forex trading main cruncy pairs

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading main cruncy pairs
    Ajkal cruncy pairs main trade bohat he. Dangerous hoi hwi hai jiski waja se apko tp or sl ka use har hall main karna hoga ta k apko apne account ko safe rakha ja saky na k apka account ek he trade mai wash ho jaey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading main cruncy pairs

    Forex Trading me kuch pairs bohut zyada reliable hai. Aur us me trading karte howe risk kam hi hota hai. Un me chand bari currencies ki pair jese USA Dollars, Pound Sterling, Canadian Dollar, Swiss Frank, New Zealand Dollar aur Australian dollar shamil hai. Ye sari currencies bohut hi reliable hai. Is k elawa JPY bhi achi currency hai lekin us ki up down movement bohut hi ziada hoti hai jis ki waja se us me risk bhi bohut hota hai. Ye pairs aam tawar pe market analysis k through hi move kar rahe hote hen. Is waja se is ki reliability bohut zyada hoti hai. Hamen pair ko select karte waqat market news aur analysis ko lazmi made nazar rakhna chaheye. Currencies pares se achi earning hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: forex trading main cruncy pairs

      forum main practic kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain currency pair k bary main practice karni ho gi aur hamain is k bary main practice karni ho gi aur hamain knowldge k mutabiq hi tade karni ho gi aur hamain market main practice kar k hi hum real main kam karein gay uar hamain forum main enter hony say pahly is k bary main achy say trade karein gay
      • #4 Collapse

        Re: forex trading main cruncy pairs

        G han dear aaj kal currency pairs mein bhi commodities ki tarah fast movement hoti hy jis mein traders ko full money management k sath trade open krni chahiye jis mein stop loss aur take profit jaisy tools lazmi use krein tah k risk ki involvement ziada na ho ye sb corona ki waja se currency pairs mein fast movement hoti hy jb bhi new cases ziada report hoty hein market ki movement samjh se bahr aur fast ho jati hy.
        • #5 Collapse

          Re: forex trading main cruncy pairs

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Haider304 پيغام ديکھيے
          Ajkal cruncy pairs main trade bohat he. Dangerous hoi hwi hai jiski waja se apko tp or sl ka use har hall main karna hoga ta k apko apne account ko safe rakha ja saky na k apka account ek he trade mai wash ho jaey
          Mere khyal mein currency pairs mein jyadatar aise Hain jis per aap ki trading risky nahin hoti aur agar aap metals per trading karte hain yah currencies per trading karte hain to use per trading bahut jyada risky hoti hai kyunki use per aapko jyada experience ka hona bahut jyada jaruri hai usmein aapko profit bhi jaldi ho jata hai lekin usmein aapko loss bhi bahut jaldi hota hai aur aapka account bhi usmein jalva ho sakta hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: forex trading main cruncy pairs

            Ek accha start lene ke liye sab traders ko chahie ki vah currencies ke pair per hi trading karen kyunki isi tarah se hi vah acche se trading karke aur expert ho sakte hain is tarah se unko acche se practis bhi hasil ho jayegi aur ine pairs per trading karke aur members ko achcha sa profit bhi mil jata hai aur is tarah se members ko problem bhi nahin hoti hai lekin iske liye bhi members ko market ko analyse karna chahie aur market ko agar analyse na kiya jaaye to trading nahin ki ja sakti

            اب آن لائن

            Working...
            X