aghr loss ka dar hai tu kbhi trade na karen.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aghr loss ka dar hai tu kbhi trade na karen.....
    my dear friends forex trading main boht se traders jub apni trade lgaty hain tu wo dar dar kar apna order lgaty hain jis se un ko dar hota hai k hmain loss na ho jay jub k loss hony ki sub se bari wjah yahi hoti hai q k jub wo trade ko dar kar lgaengy tu wo khud he koi na koi galti kar jaengy jis se un ko loss ho jay ga or wo confuse ho kar nakam ho jaengy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aghr loss ka dar hai tu kbhi trade na karen.....

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men her waqt market profit denay ki position men nhi hoti iss liay loss karnay se behtr hey wait karen aur jab market profit denay ki position men ho uss waqt apnay balance aur experience k hisab se trade open karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: aghr loss ka dar hai tu kbhi trade na karen.....

      اصل پيغام ارسال کردہ از: zainuddin پيغام ديکھيے
      my dear friends forex trading main boht se traders jub apni trade lgaty hain tu wo dar dar kar apna order lgaty hain jis se un ko dar hota hai k hmain loss na ho jay jub k loss hony ki sub se bari wjah yahi hoti hai q k jub wo trade ko dar kar lgaengy tu wo khud he koi na koi galti kar jaengy jis se un ko loss ho jay ga or wo confuse ho kar nakam ho jaengy
      agar Ham loss se darte Hain to Ham kabhi forex trading nahin kar sakte hain kyunki forex trading ek aisa business hai jis mein hamen profit ke sath sath loss kabhi samna karna padta hai agar ham loss ka samna nahin kar sakte hain to fir Ham ismein work nahin kar sakte hain forex trading ek aisa business hai jisme Ham thodi si investment se ek Bada profit hasil kar sakte hain yah ek legal business hai ismein Ham apni marji ka time table banakar is market mein Ham kam kar sakte hain ismein Ham din mein bhi kam kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: aghr loss ka dar hai tu kbhi trade na karen.....

        Aap ko chahiye ap trade na karo agr loss se darr hay tou kamyabi mil skti hai to forex ko mushkil nhi smjhna chahye q k ye ek asan kam hai agr ap ny forex main apna koi b experience hasil kiye bgair business kia to ap ka loss hai pehle log is ko mushkil smjhte hain lakin jab is ki complete smjh hasil kr lyte hain to simple ho jata hai kam.
        • #5 Collapse

          Re: aghr loss ka dar hai tu kbhi trade na karen.....

          dear forex main ju dar ky kam karta hai wo kabhi bhi forex main kamyab nahi ho sakta hai kyon ky us ka dar he forex main us ko agy nahi bharny diata ha aur na he is main riks lainy daita hai aur ye business ka rules hai ky ager ham business main risk nahi lain gay tu ham business main kabhi bhi profit aur loss nahi kar sakty hain aur na he ap apni life ko change kar skaty hain.
          • #6 Collapse

            Re: aghr loss ka dar hai tu kbhi trade na karen.....

            Forex form mein aapko market analyse karna na chahie uske bad trade lagale agar aapko market analyse karna nahin aata to apni senior se rabta karle senior ki post padhakar unko follow Karen senior se gadle Karen is tarah aapko market ke bare mein jankari hogi news channel Kar bhi bahut jyada role hota hai trading main to jawab trading lagana chahe aur aapko Lage ki aap ki trading mein loss ho sakti hai to koshish karen aisi jagah per trade na lagaen kyunki aap ko nuksan uthana pad sakta hai shak per kabhi bhi aap apna Paisa Na Lage
            • #7 Collapse

              Re: aghr loss ka dar hai tu kbhi trade na karen.....

              G bilkul ap ne sahi kaha hai forex trading mein humare loss ki sab se bari waja yeh hai kay hum dar dar kar trade open karte hain. jab hum trading karte hoe dar dar kam karte hain to hum koi na koi aesi galti kar jate hain jo humare nuksan ki waja ban jati hai. isi liye humein trading mein confuse nahi hona chahiye balkay pore confidence kay sath trading karni chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: aghr loss ka dar hai tu kbhi trade na karen.....

                dear triend g han ap ki baat bilkul sahi hain loss sy gabrana nhi chahey loss business oa hissa hain loss or profit business ka hissa hain loss ho ny sy parhsan ho gy to achi earning nhi kar saky gy is liye forex trading main achi earning karni hain or kamiyab trader bana hain to risk lana party ka is liye risk ly gy or achi earning kar saky gy or kamiyab trad3r ban sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: aghr loss ka dar hai tu kbhi trade na karen.....

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: zainuddin پيغام ديکھيے
                  my dear friends forex trading main boht se traders jub apni trade lgaty hain tu wo dar dar kar apna order lgaty hain jis se un ko dar hota hai k hmain loss na ho jay jub k loss hony ki sub se bari wjah yahi hoti hai q k jub wo trade ko dar kar lgaengy tu wo khud he koi na koi galti kar jaengy jis se un ko loss ho jay ga or wo confuse ho kar nakam ho jaengy
                  bhi ho sakta hai aur profit bhi ho sakta.
                  سرکار
                  • #10 Collapse

                    Re: aghr loss ka dar hai tu kbhi trade na karen.....

                    Dear friends mary khyal say ap glat suggestion day rhy hain loss kay dar say agr trade chor di to phr to hmasha kay liy chorni par jay ga kuin business hota hi whi hay jis main loss ka b dar hota hay asa koi business nai hay jis main loss ka dar na ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: aghr loss ka dar hai tu kbhi trade na karen.....

                      Right. Dost ap thek khete hain ke dar ker trade nai lagani chaiye hay q ke dar ker lagai hui trade me 99% confirm hay ke loss hoga q ke trader dara howa hay or wo man chuka hay ke loss hoga aise me wo trade handle ya ssi waqt per acha faisla nai kar skte hain.
                      Lekein mera ye bhi manna hay ke start me loss ka ya trade open krte waqt uske loss me jane ka dar hota hay or aishta aishta waqt ke sath sath banda addi hojata hay or wo mentally tou per loss ke liye ready rehte howe apni concentration profit lene ki taraf lejata hay. Kheir ye tu ke jo waqt or tajurba seekhata hay wo koi nai seekha sakta hay.
                      # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: aghr loss ka dar hai tu kbhi trade na karen.....

                        Agar Aapke Dil Mein Kisi chij ka form Bhar Jata Hai To kabhi bhi aap use chij ke jarie fayda Hasil nahin kar sakte isiliye agar aap ko trade ka yah Dar a jata hai to aap kabhi bhi vote rate na Karen Kyunki aap use Dar Ki vajah se Cypress Faisla nahin kar Payenge aur nuksan ki taraf Chale Jaenge aapko trade tabhi Karni chahie Jab Aapke Dil Mein Yakub Paida Na Ho aur aap sahi tarah se Faisla Karke trade Karen Taki Achcha fayda

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X