Learning, Focus, Practice and then earning
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning, Focus, Practice and then earning
    Dear forex friends agar forex trading k business me kamyab hona chahtay hain to phir pehlay learning karen focus kar k kam pay and phir practice karen tab hi achi earning ho sakay gi otherwise forex market main kamyab hona itna aasan ni hay learning and practice bohat important cheezen hen forex market me kamyabi hasil krny k liay
    If you work hard no body can stop you from success
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning, Focus, Practice and then earning

    g han dear ap ny bilkul sahi kaha hai forex main learning or knowledge ki boht ahmiyat hai jis main hum forex ko achi trha se smjh kar os main trading kar k kamyab ho skty hain knowledge ki base par trading karny se hmain loss kam se kam hota hai forex main kamyab hony k liye hmain learning k bad practice par focus krna hoga q k jub ap learning kar lety hain tu osk bad apko sochna hoga k humain es ki practice kar k pta chlana chahye k hum ny es ki achi learning ki hai k nahi tab ap forex main kamyab ho kar achi earning hasil kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Learning, Focus, Practice and then earning

      Ji han forex business mein kamiyabi chahie to learning per focus dena hoga aur learning krne hogie aur demo per practice krne hogie jitna jiyadeh focus aap apne learning per dogie utna he accha aap ko knowledge aur experience hoga aur har ek trader aapne knowledge ke base per profit gain krta hai jitna jiyadeh knowledge utna he accha profit aap forex se haisl karenge learning per jiyadeh se jiyadeh focus dain aur forex ke kam ko sekhen achi tarah mehnat karen aur aapna sara focus kam krne mein dain tb ja kr aap kamiyabi hasil kr payenge
      • #4 Collapse

        Re: Learning, Focus, Practice and then earning

        Jb AP forex fourm ma learning kro ga achi tu knowledge or experience acha hasil kro ga demo account pr practice kr ka trading kro ga tu PR AP kamyab bi hon ga or earning bi ho gi is kia forex m learning kro ga tu earning ho gi
        • #5 Collapse

          Re: Learning, Focus, Practice and then earning

          hamy learning gain kar kay ik time tbale bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty han ti hamra account band ho jy ga hum is mai agar kam karty howe koi mistake kar dety hain ti hamraa account band ho jy ga isma hamar akoi be boss nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Learning, Focus, Practice and then earning

            Ji haan hamine apni lerning pe focus krna chahye aur is se expreance banana chahy phir ap jo jab experience hota hai to bhut kamyab rhty hin
            .
            :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
            • #7 Collapse

              Re: Learning, Focus, Practice and then earning

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Shaqi568 پيغام ديکھيے
              Dear forex friends agar forex trading k business me kamyab hona chahtay hain to phir pehlay learning karen focus kar k kam pay and phir practice karen tab hi achi earning ho sakay gi otherwise forex market main kamyab hona itna aasan ni hay learning and practice bohat important cheezen hen forex market me kamyabi hasil krny k liay
              agar forex trading mein Ham success hona chahte hain aur yahan se ek acchi earning karna chahte hain to hamen sabse pahle forex trading ki learning karni hogi learning ke upar focus karna hoga jab Ham forex trading co achchi trha se Sikh lete hain aur uske bad hamen forex trading ke upar ek time table banakar aur apna ek target set karke kam karna hoga is tarah Ham yahan per success ho sakte hain aur ek accha profit yahan se aasan per rakh sakte hain ismein Ham kisi bhi waqt apni Marzi ka time table banakar kam kar sakte hain ismein hamara Koi bojh nahin hota
              • #8 Collapse

                Re: Learning, Focus, Practice and then earning

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Shaqi568 پيغام ديکھيے
                Dear forex friends agar forex trading k business me kamyab hona chahtay hain to phir pehlay learning karen focus kar k kam pay and phir practice karen tab hi achi earning ho sakay gi otherwise forex market main kamyab hona itna aasan ni hay learning and practice bohat important cheezen hen forex market me kamyabi hasil krny k liay
                Yes jab ham koi kam karte Hain aur is per ful focus rahata hai to vah Kam bahut achcha ho jata hai ab Jo log Forex day kam karna chahte hain vah baghel focus ke learning ke kam karte Hain to unko nuksan ho sakta hai jaruri Nahin ki unko nuksan ho lekin chances Uske a bahut jyada hote Hain isliye zaroori hai ki ham apni a kam per focus Karen apni seniors ke kam per focus Karen in follow Karen aur demo account per jyada work Karen unko analyse Karen unse sikhe inko observation mein rakhen ham acchi earning kar sakte hain.
                Your limitationit’s only your imagination.
                • #9 Collapse

                  Re: Learning, Focus, Practice and then earning

                  G han apki bat bilkul sahi hai humein forex mein successful hone kay liye sab se phele learning karni chahiye. jab hum forex ko ache se learn kar lein gey phir is mein humein focus kar kay kam karna hoga. agar hum ache se is mein practice kar kay kam karen gey to humein bhut achi earning hasil hogi.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning, Focus, Practice and then earning

                    yes dear forex main ap jitni achi learning ho gee ap ko is business main utna he acha experience mil saky ga jis say ap is market main achi tara say earning kar skaty hain is lea ap ko is business main kam hony ky lea achi tara say experience hasil karna ho ga phir he ap is business main kamyab ho kar achi achi output lay sakty hain aur apni life ko change kar skaty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X