aik din main 4 sy zeyada threads na kary

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik din main 4 sy zeyada threads na kary
    hamy aik din mai aik account main 4 threads he karny chahey pher he hum is mai acha bonus hasil kar sakty hai agar hum 4 sy zeyada threads kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty han hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey yai aik online karobar hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik din main 4 sy zeyada threads na kary

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairdanish پيغام ديکھيے
    hamy aik din mai aik account main 4 threads he karny chahey pher he hum is mai acha bonus hasil kar sakty hai agar hum 4 sy zeyada threads kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty han hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey yai aik online karobar hai
    Dear friend hamen Forex ki taraf se ek limitations Di gai hai jisko hamen bilkul bhi cross nahin karna chahie ya nahin jab Ham ismein 50 post complete kar lete hain to automatically hamare pass error a jata hai lekin trades ke liye hamare pass error nahin aata lekin hamare pass limit 4 ki hi hai isliye hamen isko class nahin karna chahie kyunki yah bhi rules ke khilaf hai aur jo rules ke khilaf kam karte hain usse fayda Hasil nahin ho sakta.
    • #3 Collapse

      Re: aik din main 4 sy zeyada threads na kary

      Ji haan khud b nuksan mine na jine dine dosron ko bjain forex mine ruls k mutabik 4 se ziada ap 24 ghonton mine threats nai kar sakty ager krine gy to delet ho jine gi...
      :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
      • #4 Collapse

        Re: aik din main 4 sy zeyada threads na kary

        G blkl q k forex trading k b kch rules hn js me rhty huye work krna chahiye 4 threat me easily acha bonus le skty hn agr zda treats hon gy to is me hmra e loss hai acount wash ho jay ga r sari mehnt zaya ho jay gi is liye rules ko follow kr k mhnt krn r khd ko loss hny se bachain
        • #5 Collapse

          Re: aik din main 4 sy zeyada threads na kary

          gee haan forex ki taraf se hamein aik din mein 4 threads krny ki permission hai aur hum ko 4 threads he krnay chahye.agar hum four se ziada threads kr bhi letay hain to oska hamein koi faida hasil nahi hoga q k mere khayal k mutabiq vo faltu threads forum ki taraf se delete kr deye jaingy.aur os threads pe jitnay posta hongi vo bhi zaya ho jaingi aur members ki.is leye forex ki limit mein reh kr kam krna chahye
          • #6 Collapse

            Re: aik din main 4 sy zeyada threads na kary

            Mairay khyal mai per day 4 say 8 taak thread bana saktay hai lekan agar forum rules mai 4 he mention hai tu behtar yahe hoga kay sirf aor sirf 4 he banaya karay lekan agar apko mazeed be allowed hai tu 8 taak be bana saktay ho thread bananay kay leye zarore hai kay achay topic ko select karay achay information kay saat he koi thread post karni chaheye
            Zuhaib9988 Trading journal
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
            • #7 Collapse

              Re: aik din main 4 sy zeyada threads na kary

              aik din main 4 threads creat karny ki limite hain ham ykimite sy work nahi karna chahey is ka koi be fadia nahi hota hain hamy aik time table bana kar is main daily achy or alla qualites ly threads reply arny chahey pher hi ham aca munfa kama sakty hain or apna life style chnage kar sakty hain yai aik asa business hain jis main ham apny boss ap hi hoty hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: aik din main 4 sy zeyada threads na kary

                Pakistan Forex forum ke upar posting karne ke Kuchh rules and regulations Hai jinko follow karke kam Karenge To Ham Logon Ko accha benefit Hoga is market ke andar Jab Bhi ham log rules and regulation ko follow karna start kar dete Hain To Ham Logon ke liye Aasani Hona Shuru Ho Jaati Hai Hamen koshish Karni chahie ke kam ko acche tarike se perform Karen aur Jab Bhi posting kar rahe hain to posting ki quality ke upar compromise nahin karna chahie Hamesha acchi quality ki posting Karte Rahana chahie aur new thread Jab Ham Logon Ne create karni hai to ham log koshish karen 4 Se zyada threads create na Karen
                When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                :)
                (AbdulWahab33)

                اب آن لائن

                Working...
                X