Market satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein
    Makret satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein

    g han ap ny bilkul sahi bat kahi hai main apki bat se agre krta hun forex market ki sort e hal achanak se chnage ho skti hai jis main hmain profit milty milty loss bhi ho skta hai es liye aghr ap chahty hain k ap forex main market ko achi trha se observe karen tu ap mahnat karen mahnat se he ap kamyab ho skty hain or forex main kamyab trading kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Market satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein

      Bilkul dear aapane bilkul theek kaha hai market situations ekadam change ho sakti hai isiliye Hamen market ke andar observation rakhni chahie aur kam risk lete Hue hi trading Karni chahie Jitna Jyada Ham market Mein kam risk laenge aur Market ka analysis karte hue trading Karenge Ham Forex trading business Mein Kamyab bol sakte hain aur apni earning ko increase kar sakte hain Hamen koshish karni hai ki market ke apan download mint ko Dekhen aur Hamesha news ko Dekhte Hue trading Karen aur kabhi bhi news ko ignore na Karen Shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Market satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aqib bahi پيغام ديکھيے
        Makret satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein
        Yes yah baat bilkul theek hai ki market ki situation ko under observation rakhna chahie kyon ki market ekdum se change Soch sakti hai agar ham isko observation mein rakhenge to humko pata chalta hai kya ke market main kya hone wala hai aur is se humko bahut jyada fayda hoga.
        Your limitationit’s only your imagination.
        • #5 Collapse

          Re: Market satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein

          gee han market kisi bhi vaqt up ya down ja sakti hay is leye market ki observation krni chaheye takeh loss na ho.aur agar hm continue observation nahi rkh saktay to hamein chaheye k hum loss se bachnay ke leye trade lagatay vaqt take profit aur stop loss ki sahoolat ko active kr diya krein takeh trade auto close ho jaye aur nuqsan na ho
          • #6 Collapse

            Re: Market satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein

            G haan market ki observation karain aik dam market change hoti hay ye har business ka aik hissa hota hai, lekin humein ye koshish karni chaheay kay hum apnay loss aur profit kay reasons say lessons learn karain aur apnay work mein consistency ley kar aaein is main apny work ko acha krny pr tawaja dain aor phir trade main bhtri laian ta keh success ho
            • #7 Collapse

              Re: Market satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein

              Ji bilkul sahi Kaha Yahan per market kaise bhi time Apne direction change kar Leti Hai Kyunki yah Forex market Hai Jahan per Trend ke change hone mein Koi pata nahin Hota so Apne dried open karne ke bad bhi market ki situation se Hamen aware Rahana chahie market ko Ham mein Main chahie ke andar observation Rakhe the causes Ham market ko under observation rakhte Hain To Yahan per Ham bahut acche tarike se trading kar sakte hain market Apna trend change karne mein time nahin Lagati To Hamen Apne trade open karne ke bad bhi Iske trend iski movement ko Dekhte Rahana chahie Fir Bhi yah possible hai ki Ham Yahan per successful trading kar sakte hain and Yahan per friend ka koi pata nahin Hota isliye Hamen always money management ko follow karna chahie aur Small lot size ka use karte hue trading karne chahie FIR Ham Apna account bhi yahan per sev Rakh sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Market satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein

                Ji bilkul aisa hi hai market ki situation Kisi bhi waqt change ho sakti hai Kyon Ke Virus ki vajah se market bahut to disturb hai isliye Hamen chahie ki Ham apni trade co stop loss aur take profit ke sath Se Kya banaen Iske alava Hamari trade Jab Hamen apni lot size ke mutabik bahut Achcha profit de rahi ho to Ham apni trade ko close kar den Kyunki Agar Ham Mishra aapane trade co close Nahin Karenge To Hamen kabhi bhi achcha profit Nahin Mil Sakta aur kabhi bhi Ham acche tarike Se Alag nahin kar sakte isliye agar aap Chahte Hain Ki aapko jaldi jaldi Har Nahin Hoti Rahe to aap dekhiae aapki Jo trade bhi profit Mein ja rahi hai vah aap close kar den

                • #9 Collapse

                  Re: Market satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein

                  Ji aapane Sahi kaha hai ki market ki condition kabhi bhi ho sakti hai change to isliye Hamen chahie ki ham market ki condition ko rakhen under observe sabse pahle Ham market analysis Karen aur experience ke sath trade lagaen aur Achcha profit bhi pyn
                  • #10 Collapse

                    Re: Market satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein

                    Assalam o Alikum,
                    G han bikul makret ka kuch Pata nai clta k kis time ye change ho jay to hmein cheaye hum makret prr nzrr rkein
                    • #11 Collapse

                      Re: Market satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein

                      Ji Hamen market moment pay Najar rakhni chahie because certainly market change ho sakti hai so Hamen chahie market per focus Karke kamyabi Hasil karne ki koshish karen Jo Pwrson Aisa karta hai vah apni Pret ko Kamyab kar leta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Market satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein

                        jee haan apne heek kaha agar forex trading mai apny ap ko succesfull bana chahta hoo to phir mujy trading per practice karna parhy ga ese liye mujy ab bhi practice ki zaroorat hai aor forex trading per me ziyada practice karta hoo taky mery mistakes dhoor ho jaye agr ache se che trader bnn chatte hain tu ap logo is usiness me buhat hard work r na hu tha tb hi ap logo i bsiussiness keindr kamyb hu sak the hian.
                        • #13 Collapse

                          Re: Market satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein

                          jee apne bilkul theek kaha jitni practice kare gy utna aaap forex main aagy nikal skte hain asi tara hum b hain yaha aaap forex main agar trading akrte hain tu aaapko agar taidng nhe aati hain tu aaap apna bouns b wash kar skte hian is liye hum ko ye lazmi chaiye k hum phly demo try akre waha demo pay bhot mehant kare usk bad pher hum reall ki tardf aa ajy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Market satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein

                            jee haan trade kry hoye apko market satuaion ka pata hona chahay bilkul thek kahaa hay and forex mai hamy chaiye kay hum jab tak aapnii real trading naa start karen jab tak hum demo mai bhut sari learning na lay len and hamay chaiye kay hum os waqat trading k strat karen jub hamy knowledeg ho trade laganay ki taakay hamay real account mai loss naa ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market satuation ak dum sa change ho sqti es liye makret under observation rkein

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: SoniaZeshan پيغام ديکھيے
                              Ji aapane Sahi kaha hai ki market ki condition kabhi bhi ho sakti hai change to isliye Hamen chahie ki ham market ki condition ko rakhen under observe sabse pahle Ham market analysis Karen aur experience ke sath trade lagaen aur Achcha profit bhi pyn
                              Janab market koi be ho currencies ki ya commodities ki ap kay trend line or ap kay proper analysis pay base karti hai ap kay analysis jis kadar achy hogay or ap fundamental main dikhain gay kon kon c news Future main ani hai usi base pay ap apna trading ka plan decide karty hain. aisa nahi karain gay tu ap kisi be time trading main fail ho sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X