long term and short term mein trading mein konsey time frame per aalyse kerna chahiy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    long term and short term mein trading mein konsey time frame per aalyse kerna chahiy?
    dear mera swal hy keh ager hm short term mein trading kerna chahin to knsa time frame hamin markeet ki perfect indication dey skta hy aour long term key liy konsa time frame best ho skta hy hamin kis trah ptacly ga eh ab long term ka trend bun rha y aour kbhi short trm have you any dea plz share..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: long term and short term mein trading mein konsey time frame per aalyse kerna cha

    Forex Trading me long term and short term mein trading mein me hamen apne account k hisab se hi chalna parta hai. Forex Trading me kamyab hona aik behtareen fun hai. Forex trading aam business se bohut hat kar hai is me bohut zyada risk hai aur har qadam bohut ihteyat k sath uthana parta hai. Forex trading me kamyabbi hasil karna itna mushkil bhi nahi hai k hum is me kamyab hi na ho paye. Forex trading me kamyabi k leye sabar se kaam lena hoga, behtareen analysis karne ki koshash karna hoga, apne jazbaat pe control rakhna bohut zarori hai, is k elawa lalach se door rehna hoga aur Over trading se har soorat bachna hoga. Aur jitna ho sake knowledge aur experience hasil karne ki koshash karen ta ke hamen bhi kamyabi zaroor mele.
    • #3 Collapse

      Re: long term and short term mein trading mein konsey time frame per aalyse kerna cha

      bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheay ka hum long term trading start kardaa q ka i think ka profit serf or serf long term trading may he hay laken ager hum es taraa nhi kartaa ha hum short time trading kartaa ha toper hum ko lot of loss be ho sakta hay..................
      • #4 Collapse

        Re: long term and short term mein trading mein konsey time frame per aalyse kerna cha

        Assalamu Alaikum dear friends track steering Business mein long term or short term Mein management rules are Trends ko follow karte hue Hamen training Karni chahie Taki Ham usmein Jyada Se Jyada analysis ki quality ko best banate Hue work kar sake aur ismein Jyada Se Jyada kamyabi Hasil karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: long term and short term mein trading mein konsey time frame per aalyse kerna cha

          hamain is forum main short term main bi aur long term main bi trade karni ho gi aur hamain is k bary main practice karni ho gi uar hamain is forum main practice karni ho gi aur hamain mart main prat time main ib job kar k hi hum achi trade kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karin gay uar hamain prctice k ark hi hum achi trade kar k h hum run karien gay it is beest job
          • #6 Collapse

            Re: long term and short term mein trading mein konsey time frame per aalyse kerna cha

            dear members forex business main jitne bhi piars istamaal hote hain un ki movement din 5 baje ke bad zyada hoti hai our is doran ki gi analyses bhot zyada faide mand hoti hai our hamain usi time main market ko analyse karna chahye jab ham ese time main market ko analyse karte hain to hamain zror kamyabi hasil hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: long term and short term mein trading mein konsey time frame per aalyse kerna cha

              اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
              dear mera swal hy keh ager hm short term mein trading kerna chahin to knsa time frame hamin markeet ki perfect indication dey skta hy aour long term key liy konsa time frame best ho skta hy hamin kis trah ptacly ga eh ab long term ka trend bun rha y aour kbhi short trm have you any dea plz share..
              Dear forex member ager "day trading " ker raha han to best aur zayada accurate informaton apko H1 time frame s mila gi. H1 time frame day trading k bara man best ha. Aur ager ap H4 time frame use karen ga to apko intra week ki trades k bara man sahe sa batae ga. In two time frame ko use ker k ham day trading and intra week trading kamyabi k sath ker sakta han. Aur kabi b Trading k knowledge ko Demo Account per check kerna aur practice kerna n bholen. Is terha ap trading man zayada kmyabi hasil ker sakta han. Click image for larger version

Name:	images (24).jpeg
Views:	5
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12327813
              • #8 Collapse

                Re: long term and short term mein trading mein konsey time frame per aalyse kerna cha

