Short term trading ma kya loss k chances zayda hoty hein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Short term trading ma kya loss k chances zayda hoty hein
    Short time trading ma kya loss k chances zyada hoty hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Short term trading ma kya loss k chances zayda hoty hein

    Nahin Aisi Baat bilkul Nahin Hai short-term Mein Lagai Gai trade ka yakin Nahin Taur per Nahin kaha ja sakta ki vah loss Degi ya profit Degi isliye Ye aap short term Mein lagaen ya long term Mein lagaen Laga Rabbani management ke sath lagaenge to iska aapko yakin profit Hasil hoga
    • #3 Collapse

      Re: Short term trading ma kya loss k chances zayda hoty hein

      Short term analysis nahi krni chaye hamesha achay long anaysis kro her business mein loss aur profits hotay hain koi b aisa business ni jis mein risk na ho har buzienss mein hee yeh dono loss n profit hotay ehin n agr loss na ho tu hmko kaisya apnay weak points ka pata chal sakta hein.
      • #4 Collapse

        Re: Short term trading ma kya loss k chances zayda hoty hein

        Dear Agar Ham market analysis karte hue trading Karen To Ham easily short term trading se bhi achcha profit Hasil kar sakte hain market ki movement to Dekhte Hue ki trading Karni chahie otherwise Hamen Hamesha lot ka Samna nahin karna padega Forex trading business bahut jyada risky business without analysis trading karne se Hamen loss hi hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Short term trading ma kya loss k chances zayda hoty hein

          Dear short term trading loss ke Chance jyada nahin kyunki short term trading aap mehdood time ke liye karte ho forex trading mein bahut involved hota hai chai aap short term trading Karo ya long term trade karo risk her ek time frame mein hota aap forex main apne knowledge or experience ke basis per profit gain karte ho
          • #6 Collapse

            Re: Short term trading ma kya loss k chances zayda hoty hein

            Yah aap per depend karta hai ki aap kaun si short term trade karte hain short term trade main Ek mint ki trade 5 mint ki trade 15 minut ki trade 30 mint ki trade aur ek ghante ki train hoti hai Jab aap ek ghante Se Jyada wale trade Lagate Hain To vah aapki short term trade Nahin Hoti balki vah aapki long term trade hoti hai aur short term trade ke andar aapko profit bhi ho sakta hai aur aapko nuksan bhi bahut jyada ho sakta hai Kyunki short term trade bahut jaldi profit Mein jaati hai agar aap usko bahut jaldi close Nahin Karte to vah Jyada loss Mein Ja sakti hai Kyunki Aksar short term trade cartrend aur long term trade ka trend Ek dusre ke against Hota Hai isliye Jab trade Jyada time chal Jaaye To vah Apne long term ki taraf Munh Karti Hai Jiski vajah se aapko nuksan

            • #7 Collapse

              Re: Short term trading ma kya loss k chances zayda hoty hein

              Bohat sey traders ka manna hay short term mei losses zyada hay apni mistakes ko search kar kay door karin tu har roz trading imporve hoti rahy gey forex trading mai loss ghalti ke waja say hota ha aur ghaltiion se agar seekha jaye to phir future mai loss ka samna kam karna parhy ga.
              • #8 Collapse

                Re: Short term trading ma kya loss k chances zayda hoty hein

                Short term trading Mein loss ke chances kam Hote Hain secondly loss Hamara Hamari mehnat per depend Karta Hai Ham Sabko chahie mehnat Karke apni trading co improve karne ki koshish karen Jo person apni trading co improve Karta Hai wala swimming Kamyab Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Short term trading ma kya loss k chances zayda hoty hein

                  profit and loss hr business ka hissa hy forex trading main ager sab say ziyda koee aham hai to wo practice he hai jo huamain trading k baray main information avail kerti hai. jitna hm is practice se learn kr skty hn utna kisi or jga se nhi kr skty. or mere khayal se demo trading py bar bar practice krny se hi hum forex ki trading ko learn krty hn, jisko krny mein wqt lgta ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Short term trading ma kya loss k chances zayda hoty hein

                    jee haan apne theek kaha log khaty ha kay practice man perfect ham jatni zida practice krty ha uthna hi hamay experince milta ha or ham ata ha or forex bhi asay ha hamay zida time forex ko dena chahiye or jatni ho sakay hamay practice krni chahiye takay ap forex ma tarde krky earning bhi kr saky islay bs apko mehnat krni chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Short term trading ma kya loss k chances zayda hoty hein

                      jee haan short term trading mein loss k chance zada hoty hain main ap ki baat sa agree karta hu baat ya ha k forex aik bussiness ha aur ic bussiness main sucess hassil karna k lia pratice boht zorrari ha Q ka forex trading apna toor par aik different work ha jo asani c samaj nai ata. Ic lia ap pehla ka ap experience gain karain. Pher jab fully tor par master ho jata ho to pher ap easily real trading start karo or enjoy karo.
                      • #12 Collapse

                        Re: Short term trading ma kya loss k chances zayda hoty hein

                        Vaise To Har kisi ki apni Marji Hoti Hai Har Koi Apne analyses ke buniyad per trade lagata hai Kuch Toh Log short trade Dete Hain aur kuchh log long time trade lete hain isliye Hamesha market ko analyse Karke trade open Karni chahie agar aap market ko analyse kar per trade open karte hain to vah trade aapki loss mein bhi Chali Jaaye to aapko Jyada loss Nahin Hota vah bahut jald hi profit Mein a Jaati Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Short term trading ma kya loss k chances zayda hoty hein

                          Market Mein Jab open hoti hai to use Waqt se pehle Khud karna Shuru karti hai aur use functions ke area Mein Jab Ham trade Lagate Hain To Ham log isliye karte hain Kyunki Ham Apna SL distance maintain karte hue Kishan ke Darmiyaan jata hai tu Jiski vajah se Los ke chances badh Jaate Hain long trade main yah fayda Hota Hai ki aapka Jo Aise hote hain vah question ki range se thoda sa Bahar a Jata Hai Jab aap fluctuations ki range se bahar Honge tab aapke loss ke chances kam Honge lekin Jab aap short term trade Karenge to aap Bade Logon se bachne ke liye Apne SL ko Chhota rakhne ki koshish Karenge Taki ab Jab kam loss ko sukun lekin vah Chhota SL electricians ki vajah se aapko loss De sakta hai isiliye short term trading ki Bajaye long term trading per focus Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Short term trading ma kya loss k chances zayda hoty hein

                            esa bht zarori be nahi hy but phr b experience bht zarori hy without experience don't start real trading phle kam karo phir us ko ache se analise karo phir us par kam karo when ap ke pas us ki knowledge a jaye to phir start karo kam is par ye koi masak nahi hai. kun ke is tr ham forex main loss kar sakte hain or ham apna sara capital bhi lose kar sakte hain is lie hame forex main experience ke sath hi kam karna chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Short term trading ma kya loss k chances zayda hoty hein

                              Short term trading mei losskam he hota ha hamesha esss ko study karney key leye net par buhat zaida material mojood hy. Us ko study karain aur sath sath demo account main practice bhi karain. Forex ko easy nahi lena chaheye keh is main hamari real amount involve hoti hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X