke liye aasani hogi aur unke liye problem kam honge to aapane bilkul theek kaha arsenal pass mein likhna trader ki acchi nahin hai aur har member ko chahie ke pass ka chunav Karen.
    • #3 Collapse

      Re: Asan alfaz ka istamal

      Asaan ilfaaz ka istamal apki post ko behtareen bana deta hai junior member bhi forex ko sahi samjh let's hai jis se woh asaani ke saath knowledge gain Kar sakta hai is liey hamesha forex me acha work Karo taa keh achi earning mumkin hoo sake.
      • #4 Collapse

        Re: Asan alfaz ka istamal

        اصل پيغام ارسال کردہ از: bashi پيغام ديکھيے
        Dosto ap jab post krty ho to language ka istamal sahi raky ya asan honi chya keo ka ap jatny asan alfaz use kro gy bki sab ka liya samajna asan ho ga muskil alfaz say sab ka liya samajana mushkil ho jata hai jatna asan ho gi itna samajna asan ho ga
        pak forex forum k ander thread post karty hain ya reply post karty hain tu hum ko os main asan alfaz ka istamal karna chahie hai prhny waly ko asani hu Pakistan forex forum per agar Ham ek achcha bonus hsil karna chahte hain to hum ko chahi ki Ham rules ke mutabik kam Kren post ki quality ko behtar se behtar banaen agr hamari post ki quality acchi hogi to hamen achcha bonus milega
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge
        • #5 Collapse

          Re: Asan alfaz ka istamal

          dear pak forum main hamaray liey sab say achi baat yeh hay k iska intekhaab hamaray liye urdu ka kia gaya hay jis main hamain asaan alfaaaz ka use karnay say kuch aisay bhi members hain jinki englise week hoty hay to unko bhi samjh ajayege jis say ham sab ko bahut ziada faida mil sakta hay aur saths ath har kisi ko bhi acha faida mils akta hay is liye hamain har aik post ko asaan tareekay say share akrna chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Asan alfaz ka istamal

            اصل پيغام ارسال کردہ از: bashi پيغام ديکھيے
            Dosto ap jab post krty ho to language ka istamal sahi raky ya asan honi chya keo ka ap jatny asan alfaz use kro gy bki sab ka liya samajna asan ho ga muskil alfaz say sab ka liya samajana mushkil ho jata hai jatna asan ho gi itna samajna asan ho ga
            hamen chahie ki jab bhi Ham Koi red lagaya post Karen to hamen arsenal fans ko istemal karna chahie Taki har ek ko isliye samajh sake iske alava hamen chahie ki jab bhi agar Ham trade lagaen tu Jo hamara title hai to usi title kha ke mutabik hamen explain karna hai hamari explanation Is tarah honi chahie kya alfaaz alfaaz mein ho aur har Kisi ko isliye samajh mein a sake Is tarah hamara post jo hai na vah quality wala post hoga aur hamen jyada bonus milega.
            سرکار
            • #7 Collapse

              Re: Asan alfaz ka istamal

              G bilkul asan alfaz istmal krny chae lken forex ma much words is sy related hoty jis waja sy kuch smjh nahi ati lken jesy. Jesy hm post parn by kaam krn by hmy smajh a jae GI is main koi preshani wali bat nae hy bs smjhny ki bat hy.
              • #8 Collapse

                Re: Asan alfaz ka istamal

                اصل پيغام ارسال کردہ از: bashi پيغام ديکھيے
                Dosto ap jab post krty ho to language ka istamal sahi raky ya asan honi chya keo ka ap jatny asan alfaz use kro gy bki sab ka liya samajna asan ho ga muskil alfaz say sab ka liya samajana mushkil ho jata hai jatna asan ho gi itna samajna asan ho ga
                ham jo bhi post aur tread karte hain to uska maksad yah hota hai ki ham dusre logon ko batate hain aur vah unse kuchh sikhate hain vah aur thread ka aasan tarika Hona chahie difficult Nahin Hona chahie aasan Hona chahie ke samne Wale ko samajh jaaye aur aap acchi khasi bonus Bihar sarkar sakte hain aapko accha bonus mil jaega aur samne wale ka kam ho jaega vah kuchh Na kuchh Sikh jaega.....♥️♥️♥️♥️
                ​"Try try again until you succeed"
                • #9 Collapse

                  Re: Asan alfaz ka istamal

                  Dear ahsaan vikas ka chunav aur facts submit hamesha aapko like bhi degi aur uske horrific aap kabhi bhi aaega Ham sab Khushi Karen ki ek to arsenal followers ke chunav Karen aur mushkil alfaaz na Karen sidhi aur sada Urdu likhenge to logon ko samajh bhi a jayegi aur new trader to bahut aasani se samajh mein a jayegi buying and selling nahin vaise bhi kafi difficulties hai agar Ham isko isliye apni jaban mein share karenge to new member ke liye aasani hogi aur unke liye hassle kam honge to aapane bilkul theek kaha arsenal omit mein likhna trader ki acchi nahin hai aur har member ko chahie ke pass ka chunav Karen. is me hamye senior logo kop samjhny ka muaqa melta hy ur is post ko ziyda read krty hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Asan alfaz ka istamal

                    forum per kam karte hue members ko is tarah se Kam karna chahie ki unke kam ki vajah se kisi bhi member ko mushkil Na Ho aur is tarah se Kam karna chahie ki members ko kam karne mein aasani bhi mil jaaye aur is tarah se Kam karna chahie ki har EK member ke liye Baki aur members ko usse help mil jaaye kyunki jab members is tarah se kaam karte hain to yahi vajah hai ki unke kam ki vajah se Baki aur Junior member ko bhi kafi jyada help mil jaati hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Asan alfaz ka istamal

                      dear friends ham forex me postain krty hy tu hamye asan alfa use krny chahioye jis me juniors ko samjh a sky yeh mujhe kiya kahe rha hy jis sy who post ko read kr ky is ka jwb d sky gy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Asan alfaz ka istamal

                        G post main asaan ilfaz ka istemaal hota hai ta Kay parnay wala b aram say par sakay
                        • #13 Collapse

                          Re: Asan alfaz ka istamal

                          G han bht achi bat kahi apny hmein asi wording use krni chye jo convenient ho or sbko easily smj aye sb easily usy understand kr skein or apni suggestion dy skein kbi b tough ya asi wording use na krein jo kisi ko smj na aye or apko reply na krein easy way m kam krein best and simple and informative work krein jo understand kr skein sb..
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Asan alfaz ka istamal

                            Acha point highlight kea ha ap nay hamin post ya thread creat krtay wqt asan zuban ka estamal krna chaheay kyun k forex trading jo log abi seekh rahay hain aur fourm k sath in touch hain to unhain asani say samjh a jaye kyun k forex mn agr hum mushkil terms use krain gay to new anay walay members k leay mushkilat hon gi lehaza hum sb ko chajcha k jo bhi thread ya post krain us mn asaan aur munasib alfaz ka chunao hona chaheay. Jitni language simple aur sada ho gi log rply aur comnecom bhi ziyada krain gay to ic hmawalay say hamin ic bat ka khas khayl rakhna ho ga k language simple ho.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X