Long term trading kis wja sa kamiyab h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long term trading kis wja sa kamiyab h
    Long term trading kis wja sa kamiyab h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Long term trading kis wja sa kamiyab h

    Dear Agar Ham long term trading kar le Agar hamare pass Achcha experience hai aur ham market ko Dekhte Hue long term trading Karen To Ham easily Achcha profit Hasil kar sakte hain aur Market Mein Apni value banaa sakte hain Hamen market ka analysis karte hue Hamesha long term trading karni hai aur kabhi bhi apni trade ko acchi profit Mein hi hi close karna hai kabhi ignore nahin karna market Kyon Nahin ko Dekhte Hue aur friend ko Dekhte Hue Hamen long term trading kar sakte hain aur weekly accha profit Hasil kar sakte hain Shukriya
    • #3 Collapse

      Re: Long term trading kis wja sa kamiyab h

      اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
      Dear Agar Ham long term trading kar le Agar hamare pass Achcha experience hai aur ham market ko Dekhte Hue long term trading Karen To Ham easily Achcha profit Hasil kar sakte hain aur Market Mein Apni value banaa sakte hain Hamen market ka analysis karte hue Hamesha long term trading karni hai aur kabhi bhi apni trade ko acchi profit Mein hi hi close karna hai kabhi ignore nahin karna market Kyon Nahin ko Dekhte Hue aur friend ko Dekhte Hue Hamen long term trading kar sakte hain aur weekly accha profit Hasil kar sakte hain Shukriya
      Ji bilkul yah baat theek hai hi kya humko long Term trading Karni chahie kyunki market Kisi bhi waqt upar aur niche ho sakta hai agar ham sabar se kam lenge to humko bahut jyada profit hoga aur hamen Apne senior se sikhana chahie ke long term kitna faydemand hota hai kyunki hamesha lambi chaal chalni chahie to ismein bahut jyada fayda hota hai long term se aapko bahut jyada experience mil jaega aur aap ek acche trader bandh sakte hain.
      Your limitationit’s only your imagination.
      • #4 Collapse

        Re: Long term trading kis wja sa kamiyab h

        Long term k analysis bohat he achay hotay hain esliye ye kamyab hay forex main loss to ho hi jata hai lekin acha trader wo hai jo apny loss ko recover kary apna profit earn kar kay aur trading main apna nam banaye jis sy us ko faida bhi ho agar aap hardworking karo gay to aap ko kum sa kum ya nahi loss ho ga profit ho ga aap ko ziada is ma
        • #5 Collapse

          Re: Long term trading kis wja sa kamiyab h

          Long term trading se bhi aap kis market se bahut accha profit Hasil kar sakte hain Yahan per bahut se members Aise Hain Jo ki short-term running Karte Hain scalping means short term trading Karke bhi yahan par bhashan member this market se profit Hasil karte hain lekin scalping bhi dangerous Hoti Hai To Hamen Soch Samajh Kar karna chahie and long term trading ke liye aapke pass Achcha balance Hona bhi important Sakta Hai Jabse market Mein successful trading karne ho to aapke pass acchi amount mein balance Hona bhi important hota hai FIR apps market Se Achcha Fir Bhi Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Long term trading kis wja sa kamiyab h

            Long term trading wo log krtay hein jin ki investment baht zayada hoti hai. Ye log trades lga kr chor detay hein. Phr kuch months bad ye log trades ko close krtay hein aur apna profit letay hein. Long terms trades ka ye faida hota hai k aisi trades mein apka profit zayada ata hai aur apka account wash hone se bach jata hai. Agar apka capital kam hai tu apke leye Short term trades sab se best hein.
            • #7 Collapse

              Re: Long term trading kis wja sa kamiyab h

              Assalamu Alaikum ji han aapane bilkul theek kaha hai long term se bhi ap ksi market se bhot acha profit hasil kar sakty hain yahan par bhot se aisy membar bhi hain jo kay short term running karty hain ham ko long term treding karni chahiay kunkay market kabhi bhi opar or nichay aa sakti hay agar ham saber se kam len gy to hamen bhot acha profit hasil ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Long term trading kis wja sa kamiyab h