                Ji han doston aapki baat sahi hai trading Mein kam karte hue aapko chahie ke long term trading yah short term trading is Waqt Karen Jab aapko experience Ho Jo Log Mehnat Karte Hain aur Soch samajhkar trade karte hain Vahi log Kamyab hote hain aur accha profit bhi Hasil Karte Hain.
                🌼 Never Give Up 🌼
                • #9 Collapse

                  Re: long term and short term mein trading mein konsey time frame per aalyse kerna cha

                  Assalam o slaikum. Pakistan forex forum kay members agar humaray pass long term ks bonus ha tu humain chahiya kay hum long term ki hi trading lagain kuonkay iss say humain ziyada profit hasill hota ha aur agar hum short term say trading lagain tu ye bhi acha ha kuonkay agar humaray psss iss main knowledge aur experience km hoga tu humain nuqsan bhi tu km hoga aur agar hum long term ki trading lagain tu ye trading sirf sirf ziyada experience zur ziyada knowledge rakhnay walay log hi iss ki trading laga saktay hain lakin wo log jin kay pass knowledge aur experience km ho tu wo trading na lagain kuonkay unn ka ziyada lose ho sakta ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: long term and short term mein trading mein konsey time frame per aalyse kerna cha

                    Long time frame pe b bahtreen trading hoti hay daiy chart acha hay loss forex ka he ni hr business ka hissa hai agr hum aik proper planning ar strategy se chlain gn tu yaqinan hum apne loss ko kam se kam kar skain gain hum trading ko sahi tarhaan say sikhen gay bhi nahi and ham is mai bhut ziyada greed karen gay and loss profit aik equal part hai busniss kaa leraning say kum ho sakta hai loss
                    • #11 Collapse

                      Re: long term and short term mein trading mein konsey time frame per aalyse kerna cha

                      Analysis achay H4 pe b hotay hain uspe acha natija nikalta hay working karnay kay leay kisi person ko as such kisi specialization karnay aur diploma aur degree ki zarurat nahi hoti hai, kyun kay Forex ko join karnay aur working karnay kay leay as such koi restrictions nahi hain...
                      • #12 Collapse

                        Re: long term and short term mein trading mein konsey time frame per aalyse kerna cha

                        jee haan apne theek kaha junior members k lye aise topic se kafi kuch sekhne ko mil jata hai new members ko ap jese members ki waja se humko buhat help milti hai or jo senior members inka answer dete hain to or bhi zada help hojate hai i really appreciate you all keep it up.regular practic ke waja sy apny apko forex k business main bhoot zaida expert bana sakty hain ar bhatar earning hasal kar skty hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: long term and short term mein trading mein konsey time frame per aalyse kerna cha

                          long term trade ka bht faidah hota hy forex trade mein agr ap ka experance nahi hai to ap ko sab sa pahly forex trading ky demo trading acount main practice kar ky experance gain karna chahye ta ky ap forex main acchi earning karny main kamyab ho saken.demo account bhi reeal ki tarah hota hai.isme time waste nahi hota balke experience badhta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: long term and short term mein trading mein konsey time frame per aalyse kerna cha

                            jee haan apne achja sawal kiya eske results achy aay hain ar hamari lnowledge mein ezafa hota hy forex keey bareey meey complete knowlege naa leey liyaa jayee koi kaam nahi kernaa chahyee ager aap begair knowledge aur experience liyee forex meey kaam kareey geey tu definitely aap ko loss hi ho gaa trading keey lihaaz seey complete knowledge aur experience hasil kerneey keey baad aap work kerr sakteey heey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: long term and short term mein trading mein konsey time frame per aalyse kerna cha

                              humien apna work bht dil laga kr ar mehnat k sath karna chahy whitout experiance hamyn ive account par trading nahi karni chaiya Q k aghar hmary pass tajurba nahi ha to hamyn lose ho sakta ha ur hum profit earn nahi kar sakty jb koi kam krna hota ha to first clearly os ki samj leni chahiye then apna mind clear krna chahiye or then ja k os pr kamm shoro krna chahiye .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X