Apni kamyabi aur nakami k zimadar hm khud hn.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Apni kamyabi aur nakami k zimadar hm khud hn.

    Jab Ham trade Lagate Hain Tu isase yah jahir hota hai ki a Jo iska result Hoga Uske jimmedaar bhi Ham Honge Jaise ke Ek Insan Hai vah Shikar Karta Hai Shikar ke dauran vah Khud Shikar banta hai to vah lost ki taraf Jaate hain lekin Agar vah strategies banata hai agar vah mind ko use karta hai aur knowledge ke sath Shikar Karte Hain To vah Apne Shikar ko batchit kar lete hain aur use Deewar ke Taur per khane ko meet Milta hai aur use jungle mein sarvadhik karvata hai ISI Tarah Se Jab ham Kuchh Bhi Karte Hain To Uske jimmedaar Ham hote hain Kyunki 88 Humne lagaiye Kisi Aur Ne Lagai to Iske zimmedar Kisi Aur Ko Kaise Rah Sakte Hain Jab aap khud Baat Gate Laga rahe hain to aap yah Baat Qubool Karen ki yah aapane hi kiya hai aur yah aapki hi mehnat ka natija Hai Chahe vah loss Hai yah profit hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Apni kamyabi aur nakami k zimadar hm khud hn.

      jee haan apne theek kaha practice k bina real acount per kaam karna bewaqofi ha or jis ko real account pr earning ho rahi ha use chahiye k dusroo ki help karien merey khayal sey forex main wohi insan kamyab hota hay jo hard work karta hay kiun kay phir hmaray pass skills hoti hain aur jab hmaray pass experience hota hay to hmaray loss kay chances bohat kam hotay hain.
      • #33 Collapse

        Re: Apni kamyabi aur nakami k zimadar hm khud hn.

        Nakami agar hogi forex mei hum khud he uskay zimadar hain ye business un logoon k liyee easy hai jo iss business ko proper learn kartey hein oor samjhtey hein ye business aik bohat acha hai oor easy bhi ksi degree ke zrorat ha but phr bhe ham achi learning kr ka degree valo sa zayada erning kr sakty han..
        • #34 Collapse

          Re: Apni kamyabi aur nakami k zimadar hm khud hn.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Eman23 پيغام ديکھيے
          Assalam o alaikum friends kesy hn ap sb I hope sb thk hn gy . Weekend enjoy kr rhy hon gy sb.
          Trading me loss aur profit dono ka samna krty hn hm . Aur ye dono chezen hmari mehant knowledge aur experience ko show krti hn . Profit jb hu tu usy apni mehnat qrar Dena aur loss ki surat me ksi aur pr blame krna ghalt hy . Loss b hmari apni ghltio ka results huta hy . Hmy chahye dono surto me condition ko learn krn aur next trade me mazeed behtri lain . Ksi or blame krny ki bjay apni trading me twaju dn aur weak points pr ghor krn. Tabb e hm apni trading me kamyab hu skty hn.
          ji bilkul agar ham kam ho jaate Hain to Uske jimmedari hamari apni hai aur agar ham na kam ho jaate Hain to Uske bhi jimmedaar ham khud hi vah main aapko batata hoon ke kaise agar ham kamyab hote hain to hamari yad nahin aati hai uske piche hamari mehnat hai agar apna Kam hote hain to yah baat hai ki humne minut kam ki......♥️♥️♥️
          ​"Try try again until you succeed"
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #35 Collapse

            Re: Apni kamyabi aur nakami k zimadar hm khud hn.

            Apni kamyabi na Kami Kaise banaen Ham Khud Hote Hain Jo Ham galtiyan Karta Hamari Kami kaise banti Hain isliye Hamen galti se bachne chahie aur apni galtiyon se sikhna chahie aur usmein sudharna chahie Taki Dobara galti ho sake aur ek Kamyab business kar sake aur Kamyab profit Hasil kar Saken
             

            اب آن لائن

            Working...
            X