                Long term trading is vajah se successful Hai Kyunki Iske andar Ham Ek trade Laga kar usko Hamesha ke liye yah long-term ke liye Bhul Jaate Hain Aur Is Tarah Jab Ham trading Karte Hain To Hamari trading secure Hoti Hai Kyunki long term trading Mein Hamen Pata hota hai ki market mein kis Taraf movement karni hai aur jab Ham aur Stri ke se market ke mutabik trade Lete Hain To Hamen hundred percent profit hota hai aur Agar Ham Chahte Hain Ki Hamen trading karte hue bhi bahut Achcha bonus Mile To Hamen chahie ki Ham Dam account per bahut Achcha work Karen Kyunki demo account Ek Kisan ka Hamara teacher hai aur Agar Ham Apne teacher ki baat manenge to aur teacher ke Bataye Hue tarike se kam Karenge To Hamen bahut Achcha profit hoga

                • #9 Collapse

                  Re: Long term trading kis wja sa kamiyab h

                  Assalamu Alaikum dear Forex member kya hal hai agar aap Lang trade ko Jari Rakhna Chahte Hain To aapko acchi Tarah and licence Karke usko Desh Ke Liye hold karna padta hai agar aap long term trading karna chahte hain to aapko Uske bare mein achi Khasi Na Lage honi chahie Kyunki long term trading Mein Ek trade ko Kafi Jyada Dinon ke liye hold Karke Rakha jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Long term trading kis wja sa kamiyab h

                    Long term trading ka zyada faida hota hay trader ko profit bhi ho ga aur loss bhi ho ga, aur jab hbi loss ho jaye to hamain ghabrana nai chahye, bulkeh apni mistake par qabu pana chhaye, phir future main in mistakes ko repeat nai karna chahye hummain iss ka idea lagan mushkil hoata hay keh loss kia hoata hay yeh loss hummaray experience main izafa karta hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Long term trading kis wja sa kamiyab h

                      long erm trading hmary liye bht faidahmand hy ye boaht achaw hai kyn kay is say kafi information milti hai or mere kahyal main forex trading karne kay liye hamain practice ki bohat zarurat hoti hai ta kay jo patterns hain wo bhamaray mind main sahi say beth jain pratice key boht importance hai hum jitni practice kray gay utna hmay faida ho gaa so hmay practicek lye demo account per kaam krna chahye is say ik trader ko boht asani hoti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Long term trading kis wja sa kamiyab h

                        forex rade mein long term tradin bht profitable hy demo platform he practice k liye hai os ka main bohat faida bhi hota hai es liye hmain pahly demo account par trading karnui chahye os k bad hmain real trading karni chahye jub hum aysa karty hain tu hmainbohat faida milta hai q k hmain forex k bary main pahly he sub pta chal jta hota hai or hmain loss b kam he hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Long term trading kis wja sa kamiyab h

                          ji aapne bilkul theek baat share Ki hai long term trading isliye kamyab hai kyunki long term trading log jab karte hain to dollar ki mjuda price ko dekhte hain aur country k aane wale halat ko dekhkar trade open karte hain jisse currency ke up ja down hone se long term trading jyada profit mein aati hai short term mein currency ke rate har ek second ma up down hote rahte hain jaise market Ka andaza lgana thoda mushkil hota hai lekin long-term mein currency ka rate ka andaza lagaya ja sakta hai ke currency up jayegi ja down jayegi isliye long term trading short term trading se jyada profit deti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Long term trading kis wja sa kamiyab h

                            yes dear bhot ach asawal kiya hain apne logn time trading karne k liye aapk pas big account ka hona b must hota hain qk long time trading karne k liye ek trader bhot bar mekret main loss profti loss profit main trade jati hain agar small account hota hain tu loss b hota hain i sliye trader ko sab say phly merket main kaam karne k liye pratice karna b hota hain jitni achi tara pratice ki jati hain itna he ek trader forex trading ki merket main kamyabi pata hain or kamyab ho jata hain dear
                            ​Sadaf Khan
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Long term trading kis wja sa kamiyab h

                              long term trading mein apke pass experience bhaar jata hy without experience aur knowledge ap ku es mien losses he lose ho ga kosis karay forex mein mind se kaam kray ap k liye better ho ga es mien jaldbazi na karay aur apnay kaam par tuwaja dey thankful for question well experienced ho or wo experience tb he hasil kr skty ha jb wo demo account py practice krty ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X